Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

kabhi khud ko azmaya hai kabhi ?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: kabhi khud ko azmaya hai kabhi ?

    Originally posted by Aanchal View Post
    assalamalikum
    jhutput interview main aik sawal zehan mainaya to yaha us kay leye aik alug thread shuru kar dia main nay lol

    loog aik dosray ko azmatay rehtay hian ....kabhi aap nay khud ko azmaya hai kabhi ?
    Originally posted by MSA View Post
    Walaikum Assalam

    Aaho buhat baar, apni tarah se har bar hi azmaya he....kabhi buhat zyada bol lo'n to khud ko chup rakh kar azmaya, zyada chup rah lo to zyada bol kar azmaya,kabhi buhat zyada so jao to kisi din buhat kam so kar azmaya,....jub me new tha to designing nahi aati thi ... phir bus 1'2 desging ki phir jub pata chal gaya ke me kar sakta ho us ke baad dobara hath nahi lagaya.....kabhi apne unwritten rules ke khilaf kaam kar ke khud ko azmaya....

    abb pata nahi ise azmana kehte he ya nahi...per me aesa kaam buhat karta rehta ho intentionally ya unintentionally....
    walaikom Assalam .....han ... main bhi aisa karti rehti hoon.... MSA ki tarah bhi aur ....... u remember main pehlay aap ko kitnay PM karti thi ... falaN nay yeh kar diya .... woh kar diyaa.... lakin ab aisa nahin .....jab koi mairay sath negetively behave karta hai .....jo woh khud bhi bardasht nahin kar sakta ..... bus aisay waqt mein main dekhti hoon agla banda kitna ghatiya pan ka muzahira kar sakta hai ... aur main kitna bardasht kar sakti hoon.......but it requires constancy of character .....tab mamla mairay aur ALLAH TALA kay beech hota hai ......is context mein aur bhi buht sari batain aa jati hain ...... lakin yahan sirf aazmany ki baat ho rahi hai tu itna hi kaafi hai.....:D....
    aik aur baat ..:D.... kabhi kabhi ...aami mujhay kehti hain isay apnay imtehan ki tarah samjho .... keh tum apnay chotay coznz ko sanbhal sakti ho,...., behla sakti ho ya nahin ...:hehe: ...
    aur sometimes aisa hota hai naaa.... koi hamain kehta hai ...nahin yeh tu nahin ho sakay ga tum say.... aur phir.....ham tamam salahiyatain (zahni aur jismani) us kaam per laga daitay hain ...pata nahin isay khud ko aazmana kehian gay ya nahin ....haan potential ka zuroor pata lag jata hai ... jaisay MSA ki designing ki koshish .....:D.....
    For New Designers
    وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

    Comment


    • #47
      Re: kabhi khud ko azmaya hai kabhi ?

      زہر ملتا رہا زہر پیتے رہے
      روز مرتے رہے روز جیتے رہے
      زندگی بھی ہمیں آزماتی رہی
      اور ہم بھی اسے آزماتے رہے۔۔
      Last edited by S.Athar; 25 April 2010, 10:28.
      :star1:

      Comment

      Working...
      X