Re: Insecurity...!!
[QUOTE=MSA;1315369]burhape me mile ga shayd
phir tum bhi aik talash likh deyna
Ameen...mujhe bhi kuch aesai lagta he
- shayd ho sakti he confusion - agar app ird gird dekhne lagae - yeh sochne lage k is bunde ka belief sahi he ya mera - analysis karne lage k kis ka aqeda sahi he kis ka nahi - yeh thora mushkil kam bhi hota he - aksar log is baat ko man kar beth jate he k hame jo bataya gaya he wo hi sahi he - koi aur agar sahi beliefs bhi rakhe lekin ham us group se nahi to hum kyun chalein us rah per...
Jo tumhara kaam hai wo karo, Kisi k aqeedey judge kerna tumhara kaam nahi hai, Agar khud follow kerney k hissaab sey kaha hai k tau tumharey paass hai Quran , issey samaj ker perhtey ho? agar tarjuma aur tafseer perhtey huye sawal uthtey hein aur tum mutamain nahi tau khud arbi zaban seekh lo, nahi ker saktey ho tau sirf aik version ko follow mat karo, matlab aik ayat ka mukhtalif logon k kiye huye tarjuma perho and then think yourself .... khud hi samaj aa jata hai.... and second source is Hadith ....ab agar yahan pe authenticity ka massla hota hai tau tum sirf Sahih ahadees (bukhari, Muslim) utha ker perho.
Mey ye bhi nahi keh rahi hun k tum k kisi sawal kerney ki zaroorat nahi ho gi kisi Aalim sey, lekin bas ye k aankh band ker k nahi kuch maan leyna chahiye, itna knowledge hona chahiye insaan k pass k agar aap maths ka sawal karein tau jawab aap ko english ka na miley .... you see what i mean?
- Khokli in a sense - k jub app koi naik kam karein to ap ki intentions ghalat ho - lekin us kam ko karte waqt app yeh sochne se qasir ho k app ki intentions ghalat he - concepts ghalat - phir barey ho kar concepts khulein :-P
theek.... magar mujhey phir bhi nahi samaj ayi
mujhe chote bacho ko dekh kar ajeeb sa lagta he....aur kuch logon ko dekh kar jinhe dunya ki khabar hi nahi apne ghalat track pe chalte rehte he
Kher ALlah hamari xindagi me asanian ataa farmae aur dosro ko asian provide karne ka moka...Ameen
Exactly
Ameen.
btw mey tau ye hadees follow kerti hun "The beauty of a person's Islam is to leave those things which do not concern him/her"

Comment