Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Mobile phone ki chori
Collapse
X
-
Re: Mobile phone ki chori
Originally posted by ummid View Postnahi.. paise kharch hojaate hain.. pocket money band kum kar di jaati hai... or amma ki dant alag... :$
waise mein ub is moaamlay mein kafi careful hoon. Us ki main reason yeh hay ke mere cells ki contact list bohat bari he so gum honay ki soorat mein mujay cell ki value se kahi ziada nuksan ho sakta he.:thmbup:
Comment
-
Re: Mobile phone ki chori
Originally posted by munda_sialkoty View PostAcha kerti hein tumhari mom. Aisi laperwahi achi nahi hoti. Koi cheez aap ki laperwahi se kharaab ya gum ho jaye to aap ko mujram karaar dena chahiye. Meri yeh mentality he ke paisa ya to aap ke kaam aaye ya kisi aur ke, youn gum honay ki soorat mein ya kharaab honay ki soorat mein raigaan na jaye.
waise mein ub is moaamlay mein kafi careful hoon. Us ki main reason yeh hay ke mere cells ki contact list bohat bari he so gum honay ki soorat mein mujay cell ki value se kahi ziada nuksan ho sakta he.
Comment
-
Re: Mobile phone ki chori
Originally posted by munda_sialkoty View Postus waqt ghar mein koon koon tha jub tumhara mobile choori hua :think:
Comment
-
Re: Mobile phone ki chori
Originally posted by unity View Postye jab hua jab hmare ghar me kuch kaam ho raha tha to jo kaam wale the mistri mazdoor un me se kisi ne utha lia....afsos to hua phir ham ne socha chalo jane do...mane ga kon:think:
Comment
-
Re: Mobile phone ki chori
waalikum asslam
ek baar chori ho chuka hai mera mobile campus se ,namaz parrh rahi thi girlz commen room me k bag se ksi larrki ne wallet aur mobile nikal liya ... wese me ne 3/4 mobile sets liye hain wo abuu maathay se le k dete hain k me hifazat nae krti cheez ki unn k khyaal me
used mobile me ne b nae liya kabhi
chori kiyon krtay hain bohat si wajoohat ho skti hain :think:
iska jawab mahir e nafsiat ummid dein gi :ys:Last edited by saraah; 22 March 2010, 19:57.شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا
Comment
-
Re: Mobile phone ki chori
Originally posted by ummid View PostI dont know rita... per me ki ammi humesha kehti hai.. kisi Gareeb ke samne apni cheezein yun kholi chor kar us ke imaan ko na azmaao... me khud cheezein yahan wahan rak deti ho.. bag open rehta hai... per ammi humesha yahi kehti hai... woh zaroorat mand hai.. na jaane kaun si zaroorat un se jurm kara le.. so koshish karo ke un ke samne apni cheezein yun khuli na chora karo... :|mujhe to new mobile mil gya lekin us ehmak ne apna eeman kharab kar lia...Allah us ko moaf kare or hidayat de...pata nahi kia majburi ho gi
Comment
-
Re: Mobile phone ki chori
Originally posted by unity View Postbilkul theek kehti hen tumhari ami....doosron ko azmaish me nahi dalna chaey...me ne drawz me rakha tha to kisi ne zeada himat dikhai or us ko khol kar nikal liamujhe to new mobile mil gya lekin us ehmak ne apna eeman kharab kar lia...Allah us ko moaf kare or hidayat de...pata nahi kia majburi ho gi
Comment
-
Re: Mobile phone ki chori
Originally posted by unity View Postye jab hua jab hmare ghar me kuch kaam ho raha tha to jo kaam wale the mistri mazdoor un me se kisi ne utha lia....afsos to hua phir ham ne socha chalo jane do...mane ga kon:think:
Aisay mookon per tashadud ya badtameezi ki bajaye kuch aur tarah ka pressure dala jaye to effective hota he.:thmbup:
Comment
-
Re: Mobile phone ki chori
Originally posted by saraah View Postwaalikum asslam
ek baar chori ho chuka hai mera mobile campus se ,namaz parrh rahi thi girlz commen room me k bag se ksi larrki ne wallet aur mobile nikal liya ... wese me ne 3/4 mobile sets liye hain wo abuu maathay se le k dete hain k me hifazat nae krti cheez ki unn k khyaal me
used mobile me ne b nae liya kabhi
chori kiyon krtay hain bohat si wajoohat ho skti hain :think:
iska jawab mahir e nafsiat ummid dein gi :ys:
Tum Nokia 3310 lia karo aur wo bhi second hand. Acha set he, wazni he, ager nahi yakeen to toool ke check ker lena :lol
waise mujay hairat hoti he ke larkiyaan bhi choori kerti hein:thmbup:
Comment
-
Re: Mobile phone ki chori
Originally posted by munda_Sialkoty View Post
واعلیکم اسلام۔
کبھی چور بھی مانا ہے کہ اُس نے چوری کی ہے۔ہاہاہا
اور چور کے منہ پہ نہیں لکھا ہوتا کہ وہ چور ہے۔ یہ کالی بھیڑیں ہم لوگوں میں سے ہی ہوتی ہیں۔
میں نے کبھی یوزڈ موبائل نہیں خریدا اس لیے چوری کے موبائل کا سوال ہی پیدا نہیں ہوتا۔
میرا موبائل فون کبھی چوری نہیں ہوا۔ ہاں البتہ شیو کروانے کے بعد کئی بار بھول کے گھر آ گیا یا راستے سے واپس جانا پڑا۔
wese aap used mobile khareednay ko burray samjhtey hein??
kabhi kabhi used mobile chori ka nahi bhi hota.............sigpic
Comment
-
Re: Mobile phone ki chori
Originally posted by ummid View Postwasalam
nahi me ke chori nahi hoye fone... per kho gaye hain apni hi laprwaahi ki wajah se... jaise canteen mein reh gaya, cab mein reh gaya or kahein baat ki tu wahein chor diya... ya gir ker toot gaya... :$.. ya baarish mein bheeg gaya.. :lolsigpic
Comment
-
Re: Mobile phone ki chori
Originally posted by unity View PostWalekum Salam:hii:
haan mera chori hua tha..ghar se hi.....or me ne kabhi chori wala nahi khareeda...me zeada change bhi nahi karti..bas le liya to kafi time rakhti hunsigpic
Comment
Comment