Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mobile phone ki chori

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Mobile phone ki chori

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Meri capabilities ko under-estimate mut kerna. Mein ne aisay maslay pehlay bhi kai baar suljaye hein. Aik baar mera chashma gum ho gaya tha raat ke waqt mein ne wo bhi usi raat dhoond nikala tha aur wo bhi sirf 2, 3 ghantoon mein :hairdrayer:
    :lol

    Comment


    • #17
      Re: Mobile phone ki chori

      Originally posted by ummid View Post
      nahi.. paise kharch hojaate hain.. pocket money band kum kar di jaati hai... or amma ki dant alag... :$
      Acha kerti hein tumhari mom. Aisi laperwahi achi nahi hoti. Koi cheez aap ki laperwahi se kharaab ya gum ho jaye to aap ko mujram karaar dena chahiye. Meri yeh mentality he ke paisa ya to aap ke kaam aaye ya kisi aur ke, youn gum honay ki soorat mein ya kharaab honay ki soorat mein raigaan na jaye.

      waise mein ub is moaamlay mein kafi careful hoon. Us ki main reason yeh hay ke mere cells ki contact list bohat bari he so gum honay ki soorat mein mujay cell ki value se kahi ziada nuksan ho sakta he.
      :thmbup:

      Comment


      • #18
        Re: Mobile phone ki chori

        Originally posted by ummid View Post
        :lol
        Kahin tum mere talent pe shak ker ke to nahi huss rahi 372-scare
        :thmbup:

        Comment


        • #19
          Re: Mobile phone ki chori

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          Acha kerti hein tumhari mom. Aisi laperwahi achi nahi hoti. Koi cheez aap ki laperwahi se kharaab ya gum ho jaye to aap ko mujram karaar dena chahiye. Meri yeh mentality he ke paisa ya to aap ke kaam aaye ya kisi aur ke, youn gum honay ki soorat mein ya kharaab honay ki soorat mein raigaan na jaye.

          waise mein ub is moaamlay mein kafi careful hoon. Us ki main reason yeh hay ke mere cells ki contact list bohat bari he so gum honay ki soorat mein mujay cell ki value se kahi ziada nuksan ho sakta he.
          :|

          Comment


          • #20
            Re: Mobile phone ki chori

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            us waqt ghar mein koon koon tha jub tumhara mobile choori hua :think:
            ye jab hua jab hmare ghar me kuch kaam ho raha tha to jo kaam wale the mistri mazdoor un me se kisi ne utha lia....afsos to hua phir ham ne socha chalo jane do...mane ga kon:think:

            Comment


            • #21
              Re: Mobile phone ki chori

              Originally posted by unity View Post
              ye jab hua jab hmare ghar me kuch kaam ho raha tha to jo kaam wale the mistri mazdoor un me se kisi ne utha lia....afsos to hua phir ham ne socha chalo jane do...mane ga kon:think:
              I dont know rita... per me ki ammi humesha kehti hai.. kisi Gareeb ke samne apni cheezein yun kholi chor kar us ke imaan ko na azmaao... me khud cheezein yahan wahan rak deti ho.. bag open rehta hai... per ammi humesha yahi kehti hai... woh zaroorat mand hai.. na jaane kaun si zaroorat un se jurm kara le.. so koshish karo ke un ke samne apni cheezein yun khuli na chora karo... :|

              Comment


              • #22
                Re: Mobile phone ki chori

                waalikum asslam

                ek baar chori ho chuka hai mera mobile campus se ,namaz parrh rahi thi girlz commen room me k bag se ksi larrki ne wallet aur mobile nikal liya ... wese me ne 3/4 mobile sets liye hain wo abuu maathay se le k dete hain k me hifazat nae krti cheez ki unn k khyaal me

                used mobile me ne b nae liya kabhi

                chori kiyon krtay hain bohat si wajoohat ho skti hain :think:
                iska jawab mahir e nafsiat ummid dein gi :ys:
                Last edited by saraah; 22 March 2010, 19:57.
                شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                Comment


                • #23
                  Re: Mobile phone ki chori

                  Originally posted by ummid View Post
                  I dont know rita... per me ki ammi humesha kehti hai.. kisi Gareeb ke samne apni cheezein yun kholi chor kar us ke imaan ko na azmaao... me khud cheezein yahan wahan rak deti ho.. bag open rehta hai... per ammi humesha yahi kehti hai... woh zaroorat mand hai.. na jaane kaun si zaroorat un se jurm kara le.. so koshish karo ke un ke samne apni cheezein yun khuli na chora karo... :|
                  bilkul theek kehti hen tumhari ami....doosron ko azmaish me nahi dalna chaey...me ne drawz me rakha tha to kisi ne zeada himat dikhai or us ko khol kar nikal liamujhe to new mobile mil gya lekin us ehmak ne apna eeman kharab kar lia...Allah us ko moaf kare or hidayat de...pata nahi kia majburi ho gi

                  Comment


                  • #24
                    Re: Mobile phone ki chori

                    Originally posted by saraah View Post
                    iska jawab mahir e nafsiat ummid dein gi :ys:
                    Tum ne is thread mein ab aabi bhai ko dawat de hi di :lol

                    Comment


                    • #25
                      Re: Mobile phone ki chori

                      Originally posted by unity View Post
                      bilkul theek kehti hen tumhari ami....doosron ko azmaish me nahi dalna chaey...me ne drawz me rakha tha to kisi ne zeada himat dikhai or us ko khol kar nikal liamujhe to new mobile mil gya lekin us ehmak ne apna eeman kharab kar lia...Allah us ko moaf kare or hidayat de...pata nahi kia majburi ho gi
                      :rose

                      Comment


                      • #26
                        Re: Mobile phone ki chori

                        Originally posted by unity View Post
                        ye jab hua jab hmare ghar me kuch kaam ho raha tha to jo kaam wale the mistri mazdoor un me se kisi ne utha lia....afsos to hua phir ham ne socha chalo jane do...mane ga kon:think:
                        hmmm...aisa aik baar mere saath hua tha koi 1.5 years pehlay. Mere ghar ki second story ka lanter dala ja raha tha to kafi labour aai hui thi. Mere trouser mein se mera purse gir gaya aur wo electrician ke shagird ne utha lia. Us mein paisay atm cards id card aur driving license tha. Khair kafi dhamkanay ke baad mujay mil gaya aur mein ne usay moaaf ker dia.

                        Aisay mookon per tashadud ya badtameezi ki bajaye kuch aur tarah ka pressure dala jaye to effective hota he.
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #27
                          Re: Mobile phone ki chori

                          Originally posted by saraah View Post
                          waalikum asslam

                          ek baar chori ho chuka hai mera mobile campus se ,namaz parrh rahi thi girlz commen room me k bag se ksi larrki ne wallet aur mobile nikal liya ... wese me ne 3/4 mobile sets liye hain wo abuu maathay se le k dete hain k me hifazat nae krti cheez ki unn k khyaal me

                          used mobile me ne b nae liya kabhi

                          chori kiyon krtay hain bohat si wajoohat ho skti hain :think:
                          iska jawab mahir e nafsiat ummid dein gi :ys:
                          Mahir-e-nafsiyaat ke to apnay mobile safe nahi us ne jawaab de kefitay moun kerwana he :lol

                          Tum Nokia 3310 lia karo aur wo bhi second hand. Acha set he, wazni he, ager nahi yakeen to toool ke check ker lena :lol

                          waise mujay hairat hoti he ke larkiyaan bhi choori kerti hein
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #28
                            Re: Mobile phone ki chori

                            Originally posted by munda_Sialkoty View Post

                            واعلیکم اسلام۔

                            کبھی چور بھی مانا ہے کہ اُس نے چوری کی ہے۔ہاہاہا

                            اور چور کے منہ پہ نہیں لکھا ہوتا کہ وہ چور ہے۔ یہ کالی بھیڑیں ہم لوگوں میں سے ہی ہوتی ہیں۔

                            میں نے کبھی یوزڈ موبائل نہیں خریدا اس لیے چوری کے موبائل کا سوال ہی پیدا نہیں ہوتا۔

                            میرا موبائل فون کبھی چوری نہیں ہوا۔ ہاں البتہ شیو کروانے کے بعد کئی بار بھول کے گھر آ گیا یا راستے سے واپس جانا پڑا۔


                            wese aamir aap sailoon se shev mat karwaya karein..... meinay ek report parhi thi jis mein pakistan mein hepatatis ziyada phel raha hey aur uss ki vajah yeh sailoon/hajjam se shev karwatey waqt ek se dosray tak phelti hein..... ghar mein shev khud kiya karein.....

                            wese aap used mobile khareednay ko burray samjhtey hein??

                            kabhi kabhi used mobile chori ka nahi bhi hota.............
                            sigpic

                            Comment


                            • #29
                              Re: Mobile phone ki chori

                              Originally posted by ummid View Post
                              wasalam

                              nahi me ke chori nahi hoye fone... per kho gaye hain apni hi laprwaahi ki wajah se... jaise canteen mein reh gaya, cab mein reh gaya or kahein baat ki tu wahein chor diya... ya gir ker toot gaya... :$.. ya baarish mein bheeg gaya.. :lol
                              yeh tu phir aap ki laprwahi hoi na........ wese aap baarish mein kia karti rahti ho??
                              sigpic

                              Comment


                              • #30
                                Re: Mobile phone ki chori

                                Originally posted by unity View Post
                                Walekum Salam:hii:
                                haan mera chori hua tha..ghar se hi.....or me ne kabhi chori wala nahi khareeda...me zeada change bhi nahi karti..bas le liya to kafi time rakhti hun
                                ghar se agar chori hova tha tu vo tu apna hi koe shaks hota hey na...... issi baat ko tu discuss karna hey kay hum jis doston mein yaa relatives mein rahtey hein vohi loog agar chori kar jain tu ziyada dukh hota hey as compare to koe aur ajnabi vo chori kar jai........ baat mobile chori ki nahi hoti kay vo chori hogaya lakin ek dost hee dost ka mobile chori kar jai vo dukh afsos karnay ki baat hoti hey.......
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X