Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Khofnak beemariyon se bachao

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Khofnak beemariyon se bachao

    me almost roz hi pateints se milti ho... kabhi Aids pateint, kabhi cancer pateint, kabhi MRz, kabhi psychotic, neurotic, organic... kabhi physcially challenged... or kabhi trauma casesz... roz ka hi milna hojata hai... me ki ammi roz dua parhti hai jub me ghar se niklo tub... me khud dua parhti rehti ho.. infact me zyadah shuker ada karti ho ke Allah ne bauaht behter zindagi di hai... :alhamd:
    or jo dua me parhti ho woh hai:


    الحمد للہ الزی عافانی مما ابْتلاک بھ و فضٌلنی علٰی کثیْرٍ مٌِمَن خلق تفضیْلاً

    Mafhoom: shuker hai Allah ka jis ne mujhe us cheez (dukh w takleef) se aafiyat mein rakha jis mein tujhe mubtela kiya, or bauaht si makhlooq per mujhe numaya tor per fazilat di

    :alhamd::rose

    P.S: aabi bhai arbi likhne mein koi mistake hogai hogi tu plz corect kar dein...


    Comment


    • #17
      Re: Khofnak beemariyon se bachao

      Originally posted by aabi2cool View Post
      aap plz wo dua bhi yahaan shar kardee urdu rasmul khat main
      urdu me arabic kese likhte hen?matlab inpage me arabic?:think:

      Comment


      • #18
        Re: Khofnak beemariyon se bachao

        Originally posted by unity View Post
        urdu me arabic kese likhte hen?matlab inpage me arabic?:think:
        fittay monh :garmi: urdu aur arbaic k hareef tahaji qareeban aik hi hain mera kehna ka matlab tha k wo dua roman k bijay asal haroof tahaji main shar akro chahy urdu hon ya arabic
        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

        Comment

        Working...
        X