Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

internet se khaufzada kyun ho?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #76
    Re: internet se khaufzada kyun ho?

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Cell number kahan se aa gaya bablu
    lambi kahani he ustaad wo bhi bageir sub title k ...

    Comment

    • #77
      Re: internet se khaufzada kyun ho?

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      Wa Alaikum Aslam,

      Durr to insaan ke apnay dil mein hota he, insan jitna chahay durr sakta he kyon ke derne ki koi pabandi nahi. Her aik family ka apna aik background he aur usi tarah un ka apna mindset he. Ager aap kisi site pe pictures display kerte ho phir aap yeh bhi expect ker saktay ho ke koi third party bhi us pics ko copy ker sakti he. Apnay forum mein wo kisi pic ka as avatar use ker sakta he. Ya apni designing mein use ker sakta he different effects ke saath. Apnay MSN ki DP mein laga sakta he. Kuch loogon ko pictures collect kerne ka shook hota he to wo aisa bhi isay apnay paas save ker sakta he.

      Physically to as such koi nuksaan nahi he, but yeh depend kerta he ke aap is tarah ki cheezon ko kis nazar se dekhtay ho.

      Internet pe chand larkiyoon ki tasveerein bohat frequently use ho rahi hein. Bohat saari websites pe especially metrimonial sites pe wohi pics baar baar different headings / names ke saath post ho rahi hein.

      Ager koi larki itni bahadur he ke apni pics ka aisa hashar hota dekh sakay to koi masla nahi. Warna prefer yahi kerna chahiye khasoosun larkiyoon ko ke wo apni pics ka istamaal sooch samaj ker karein. Huh.

      agreeeeee with u...

      har family ka alag alag background hota hai koi ye baat pasand krta hai or koi nahi...or waisy b pakistan main to ye ho hi nahi skta...
      Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

      Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

      Comment

      • #78
        Re: internet se khaufzada kyun ho?

        Originally posted by MSA View Post
        lambi kahani he ustaad wo bhi bageir sub title k ...
        Kia yeh kahani 2 lafzoon se bhi lambi he :donno:
        :thmbup:

        Comment

        • #79
          Re: internet se khaufzada kyun ho?

          Originally posted by lucky View Post
          agreeeeee with u...

          har family ka alag alag background hota hai koi ye baat pasand krta hai or koi nahi...or waisy b pakistan main to ye ho hi nahi skta...
          bilkul sahi kaha tum ne, tumhein koi ghalat fehmi hui he 372-haha
          :thmbup:

          Comment

          • #80
            Re: internet se khaufzada kyun ho?

            Originally posted by unity View Post
            Walekum Salam:hii:
            me bilkul khofzada nahi hun,khofzada hoti to net use hi nahi karti lekin apni zaat ki shnaksht akher karwana kiun zaruri he yahan?jab k me janti hun k zeada tar log sach nahi bol rahe hote,to jhoot bolne se behter he k ham bina shanaksht k rahen,wese bhi net se bahir ki dunya me ham jane jate hen,apne naam se,apne status se,ohdon se,logon se,to koi esi jagah bhi honi chaey jahan ham serf ham hi hon,na naam,na mukam,mehez jahan apni soch se ham pehchane jaen
            wese zati shnaksht k faede ager hon to wo bhi bata den
            aap tu rahti hein K-2 per aap ka kia lena dena bahir ki dunya se...... 372-haha

            khair aap ney wakai durast farmaya kuchh insaan ko privacy ho lakin net ki dunya bhi burri nahi hoti.... yahan per bhi achay dost milsaktey hein jo bahir ki dunya waley logon mein shareek bhi bansaktey hein.....

            jahan tak achi soach se pehchnay ki baat hey vo her jaga zaroorat parti hey vo net ho, college, univ life ho yaa bahir ki dunya matlab sub places per achi soach bananay ki zaroorat parti hey...... :salam:
            sigpic

            Comment

            • #81
              Re: internet se khaufzada kyun ho?

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              Mein he tumhari gutt ko khainch raha hoon, kyoon ke meri gutt naam ki to koi cheez he nahi me ke paas :dance2:
              ap mujhe bata den k faede kia hon ge apna taruf karwa dene se?
              Originally posted by safia View Post
              aap tu rahti hein K-2 per aap ka kia lena dena bahir ki dunya se...... 372-haha

              khair aap ney wakai durast farmaya kuchh insaan ko privacy ho lakin net ki dunya bhi burri nahi hoti.... yahan per bhi achay dost milsaktey hein jo bahir ki dunya waley logon mein shareek bhi bansaktey hein.....

              jahan tak achi soach se pehchnay ki baat hey vo her jaga zaroorat parti hey vo net ho, college, univ life ho yaa bahir ki dunya matlab sub places per achi soach bananay ki zaroorat parti hey...... :salam:
              bahir ki dunya me ham soch me kafi der baad pehchane jate hen pehle apne nam se,family back ground se,bap,bhai,shoher,bete ya kisi shaksiyat k nam se pehchane jate hen,hawale hote hen mukhtalif.yahan ye faeda he k serf soch se pehchane jate hen ham

              Comment

              • #82
                Re: internet se khaufzada kyun ho?

                Originally posted by unity View Post
                ap mujhe bata den k faede kia hon ge apna taruf karwa dene se?

                bahir ki dunya me ham soch me kafi der baad pehchane jate hen pehle apne nam se,family back ground se,bap,bhai,shoher,bete ya kisi shaksiyat k nam se pehchane jate hen,hawale hote hen mukhtalif.yahan ye faeda he k serf soch se pehchane jate hen ham
                aap by caste "Arain" tu nahi jo her kaam mein apna faeda dhondtey hein...... 372-haha

                iss baat se mein agree nahi karti kay net per insaan sirf apni soch se pehchna jata hey...... yahan koe kisi ko nahi pehchnata nahi kisi kay pass itna time hey..... aap iss forum per popular hein kuchh dino kayliye chali jain koe aap ko yaad nahi karey ga na hee kisi ko aap ki soch yaad hogi....ye commercial duniya hey.... rabtey aur contacts ki duniya hey.... yahan loog aatey hein contacts banatey hein aur paisay bantey hein..... apni company ki advertising kartey hein..... jobs aur opportunities dhoondtey hain..... rishtey bantey aur rishtey talash kiye jatey hein..... yahan koe kisi ki soch ki parwa nahi karta..... bus sub net per yeh dekhtey hein hamain yahan sey kia lena hey..... mein net surfing karti hoon assignments banati hoon net ko apnay maqsad kayliye use karti hoon...... kisi ki soch se hamein kia lena dena.......:salam:
                sigpic

                Comment

                • #83

                  chal aye bootay chooth na boleya ker, huh.
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #84
                    Re: internet se khaufzada kyun ho?

                    Originally posted by unity View Post
                    ap mujhe bata den k faede kia hon ge apna taruf karwa dene se?
                    Taaruf kerwanay se jaan pehchaan berhti he. Jaan pehchan se phir doosti berhti he. Doosti se hamara social circle berhta he. Aur bakool aabi bhai ke phir fitay moun bhi berhta he
                    :thmbup:

                    Comment

                    Working...
                    X