Re: internet se khaufzada kyun ho?
Walekum Salam:hii:
me bilkul khofzada nahi hun,khofzada hoti to net use hi nahi karti lekin apni zaat ki shnaksht akher karwana kiun zaruri he yahan?jab k me janti hun k zeada tar log sach nahi bol rahe hote,to jhoot bolne se behter he k ham bina shanaksht k rahen,wese bhi net se bahir ki dunya me ham jane jate hen,apne naam se,apne status se,ohdon se,logon se,to koi esi jagah bhi honi chaey jahan ham serf ham hi hon,na naam,na mukam,mehez jahan apni soch se ham pehchane jaen
wese zati shnaksht k faede ager hon to wo bhi bata den

Comment