Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Chashmm e Tasswwar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • sarfraz_qamar
    replied
    Re: Chashmm e Tasswwar

    Originally posted by La'hasil View Post
    Lol

    Achi baat hai Dar kay raha kijye :P
    Shabrattii bhii yehhii kehhtaa haii

    "Burrii cheezzzoo sayy darrnaa chahieyy"372-haha

    Leave a comment:

  • La'hasil
    replied
    Re: Chashmm e Tasswwar

    Originally posted by sarfraz_qamar View Post
    Mujhhay too u kay Repliess sayy aissaa hii lagg rahha haii.....

    abb too darrna parrayy gaaa:garmi:
    Lol

    Achi baat hai Dar kay raha kijye :P

    Leave a comment:

  • sarfraz_qamar
    replied
    Re: Chashmm e Tasswwar

    Originally posted by La'hasil View Post
    haha Ab Aisa bhi kuch nahin hia :P
    Mujhhay too u kay Repliess sayy aissaa hii lagg rahha haii.....

    abb too darrna parrayy gaaa:garmi:

    Leave a comment:

  • La'hasil
    replied
    Re: Chashmm e Tasswwar

    Originally posted by sarfraz_qamar View Post
    normal Mian yehh hall haii.....:garmi:

    aoor jabb iss kayy opposite hoo gaa tab kiaa bannay gaa:D
    haha Ab Aisa bhi kuch nahin hia :P

    Leave a comment:

  • sarfraz_qamar
    replied
    Re: Chashmm e Tasswwar

    Originally posted by La'hasil View Post
    LOl nahin khair ab aisa bhi nahin hai Bas Normal Hi hoon :d
    normal Mian yehh hall haii.....:garmi:

    aoor jabb iss kayy opposite hoo gaa tab kiaa bannay gaa:D

    Leave a comment:

  • La'hasil
    replied
    Re: Chashmm e Tasswwar

    Originally posted by sarfraz_qamar View Post
    Iss kaa Mattllabb haiii..........

    barriiii Toopp yaa phiirr khaattrnnak kissam kii Cheezze hain aapp372-haha
    LOl nahin khair ab aisa bhi nahin hai Bas Normal Hi hoon :d

    Leave a comment:

  • sarfraz_qamar
    replied
    Re: Chashmm e Tasswwar

    Originally posted by La'hasil View Post
    Lol meray Taswer main bas aise hi baatein ati hain :P
    Iss kaa Mattllabb haiii..........

    barriiii Toopp yaa phiirr khaattrnnak kissam kii Cheezze hain aapp372-haha

    Leave a comment:

  • La'hasil
    replied
    Re: Chashmm e Tasswwar

    Originally posted by sarfraz_qamar View Post
    Barraa Khattrrnnak kaam haii aissaa tasawwar karrnaaa......

    barrii okkhii cheezze tasawwar kii haii aap nayyy:clap:
    Lol meray Taswer main bas aise hi baatein ati hain :P

    Leave a comment:

  • sarfraz_qamar
    replied
    Re: Chashmm e Tasswwar

    Originally posted by La'hasil View Post
    Main Chashm-e-Taswer main Logo'n Ko APni Maut kay Baad Rota dekh rahi hoon :d
    Barraa Khattrrnnak kaam haii aissaa tasawwar karrnaaa......

    barrii okkhii cheezze tasawwar kii haii aap nayyy:clap:

    Leave a comment:

  • La'hasil
    replied
    Re: Chashmm e Tasswwar

    Originally posted by thefire1 View Post
    Assalaam-O-alaikum

    Wah kia SOCH hay bohat hi umdaah, meri jaanib say iss chotay magar bohat hi MEANINGFUL jumlay per REPUTATION ka nazrana qubool karain, Waqayi aap ka jumla bohat kuch sochnay per majboor kar raha hay, brilliantly said, khush rahyeh

    Fi amaan ALLAH
    haha Buhat Shukriya :P

    Leave a comment:

  • thefire1
    replied
    Re: Chashmm e Tasswwar

    Assalaam-O-alaikum

    Wah kia SOCH hay bohat hi umdaah, meri jaanib say iss chotay magar bohat hi MEANINGFUL jumlay per REPUTATION ka nazrana qubool karain, Waqayi aap ka jumla bohat kuch sochnay per majboor kar raha hay, brilliantly said, khush rahyeh

    Fi amaan ALLAH

    Originally posted by La'hasil View Post
    Main Chashm-e-Taswer main Logo'n Ko APni Maut kay Baad Rota dekh rahi hoon :d

    Leave a comment:

  • La'hasil
    replied
    Re: Chashmm e Tasswwar

    Main Chashm-e-Taswer main Logo'n Ko APni Maut kay Baad Rota dekh rahi hoon :d

    Leave a comment:

  • sarfraz_qamar
    replied
    Re: Chashmm e Tasswwar

    Originally posted by thefire1 View Post
    Walaikum Assalaam

    Waqayi chasm-e-tasawurr insaan ko uss muqam tak poohancha daiti hay jiss ka woh srif tasawurr hi kar sakta hay....

    Mujhay jaagti ankhoon kay khuwaab daikhna bohat acha lagta hay, kiyonki yehi khuwab hain jo aap apnay hosh-O-hawas main dekhtay hain, main nay chasm-e-tasawurr main Roza-e-Nabi SAW ki ziyarat aur Khana-e-Kaaba ka dedaar dekha ALLAH SWT nay mujhay 3 baar wahan jaanay ka sharf bakhsha!

    Meri chasm-e-tasawurr main, main aksar poori dunia main ghoomna dekhta hoon, aur ALLAHAMDULLILAH duniya kay tamam mumalik (jitnay bhi hosaktay hain zaroor dekhoon ga)!!!

    Chasm-e-tasawurr insaan main CONFIDENCE paida karti hay aur ussay apni jaagti ankhoon say dekhay khuwaaboon ki takmeel kay liye jadojehad aur lagan paida karti hay! BASHART-YE-KAY aap kay khuwaab CONSTRUCTIVE hoon aur aap ki soch POSITIVE!!!!

    May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

    Fi amaan ALLAH
    Wohh hammarray eik shaiirr nay kiaa khoob kahha haii.....

    Khawboo sii dillnawazz haqeeqqat nhaii koiiuiiiiiiiiiiiiiiii
    yehh bhii naa hoo too darrdd kaa darman bhi na hoo

    Leave a comment:

  • sarfraz_qamar
    replied
    Re: Chashmm e Tasswwar

    Originally posted by unity View Post
    Walekum Salam:hii:
    ye chashme tasawur bhi bari ajeeb cheez he..kabhi kabhi bara ajeeb asar karti he.aj se koi 5/6 saal pehle me apni frnds n kuch family members k sath Ali Zafer k concert par gai...jab wo gana mash'hoor hua tha chano ki ankh wala:garmi:to wahan jab khoob shor shraba shiru hua or stage k kareeb logon ne odham machna shiru kai to ham log uth kar back seats par chale gaey,to wahan mujhe bari ajeeb si feeling hui.taiz roshniyon me stage k ird gird dhund si thi,shaed dust mix ho gai thi,to me ne ooper nazar ki aasaman ki taraf to mujhe ye manzaer yun laga jese aasmaan se Allah ji farishte ye sab dekh rahe hen or afsos me hen k ye muslims hen or kia kar rahe hen.jese national geographic me space k prog dekhti hun to apni dunya bohat choti si lagti he,us din esa hi kuch chashme tswaur hua tha.us k baad me kisi concert par nahi gai:shyy:
    Aapp kii Chashm e tasswar nayy Bohhat aallaa Kaam kiaa haiii.......

    I silliute ur chashm e taswar:salam:

    Leave a comment:

  • AbgeenA

Working...
X