Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Chashmm e Tasswwar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Chashmm e Tasswwar

    Originally posted by sarfraz_qamar View Post
    Mujhahy too Terraa Babbluu Homeo pathic laggtaa haii...

    Naa faidaa naa Nukssannn
    Dekha, ub tumhein pata lag gaya na ke bablu ka koi nuksaan nahi.

    Kuch dinno baad tumhein us ke faidoon ka bhi pata lagnay lagay ga :hairdrayer:
    :thmbup:

    Comment

    • #17
      Re: Chashmm e Tasswwar

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      Dekha, ub tumhein pata lag gaya na ke bablu ka koi nuksaan nahi.

      Kuch dinno baad tumhein us ke faidoon ka bhi pata lagnay lagay ga :hairdrayer:
      Tooo uss kii aoor wohh terii wakkallatt karrtaa rehhtaa haii...

      aakhirr chakkar kiaa haii Yarraaa:dance5:
      "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

      Comment

      • #18
        Re: Chashmm e Tasswwar

        nice sharing....................
        sigpic

        Comment

        • #19
          Re: Chashmm e Tasswwar

          Originally posted by sarfraz_qamar View Post
          Tooo uss kii aoor wohh terii wakkallatt karrtaa rehhtaa haii...

          aakhirr chakkar kiaa haii Yarraaa:dance5:
          Originally posted by safia View Post
          nice sharing....................

          Chaker yahi he jo safia ne bataya "nice sharing" 372-haha
          :thmbup:

          Comment

          • #20
            Re: Chashmm e Tasswwar

            Walaikum Assalaam

            Waqayi chasm-e-tasawurr insaan ko uss muqam tak poohancha daiti hay jiss ka woh srif tasawurr hi kar sakta hay....

            Mujhay jaagti ankhoon kay khuwaab daikhna bohat acha lagta hay, kiyonki yehi khuwab hain jo aap apnay hosh-O-hawas main dekhtay hain, main nay chasm-e-tasawurr main Roza-e-Nabi SAW ki ziyarat aur Khana-e-Kaaba ka dedaar dekha ALLAH SWT nay mujhay 3 baar wahan jaanay ka sharf bakhsha!

            Meri chasm-e-tasawurr main, main aksar poori dunia main ghoomna dekhta hoon, aur ALLAHAMDULLILAH duniya kay tamam mumalik (jitnay bhi hosaktay hain zaroor dekhoon ga)!!!

            Chasm-e-tasawurr insaan main CONFIDENCE paida karti hay aur ussay apni jaagti ankhoon say dekhay khuwaaboon ki takmeel kay liye jadojehad aur lagan paida karti hay! BASHART-YE-KAY aap kay khuwaab CONSTRUCTIVE hoon aur aap ki soch POSITIVE!!!!

            May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

            Fi amaan ALLAH

            Originally posted by sarfraz_qamar View Post
            Asalam O Alaikom....

            Yahh Chashm e Taswarr bhii barrii Munfriid aoor anmool cheezze Aatta kii haii Hamain Khudaa nahyyy..Kiounkeh Chazhm e tasawar kii maddar say ham kuchh bhii karr sakttay hainn....

            For Example...

            Aikk Faqqaa Zadda(bhooka) aadmii Chashm e Tasawar kii maddad say aassmman say Manno O Salwaa uttarrtta daikh sakktaa haii....:dance2:

            Aik Bhikarriii koo Queen Alizzbath kayy Palace main Mattarr Gasshhat karr sakktaa haii....

            Mujh jaissaa kamzzoor aoorr Natawaan Aadmmii Reesseling kaa aalmii Champion bann sakktaa haoo...:dance2:

            Meraa yaar Shabratii aikk marrtabaa aik marrtaba Chashm e tasawwr kii madad sayy Kooh Kaaf kaa Shehzzadda tak ban baithaa halankehh ussay yehh malloom nahii kehh Kooh kaaf kahhan haii...

            what u say friendzzz...?

            Aap Apnii Chashm e taswar kii madad sayy kon koon sayy karrnnamy sarranjam dettay hain?
            sigpic

            Comment

            • #21
              Re: Chashmm e Tasswwar

              Walekum Salam:hii:
              ye chashme tasawur bhi bari ajeeb cheez he..kabhi kabhi bara ajeeb asar karti he.aj se koi 5/6 saal pehle me apni frnds n kuch family members k sath Ali Zafer k concert par gai...jab wo gana mash'hoor hua tha chano ki ankh wala:garmi:to wahan jab khoob shor shraba shiru hua or stage k kareeb logon ne odham machna shiru kai to ham log uth kar back seats par chale gaey,to wahan mujhe bari ajeeb si feeling hui.taiz roshniyon me stage k ird gird dhund si thi,shaed dust mix ho gai thi,to me ne ooper nazar ki aasaman ki taraf to mujhe ye manzaer yun laga jese aasmaan se Allah ji farishte ye sab dekh rahe hen or afsos me hen k ye muslims hen or kia kar rahe hen.jese national geographic me space k prog dekhti hun to apni dunya bohat choti si lagti he,us din esa hi kuch chashme tswaur hua tha.us k baad me kisi concert par nahi gai:shyy:

              Comment

              • #22
                Re: Chashmm e Tasswwar

                Originally posted by unity View Post

                Aapp kii Chashm e tasswar nayy Bohhat aallaa Kaam kiaa haiii.......

                I silliute ur chashm e taswar:salam:
                "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                Comment

                • #23
                  Re: Chashmm e Tasswwar

                  Originally posted by thefire1 View Post
                  Walaikum Assalaam

                  Waqayi chasm-e-tasawurr insaan ko uss muqam tak poohancha daiti hay jiss ka woh srif tasawurr hi kar sakta hay....

                  Mujhay jaagti ankhoon kay khuwaab daikhna bohat acha lagta hay, kiyonki yehi khuwab hain jo aap apnay hosh-O-hawas main dekhtay hain, main nay chasm-e-tasawurr main Roza-e-Nabi SAW ki ziyarat aur Khana-e-Kaaba ka dedaar dekha ALLAH SWT nay mujhay 3 baar wahan jaanay ka sharf bakhsha!

                  Meri chasm-e-tasawurr main, main aksar poori dunia main ghoomna dekhta hoon, aur ALLAHAMDULLILAH duniya kay tamam mumalik (jitnay bhi hosaktay hain zaroor dekhoon ga)!!!

                  Chasm-e-tasawurr insaan main CONFIDENCE paida karti hay aur ussay apni jaagti ankhoon say dekhay khuwaaboon ki takmeel kay liye jadojehad aur lagan paida karti hay! BASHART-YE-KAY aap kay khuwaab CONSTRUCTIVE hoon aur aap ki soch POSITIVE!!!!

                  May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

                  Fi amaan ALLAH
                  Wohh hammarray eik shaiirr nay kiaa khoob kahha haii.....

                  Khawboo sii dillnawazz haqeeqqat nhaii koiiuiiiiiiiiiiiiiiii
                  yehh bhii naa hoo too darrdd kaa darman bhi na hoo
                  "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                  Comment

                  • #24
                    Re: Chashmm e Tasswwar

                    Main Chashm-e-Taswer main Logo'n Ko APni Maut kay Baad Rota dekh rahi hoon :d
                    Zindagi Thak Gaye ..!!

                    Comment

                    • #25
                      Re: Chashmm e Tasswwar

                      Assalaam-O-alaikum

                      Wah kia SOCH hay bohat hi umdaah, meri jaanib say iss chotay magar bohat hi MEANINGFUL jumlay per REPUTATION ka nazrana qubool karain, Waqayi aap ka jumla bohat kuch sochnay per majboor kar raha hay, brilliantly said, khush rahyeh

                      Fi amaan ALLAH

                      Originally posted by La'hasil View Post
                      Main Chashm-e-Taswer main Logo'n Ko APni Maut kay Baad Rota dekh rahi hoon :d
                      sigpic

                      Comment

                      • #26
                        Re: Chashmm e Tasswwar

                        Originally posted by thefire1 View Post
                        Assalaam-O-alaikum

                        Wah kia SOCH hay bohat hi umdaah, meri jaanib say iss chotay magar bohat hi MEANINGFUL jumlay per REPUTATION ka nazrana qubool karain, Waqayi aap ka jumla bohat kuch sochnay per majboor kar raha hay, brilliantly said, khush rahyeh

                        Fi amaan ALLAH
                        haha Buhat Shukriya :P
                        Zindagi Thak Gaye ..!!

                        Comment

                        • #27
                          Re: Chashmm e Tasswwar

                          Originally posted by La'hasil View Post
                          Main Chashm-e-Taswer main Logo'n Ko APni Maut kay Baad Rota dekh rahi hoon :d
                          Barraa Khattrrnnak kaam haii aissaa tasawwar karrnaaa......

                          barrii okkhii cheezze tasawwar kii haii aap nayyy:clap:
                          "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                          Comment

                          • #28
                            Re: Chashmm e Tasswwar

                            Originally posted by sarfraz_qamar View Post
                            Barraa Khattrrnnak kaam haii aissaa tasawwar karrnaaa......

                            barrii okkhii cheezze tasawwar kii haii aap nayyy:clap:
                            Lol meray Taswer main bas aise hi baatein ati hain :P
                            Zindagi Thak Gaye ..!!

                            Comment

                            • #29
                              Re: Chashmm e Tasswwar

                              Originally posted by La'hasil View Post
                              Lol meray Taswer main bas aise hi baatein ati hain :P
                              Iss kaa Mattllabb haiii..........

                              barriiii Toopp yaa phiirr khaattrnnak kissam kii Cheezze hain aapp372-haha
                              "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                              Comment

                              • #30
                                Re: Chashmm e Tasswwar

                                Originally posted by sarfraz_qamar View Post
                                Iss kaa Mattllabb haiii..........

                                barriiii Toopp yaa phiirr khaattrnnak kissam kii Cheezze hain aapp372-haha
                                LOl nahin khair ab aisa bhi nahin hai Bas Normal Hi hoon :d
                                Zindagi Thak Gaye ..!!

                                Comment

                                Working...
                                X