Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

kabhi mout ko qareeb say deekha hai ?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: kabhi mout ko qareeb say deekha hai ?

    Mere sath bhi life mein kuch aisay waqee huay jinhein ager bohat ziada serious na bhi kaha jaye to bhi mujay us mein aisa lagta tha ke mujay life dubara se mili.

    Aik baar mein alaalat ke bais hospital admit hua. I lost less or more 20KG weight within 20 days. Kha pi nahi sakta tha, chal nahi pata tha khud se, to aisa lagta tha ke mout kareeb he bus.

    Bike pe kai aisay haadsay huay jis mein meri jaan janay ka kafi khatra tha, lekin Allah ne zindagi likhi thi to buch gaye.
    :thmbup:

    Comment


    • #17
      Re: kabhi mout ko qareeb say deekha hai ?

      Originally posted by Aanchal View Post
      Assalamalikum
      kabhi mout ko qareeb say dekha hai ? kabhi aisa waqeya pesh aya hoo aap kay sath ?
      ya pher kisi or ko dekha hai martay hovey ? jesay zinda tha pher aap kay samnay mara hoo usi waqat ........aap kay kia tasuraat they us lamhay ?
      w sallam.....
      Allah Iss Tarrah kii situationzz sayy Bachaieyy(aamin)...main apnnay Dosst kii accedental death koo kabhii nahii bhooll sakkttaa........aoor naa hii itnnay taklleef dayy lamhhat koo alfaazz main biian karrnnay kii merray andar jurrat haiiii
      "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

      Comment


      • #18
        Re: kabhi mout ko qareeb say deekha hai ?

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        Mere sath bhi life mein kuch aisay waqee huay jinhein ager bohat ziada serious na bhi kaha jaye to bhi mujay us mein aisa lagta tha ke mujay life dubara se mili.

        Aik baar mein alaalat ke bais hospital admit hua. I lost less or more 20KG weight within 20 days. Kha pi nahi sakta tha, chal nahi pata tha khud se, to aisa lagta tha ke mout kareeb he bus.

        Bike pe kai aisay haadsay huay jis mein meri jaan janay ka kafi khatra tha, lekin Allah ne zindagi likhi thi to buch gaye.
        yeh 20 kg weight kitnay kg se kam howa tha??? mera matlab hey alaalat se pehlay total weight aap ka kitna tha?
        sigpic

        Comment


        • #19
          Re: kabhi mout ko qareeb say deekha hai ?

          Originally posted by bhataktii rooh View Post
          و عليكم السلام و رحمة الله

          g haan khud bhi mout sey milli hoon or apney do bhaiyoon ko bhi martey dekha hai apney saamney...

          Khud ka tu yahii tha do baar hospital main aisii halat hogayii thi k bus lagta tha abhi koi safaid darrhi wala aye ga or kahey ga "chalo"...mujhe apni koi fikar nai thii buhut mutma'en thii fikar sirf apney bhai ki thii k unhoon ne akeley reh jana hai..magar main marii nai..

          Aik baar aisa accident hogaya tha k bus saarii awazein doooooor chali gayein log bhi saarey door nazar arahey they...mujhe laga mai aankhein bund kar k kholoon tu mai mar chuki hoon gii...magar main ne aankhein kholi tu safaid kaprroon waley doctors or nurse kharrey they...n i realized "i'm still alive"

          jahan tuk rahi bhaiyon ki mout tu donoo ki mout accidents mai howii..aisa lagta kuch dair k liye k agar aansoo bahaon tu in ko takleef hogii or agar na bahaoon tu main ne mar jana hai..felt like lost every thing..but wid d passage ov time realise kar leta hai bunda k mout zindagii ki sub se barri sachai hai..is sey koi inkaar nai...
          ان للہِ وانااللہ راجعون۔اسلام علیکم بہنا ۔آج اتفاق سے میں سب سے پہلے اس پوسٹ پر آیا اور آپ کی تحریر نےمجھے ایسا اُداس کر دیا کہ شائد اب میں کسی دوسری پوسٹ پر کچھ نہ کہ پائوں ۔کتنی دیر تو میں تصورمیں آپ پر بیتنےوالے دکھ کا عکس محسوس کرتا رہا اور اب بھی جب کچھ لکھ رہا ہوں تو ہاتھوں میں وہ روانی نہیں ۔نہیں سمجھ پا رہا کہ آپ سے کن الفاط میں اطہار تعذیت کروں۔کن الفاط میں تسلی و حوصلہ کی بات کروں کیونکہ یہ الفاط میرے صرف الفاط ہونگے جبکہ آپ ان کے معنیوں کو خود پر بتا چکی ہیں۔آپ کو ان کی کاٹ اور گہرائی کا ادراک ہے آپ کو معلوم ہے کہ یہ الفاظ کہنا کتنا آسان اور ان پر عمل کس قدر تلخ ہے۔اللہ جی سے دعا ہے کہ اگر میری زندگی میں اُس پاک پروردیگا کو کوئی نیکی پسند آئی ہو تو اُس کے صدقے میں میرے والدین اور آپ کے بھائیوں کی بخشش فرما دیںاور آپ کے بھائی جو کہ ماشاءاللہ حیات ہیں اُنہیں اور آپ کو اب کسی دکھ سے روشناس نہ کرائیں اور زندگی کی ہر ہر نعمت آپ کے قدموں پر نثار کر دیں آمین ثم آمین۔:rose۔:rose۔:rose۔
          Last edited by S.Athar; 28 February 2010, 09:05.
          :star1:

          Comment


          • #20
            Re: kabhi mout ko qareeb say deekha hai ?

            Assalaam-O-Alaikum
            Dear Rania

            Aap kay baRay bhai ki hasiyat say main moujood hoon aur INSHA-ALLAH zindagi main kabhi bhi meri zaroorat paRay tou pukaarnay say peechay nahin hatna, Qatar tak naa poohanch gaya aap kay liye tou dekh lijyey ga :)

            Inn sab ka naam hi zindagi hay, insaaan zindagi main hazaroon imtiahanat say guzarta hay, apnoo ki yaadain aik talkh haqeeqat kay saath dil main humesha rehti hain, magar yaad rahay kay apnay jazbaat ko qaboo main rakhna aur har haal main ALLAH SWT ka shukar ada karna hi aik Muslamaan ki shaan hay.

            Bas yehi dua karain kay ALLAH SWT sab ko jannat-ul-firdous main aala muqaam ata farmayay aur humain Jannat main unn say milwayay uss kay saath saath humaray diloon ko sukoon bakhshay AMEEN

            My prayers are with you my little sister, humesha khush rahyeh, I mean what I am saying INSHA_ALLAH.

            Fi amaan ALLAH


            Originally posted by bhataktii rooh View Post
            و عليكم السلام و رحمة الله

            G haan khud bhi mout sey milli hoon or apney do bhaiyoon ko bhi martey dekha hai apney saamney...

            khud ka tu yahii tha do baar hospital main aisii halat hogayii thi k bus lagta tha abhi koi safaid darrhi wala aye ga or kahey ga "Chalo"...mujhe apni koi fikar nai thii buhut mutma'en thii fikar sirf apney bhai ki thii k unhoon ne akeley reh jana hai..magar main marii nai..

            aik baar aisa accident hogaya tha k bus saarii awazein doooooor chali gayein log bhi saarey door nazar arahey they...mujhe laga mai aankhein bund kar k kholoon tu mai mar chuki hoon gii...magar main ne aankhein kholi tu safaid kaprroon waley doctors or nurse kharrey they...n i realized "i'm still alive"

            jahan tuk rahi bhaiyon ki mout tu donoo ki mout accidents mai howii..aisa lagta kuch dair k liye k agar aansoo bahaon tu in ko takleef hogii or agar na bahaoon tu main ne mar jana hai..felt like lost every thing..but wid d passage ov time realise kar leta hai bunda k MOUT zindagii ki sub se barri sachai hai..is sey koi inkaar nai...
            sigpic

            Comment


            • #21
              Re: kabhi mout ko qareeb say deekha hai ?

              ALLAH SWT aap ko aur hum sab ko apni hifz-O-amaan main rakhay.

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              Mere sath bhi life mein kuch aisay waqee huay jinhein ager bohat ziada serious na bhi kaha jaye to bhi mujay us mein aisa lagta tha ke mujay life dubara se mili.

              Aik baar mein alaalat ke bais hospital admit hua. I lost less or more 20KG weight within 20 days. Kha pi nahi sakta tha, chal nahi pata tha khud se, to aisa lagta tha ke mout kareeb he bus.

              Bike pe kai aisay haadsay huay jis mein meri jaan janay ka kafi khatra tha, lekin Allah ne zindagi likhi thi to buch gaye.
              sigpic

              Comment


              • #22
                Re: kabhi mout ko qareeb say deekha hai ?

                Originally posted by safia View Post
                yeh 20 kg weight kitnay kg se kam howa tha??? mera matlab hey alaalat se pehlay total weight aap ka kitna tha?
                78 se shayad under 60 chala gaya tha
                :thmbup:

                Comment


                • #23
                  Re: kabhi mout ko qareeb say deekha hai ?

                  @all

                  thank u so much 4 ur prayers...

                  May Allah protect u all...:rose
                  .......................!!!!!

                  Comment

                  Working...
                  X