Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

kabhi mout ko qareeb say deekha hai ?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • kabhi mout ko qareeb say deekha hai ?

    Assalamalikum
    kabhi mout ko qareeb say dekha hai ? kabhi aisa waqeya pesh aya hoo aap kay sath ?
    ya pher kisi or ko dekha hai martay hovey ? jesay zinda tha pher aap kay samnay mara hoo usi waqat ........aap kay kia tasuraat they us lamhay ?
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

  • #2
    Re: kabhi mout ko qareeb say deekha hai ?

    Originally posted by Aanchal View Post
    Assalamalikum
    kabhi mout ko qareeb say dekha hai ? kabhi aisa waqeya pesh aya hoo aap kay sath ?
    ya pher kisi or ko dekha hai martay hovey ? jesay zinda tha pher aap kay samnay mara hoo usi waqat ........aap kay kia tasuraat they us lamhay ?
    و عليكم السلام و رحمة الله

    G haan khud bhi mout sey milli hoon or apney do bhaiyoon ko bhi martey dekha hai apney saamney...

    khud ka tu yahii tha do baar hospital main aisii halat hogayii thi k bus lagta tha abhi koi safaid darrhi wala aye ga or kahey ga "Chalo"...mujhe apni koi fikar nai thii buhut mutma'en thii fikar sirf apney bhai ki thii k unhoon ne akeley reh jana hai..magar main marii nai..

    aik baar aisa accident hogaya tha k bus saarii awazein doooooor chali gayein log bhi saarey door nazar arahey they...mujhe laga mai aankhein bund kar k kholoon tu mai mar chuki hoon gii...magar main ne aankhein kholi tu safaid kaprroon waley doctors or nurse kharrey they...n i realized "i'm still alive"

    jahan tuk rahi bhaiyon ki mout tu donoo ki mout accidents mai howii..aisa lagta kuch dair k liye k agar aansoo bahaon tu in ko takleef hogii or agar na bahaoon tu main ne mar jana hai..felt like lost every thing..but wid d passage ov time realise kar leta hai bunda k MOUT zindagii ki sub se barri sachai hai..is sey koi inkaar nai...
    .......................!!!!!

    Comment

    • #3
      Re: kabhi mout ko qareeb say deekha hai ?

      wasalam
      haan dekha hai bauaht Qareeb se :rose

      Comment

      • #4

        Originally posted by ummid View Post
        wasalam
        haan dekha hai bauaht Qareeb se :rose
        to phir mareen kion naheen
        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

        Comment

        • #5

          Walekum Salam:hii:
          haan ji dekha

          Comment

          • #6
            Re: kabhi mout ko qareeb say deekha hai ?

            Originally posted by aabi2cool View Post
            to phir mareen kion naheen
            picture abhi baaki hai mere dost

            Comment

            • #7
              Re: kabhi mout ko qareeb say deekha hai ?

              Originally posted by ummid View Post
              picture abhi baaki hai mere dost
              itni kali picture 372-shed
              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

              Comment

              • #8
                Re: kabhi mout ko qareeb say deekha hai ?

                Originally posted by Aanchal View Post
                Assalamalikum
                kabhi mout ko qareeb say dekha hai ? kabhi aisa waqeya pesh aya hoo aap kay sath ?
                ya pher kisi or ko dekha hai martay hovey ? jesay zinda tha pher aap kay samnay mara hoo usi waqat ........aap kay kia tasuraat they us lamhay ?
                meray father per qatlana attack howa tha uss time mein car mein papa kay saath thein meri papa ko goli lagi thein lakin Allah ki mahrabani se bach gaye thein aur hamara driver shaheed hogaye they aur merey bhai bhi zukhmi hoe they.... yeh wakiya thab howa tha jab mein 15 saal ki thi............. 372-scare
                sigpic

                Comment

                • #9

                  khud kay Sath tu kabhi kuch nahin howa maghar Muree Road par aik Accident hotay dekha tha :s Khudaya kabhi bhool nahin sakhti main usey , In Time wo Shakas Mar gaya tha :-s
                  Zindagi Thak Gaye ..!!

                  Comment

                  • #10
                    Re: kabhi mout ko qareeb say deekha hai ?

                    Walaikum Assalaam

                    Aik dafa paani main doob chuka tha aur samandar ki lehrain mujhay apna nishaana bana rahi thi, magar ALLAH SWT nay zindagi daini thi, ALLAH SWT nay meri cousin kay zarye mujhay bacha lia.

                    Aik martaba meri car ka bohat khatarnak accident hua, mujhay bas halki chootain aayee, ALLAH SWT nay zindagi dee.

                    Bas shayed kisi ki duwayain aaRay aagayin...
                    Na jaanay kaun duwayoon main yaad rakhta hay
                    Main doobta hon, samandar uchaal daita hay...!

                    ALLAH SWT hum ko aur humaray ahal-e-ayaal kay saath saath tamam muslamanoon per reham karay aur humain apni hifz-o-amaan main rakhay AMEEN

                    Fi amaan ALLAH

                    Originally posted by Aanchal View Post
                    Assalamalikum
                    kabhi mout ko qareeb say dekha hai ? kabhi aisa waqeya pesh aya hoo aap kay sath ?
                    ya pher kisi or ko dekha hai martay hovey ? jesay zinda tha pher aap kay samnay mara hoo usi waqat ........aap kay kia tasuraat they us lamhay ?
                    sigpic

                    Comment

                    • #11
                      Re: kabhi mout ko qareeb say deekha hai ?

                      Originally posted by bhataktii rooh View Post
                      و عليكم السلام و رحمة الله

                      G haan khud bhi mout sey milli hoon or apney do bhaiyoon ko bhi martey dekha hai apney saamney...

                      khud ka tu yahii tha do baar hospital main aisii halat hogayii thi k bus lagta tha abhi koi safaid darrhi wala aye ga or kahey ga "Chalo"...mujhe apni koi fikar nai thii buhut mutma'en thii fikar sirf apney bhai ki thii k unhoon ne akeley reh jana hai..magar main marii nai..

                      aik baar aisa accident hogaya tha k bus saarii awazein doooooor chali gayein log bhi saarey door nazar arahey they...mujhe laga mai aankhein bund kar k kholoon tu mai mar chuki hoon gii...magar main ne aankhein kholi tu safaid kaprroon waley doctors or nurse kharrey they...n i realized "i'm still alive"

                      jahan tuk rahi bhaiyon ki mout tu donoo ki mout accidents mai howii..aisa lagta kuch dair k liye k agar aansoo bahaon tu in ko takleef hogii or agar na bahaoon tu main ne mar jana hai..felt like lost every thing..but wid d passage ov time realise kar leta hai bunda k MOUT zindagii ki sub se barri sachai hai..is sey koi inkaar nai...
                      sun kar bohat emotional ho aya hun ke ap pe itni takleefen guzar gayee hain......bohat dukh hua sunn kar........:sk:Allah Miaan apko khush rakhe......:hairdrayer:

                      Comment

                      • #12
                        Re: kabhi mout ko qareeb say deekha hai ?

                        Originally posted by aabi2cool View Post
                        itni kali picture 372-shed
                        you ka asar tu hona hi tha na

                        Comment

                        • #13
                          Re: kabhi mout ko qareeb say deekha hai ?

                          Originally posted by bhataktii rooh View Post
                          و عليكم السلام و رحمة الله

                          G haan khud bhi mout sey milli hoon or apney do bhaiyoon ko bhi martey dekha hai apney saamney...

                          khud ka tu yahii tha do baar hospital main aisii halat hogayii thi k bus lagta tha abhi koi safaid darrhi wala aye ga or kahey ga "Chalo"...mujhe apni koi fikar nai thii buhut mutma'en thii fikar sirf apney bhai ki thii k unhoon ne akeley reh jana hai..magar main marii nai..

                          aik baar aisa accident hogaya tha k bus saarii awazein doooooor chali gayein log bhi saarey door nazar arahey they...mujhe laga mai aankhein bund kar k kholoon tu mai mar chuki hoon gii...magar main ne aankhein kholi tu safaid kaprroon waley doctors or nurse kharrey they...n i realized "i'm still alive"

                          jahan tuk rahi bhaiyon ki mout tu donoo ki mout accidents mai howii..aisa lagta kuch dair k liye k agar aansoo bahaon tu in ko takleef hogii or agar na bahaoon tu main ne mar jana hai..felt like lost every thing..but wid d passage ov time realise kar leta hai bunda k MOUT zindagii ki sub se barri sachai hai..is sey koi inkaar nai...
                          Originally posted by ummid View Post
                          wasalam
                          haan dekha hai bauaht Qareeb se :rose

                          BR, Allah tumharay bhaiyoon ko Janatul'firdoos mein jagah ata fermaye. Aur tumhein bhi sabar de

                          @ Ummid, it is good that you are spending a healthy life now. Carry on with this good health. May Allah bless you.
                          :thmbup:

                          Comment

                          • #14
                            Re: kabhi mout ko qareeb say deekha hai ?

                            Originally posted by safia View Post
                            meray father per qatlana attack howa tha uss time mein car mein papa kay saath thein meri papa ko goli lagi thein lakin Allah ki mahrabani se bach gaye thein aur hamara driver shaheed hogaye they aur merey bhai bhi zukhmi hoe they.... yeh wakiya thab howa tha jab mein 15 saal ki thi............. 372-scare

                            I am speechless
                            :thmbup:

                            Comment

                            • #15
                              Re: kabhi mout ko qareeb say deekha hai ?

                              Originally posted by thefire1 View Post
                              Walaikum Assalaam

                              Aik dafa paani main doob chuka tha aur samandar ki lehrain mujhay apna nishaana bana rahi thi, magar ALLAH SWT nay zindagi daini thi, ALLAH SWT nay meri cousin kay zarye mujhay bacha lia.

                              Aik martaba meri car ka bohat khatarnak accident hua, mujhay bas halki chootain aayee, ALLAH SWT nay zindagi dee.

                              Bas shayed kisi ki duwayain aaRay aagayin...
                              Na jaanay kaun duwayoon main yaad rakhta hay
                              Main doobta hon, samandar uchaal daita hay...!

                              ALLAH SWT hum ko aur humaray ahal-e-ayaal kay saath saath tamam muslamanoon per reham karay aur humain apni hifz-o-amaan main rakhay AMEEN

                              Fi amaan ALLAH
                              May Allah protect you always.:rose
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X