Asalam u alaikum,
Mujhey aik cheez samajney mey, ya phir shayed iss pe amal kerney mey thori si mushkil ho rahi hai. Islam hamein kehta hai k hamein her kaam chahien jiss mey Allah T'ala ki raza shamil ho, apney likes dislikes bhi Allah k liye, etc lekin jahan baat friends ki ati hai? like Dosti bhi Allah k liye karo aur dushmani bhi ... iss cheez ka kaisey khayal rakha ja sakta hai?

Comment