Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

For the Sake of Allah...

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • For the Sake of Allah...

    Asalam u alaikum,

    Mujhey aik cheez samajney mey, ya phir shayed iss pe amal kerney mey thori si mushkil ho rahi hai. Islam hamein kehta hai k hamein her kaam chahien jiss mey Allah T'ala ki raza shamil ho, apney likes dislikes bhi Allah k liye, etc lekin jahan baat friends ki ati hai? like Dosti bhi Allah k liye karo aur dushmani bhi ... iss cheez ka kaisey khayal rakha ja sakta hai?
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

  • #2
    Re: For the Sake of Allah...

    Originally posted by Z. View Post

    Wa Alaikum Aslam,

    bohat acha sawaal he, aur is ka bohat acha jawaab

    aabi bhai aa ke dein ge :ys:
    :thmbup:

    Comment

    • #3
      Re: For the Sake of Allah...

      Walaikum Assalaam

      Its quite simple, jo ISLAM ka dushman woh ALLAH SWT ka dushman, jo ALLAH SWT ka dushman woh humara dushman.....!!!
      sigpic

      Comment

      • #4
        Re: For the Sake of Allah...

        phirrrrrrrrrrrrrrrr you need to concentrate my friend

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        Wa Alaikum Aslam,

        bohat acha sawaal he, aur is ka bohat acha jawaab

        aabi bhai aa ke dein ge :ys:
        sigpic

        Comment

        • #5
          Re: For the Sake of Allah...

          Originally posted by thefire1 View Post
          phirrrrrrrrrrrrrrrr you need to concentrate my friend
          :ys: you are right.

          But I don't want to ruin this serious thread. You give your comments and I will review it tomorrow cuz I am busy right now in some other work.
          :thmbup:

          Comment

          • #6
            Re: For the Sake of Allah...

            Originally posted by Z. View Post
            Asalam u alaikum,

            Mujhey aik cheez samajney mey, ya phir shayed iss pe amal kerney mey thori si mushkil ho rahi hai. Islam hamein kehta hai k hamein her kaam chahien jiss mey Allah T'ala ki raza shamil ho, apney likes dislikes bhi Allah k liye, etc lekin jahan baat friends ki ati hai? like Dosti bhi Allah k liye karo aur dushmani bhi ... iss cheez ka kaisey khayal rakha ja sakta hai?
            aap ka question achay hey but purely islamic hey issliye mein kuchh kah nahi sakti behtar hey vo iss ko batain jo islami maloomat rakhta ho.....anyway mein apney khayalaat ka izhaar nah karsakti.......... :salam:
            sigpic

            Comment

            • #7

              Walekum Salam:hii:
              jitna mera mehdood sa ilm he is k mutabik Allah ki khater dosti or dushmani ka matlab yehi h ager kisi se ikhtilaf he to wo un baton par hona chaey jo Allah ko na pasand hen,ese hi dost wo ho jis ka sath Allah k kareeb kare.jese koi bura shaks he or me us se serf is leay door rehne ki koshish karti hun k ye Allah k ehkamaat ki khule aam khilaf warziyan karta he to mujhe ese shaks ko dost nahi rakhna chaey.or ager koi bohat acha insan Allah ka banda he or sari dunya us ki mukhalif he lekin me Allah ki khater us se dosti rakhun gi.

              Comment

              • #8
                Re: For the Sake of Allah...

                Originally posted by unity View Post

                aur koi aesa ho jo iss range k mid me ata ho...us ko dost rakhna bekar he ???

                Comment

                • #9

                  WAALIKUM ASSLAM

                  mere pas ek booklet hai ''DOSTI AUR DUSHMANI KA MAYAR (QURAN O SUNNAT KI ROSHNI ME ) me ne khud abhi nae parrhi .... kuch der tak briefly uss me se reply krti hoon

                  filhaal uss k back cover pe ek ayat ka hawala hai wo yeh

                  ''AE ehal e emaan ! yahoodiyon aUr eesaiyon ko dost na banao ,yeh ek doosray k dost hain .aur jo tum me se in ko dost banaye ga wo b inni me se hoga beshakALLAH zalim logo ko hidayat nae deta ''

                  ''ALMAYEDA 5:51"
                  شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                  Comment

                  • #10
                    Re: For the Sake of Allah...

                    Originally posted by thefire1 View Post
                    Walaikum Assalaam

                    Its quite simple, jo ISLAM ka dushman woh ALLAH SWT ka dushman, jo ALLAH SWT ka dushman woh humara dushman.....!!!
                    Mmmm...

                    Originally posted by safia View Post
                    aap ka question achay hey but purely islamic hey issliye mein kuchh kah nahi sakti behtar hey vo iss ko batain jo islami maloomat rakhta ho.....anyway mein apney khayalaat ka izhaar nah karsakti.......... :salam:
                    purely Islamic? Aap ney kabhi iss ko consider nahi kiya? aap k friends k sath jo maamlaat hotey hein un mey kabhi nahi socha k jo aap ker rahi hein is it only for the Sake of Allah, or just doing it for your friends and yourself?
                    Originally posted by unity View Post
                    Walekum Salam:hii:
                    jitna mera mehdood sa ilm he is k mutabik Allah ki khater dosti or dushmani ka matlab yehi h ager kisi se ikhtilaf he to wo un baton par hona chaey jo Allah ko na pasand hen,ese hi dost wo ho jis ka sath Allah k kareeb kare.jese koi bura shaks he or me us se serf is leay door rehne ki koshish karti hun k ye Allah k ehkamaat ki khule aam khilaf warziyan karta he to mujhe ese shaks ko dost nahi rakhna chaey.or ager koi bohat acha insan Allah ka banda he or sari dunya us ki mukhalif he lekin me Allah ki khater us se dosti rakhun gi.
                    Beyshak neyk friends naiki kerney ki hidayat kertey hein aur aap ko un sey kafi kuch seekhney ko milta hai magar jo log Allah sey door hein aur agar ham Allah k kareeb hain tau un logon pe tau hamara acha asar perh sakta hai ussi tarah jaisey ham per achey logon ka asar perhta hai?
                    Originally posted by saraah View Post
                    WAALIKUM ASSLAM

                    mere pas ek booklet hai ''DOSTI AUR DUSHMANI KA MAYAR (QURAN O SUNNAT KI ROSHNI ME ) me ne khud abhi nae parrhi .... kuch der tak briefly uss me se reply krti hoon

                    filhaal uss k back cover pe ek ayat ka hawala hai wo yeh

                    ''AE ehal e emaan ! yahoodiyon aUr eesaiyon ko dost na banao ,yeh ek doosray k dost hain .aur jo tum me se in ko dost banaye ga wo b inni me se hoga beshakALLAH zalim logo ko hidayat nae deta ''

                    ''ALMAYEDA 5:51"
                    thank you sarah,

                    tum khud kaisey issey samajti ho?
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment

                    • #11
                      Re: For the Sake of Allah...

                      Originally posted by MSA View Post
                      aur koi aesa ho jo iss range k mid me ata ho...us ko dost rakhna bekar he ???
                      nahi us ko dost rakhna chaey ho sakta he us par apka khubsurat rang charh jaey
                      Originally posted by Z. View Post
                      Beyshak neyk friends naiki kerney ki hidayat kertey hein aur aap ko un sey kafi kuch seekhney ko milta hai magar jo log Allah sey door hein aur agar ham Allah k kareeb hain tau un logon pe tau hamara acha asar perh sakta hai ussi tarah jaisey ham per achey logon ka asar perhta hai?
                      haan bilkul....bas khiyal rakhna chaey k ham bure ki burai se mutaser na hone lagen,u ne ye bhi suna ho ga k bure ham nasheen se tanhai behter hoti he.baki dosti or milne milane me fark hota he.milna to nonmuslim se bhi manah nahi he lekin wo hamare dost nahi ho sakte ye to Quran me bhi kaha gya he.

                      Comment

                      • #12
                        Re: For the Sake of Allah...

                        Originally posted by unity View Post
                        nahi us ko dost rakhna chaey ho sakta he us par apka khubsurat rang charh jaey
                        ....matlab neutral ho ka rreh sakte he..??...agur us ne kuch seekhna ho ga to seekh jae nahi to na sahi...sanu ki??

                        Comment

                        • #13
                          Re: For the Sake of Allah...

                          Originally posted by MSA View Post
                          ....matlab neutral ho ka rreh sakte he..??...agur us ne kuch seekhna ho ga to seekh jae nahi to na sahi...sanu ki??
                          bilkul yehi

                          Comment

                          Working...
                          X