Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Animal Attack / fear

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Animal Attack / fear

    Originally posted by D@y W@lk3r View Post
    i love animal ....................................main srif insaano say darta hoon.....bezaab say nahi.............
    yaar tum sahi kehtay ho
    :thmbup:

    Comment


    • #47
      Re: Animal Attack / fear

      walaikum salam,

      Nahi, kabhi kisi janwar ney nahi attack kiya magar phir bhi mujhey sabhi janwar sey dar lagta hai, aik distance pe hi rahein tau bas theek hai :-D
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment


      • #48
        Re: Animal Attack / fear

        Originally posted by Z. View Post
        walaikum salam,

        Nahi, kabhi kisi janwar ney nahi attack kiya magar phir bhi mujhey sabhi janwar sey dar lagta hai, aik distance pe hi rahein tau bas theek hai :-D
        waise mein ne suna he ke her kisi pe life mein kabi na kabi to animal attack hota he hay. So buch ke rehna :hairdrayer:
        :thmbup:

        Comment


        • #49
          Re: Animal Attack / fear

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          waise mein ne suna he ke her kisi pe life mein kabi na kabi to animal attack hota he hay. So buch ke rehna :hairdrayer:
          okay! :oldie:
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment


          • #50
            Re: Animal Attack / fear

            Originally posted by Z. View Post
            okay! :oldie:
            Isay easy mut lena....sun rahi hooooooooooooo
            :thmbup:

            Comment


            • #51
              Re: Animal Attack / fear

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              Isay easy mut lena....sun rahi hooooooooooooo


              filhaal tau mujhey sirf aik chirya ki cheh-chahaaney ki hi awazein a rahi hai
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment


              • #52
                Re: Animal Attack / fear

                Originally posted by Z. View Post


                filhaal tau mujhey sirf aik chirya ki cheh-chahaaney ki hi awazein a rahi hai
                chiriya ko kamzoor kabi mut samajna :esmile:
                :thmbup:

                Comment


                • #53
                  Re: Animal Attack / fear

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  Mujay per kai baar Animal attack hua, jin mein mostly dogs attack thay.

                  School student tha aur hum cricket kheel rahay thay kisi ghar se aik kutta khul ke baag raha tha. wo kutta jahan se guzarta sub dur ke peechay ho jatay, aur mein ne bahaduri dikhai us kuttay ke paas gaya aur us ki chain per paoon rakh dia. Phir kia tha us ne meri taang per kaat lia. Us waqt 14 teekay lagay mujay

                  2 saal pehlay bari eid se shayad aik din pehlay mein apni gali ki nuker per khara tha, aik bail (ox) aaya, us ne mujay apnay seengon se uthaya, uchaala aur doosri taraf rakh dia. Mein gira to nahi aur na bohat ziada durr laga. Bus dekha ke ziada loog to nahi dekh rahay na is waqee ko. Kapray jaaray aur ghar chala gaya :lol
                  vese ox key galay mein pholon ka haar dalna chahiye jo itni bhari cheez ko apnay seengon per utha kay ek side per rakh diya..... iss ka matlab ox key seengon mein crane ki taqqat thi.......372-haha
                  sigpic

                  Comment


                  • #54
                    Re: Animal Attack / fear

                    Originally posted by bhataktii rooh View Post
                    aik baar hum picnic pey gaye they...or wahan hum barroon ko aik side pay chorr k saarey bachoon ko le k khailney chaley gaye...merey aik bhateeja ne mujhe kaha...Apo saanp hai...main hansney lagii saanp or yahan kahan se aye ga...k itney mai meri nazar saanp par parri...mujhe kuch samaj nai ayi bus usey utha k zameen par aisey maara k us ki chutni nikal gayii...:ys:

                    phir itney mai bhai log bhi agaye...or unhoon ne jub wo sub dekha tu me ko shabashii dii..:shyy:...bhai ne kaha kinni bahadur behan hai hamarii...saanp ko maar dala...

                    saanp.........main ne saanp ko maar dala.....mujhe hosh aya..tu roney lagii...phir darr lag raha tha us marey howe saanp ko daikh kar...
                    yeh kesi bhataktii rooh hey jo saanp se bhi darti hey..... 372-scarehalankay saanp ko aap se darna chahiye tha...... :dua khair saanp ko pata laga hee hoga kay ossey kisi bhataktii rooh ney mara.....:khi:
                    sigpic

                    Comment


                    • #55
                      Re: Animal Attack / fear

                      Originally posted by safia View Post
                      vese ox key galay mein pholon ka haar dalna chahiye jo itni bhari cheez ko apnay seengon per utha kay ek side per rakh diya..... iss ka matlab ox key seengon mein crane ki taqqat thi.......372-haha
                      Allah tumhein bachaye OX ke shur se :lol ager tum kabi us ke seenghon per charh gai to bagair ticket ke cheechoon ki maliyaan ki sair kerwa dein ge :ys:
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #56
                        Re: Animal Attack / fear

                        kabhi nahin howa :-s
                        Zindagi Thak Gaye ..!!

                        Comment


                        • #57
                          Re: Animal Attack / fear

                          Originally posted by La'hasil View Post
                          kabhi nahin howa :-s
                          kabi kisi insaan ne attack kia :think:
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #58
                            Re: Animal Attack / fear

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            kabi kisi insaan ne attack kia :think:
                            Buhat bar :D
                            Zindagi Thak Gaye ..!!

                            Comment


                            • #59
                              Re: Animal Attack / fear

                              Originally posted by La'hasil View Post
                              Buhat bar :D
                              saari kahani tafseel se batao
                              :thmbup:

                              Comment


                              • #60
                                Re: Animal Attack / fear

                                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                                Aslam-o-Alaikum Doosto,

                                Aur aap ko kin animal se ziada durr lagta he? Aur kyoon? Any particular reason?

                                Request:
                                main to sub say hi door bhagti houn
                                :garmi:
                                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                                Comment

                                Working...
                                X