Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Animal Attack / fear
Collapse
X
-
Re: Animal Attack / fear
walaikum salam,
Nahi, kabhi kisi janwar ney nahi attack kiya magar phir bhi mujhey sabhi janwar sey dar lagta hai, aik distance pe hi rahein tau bas theek hai :-D" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
Re: Animal Attack / fear
Originally posted by Z. View Postwalaikum salam,
Nahi, kabhi kisi janwar ney nahi attack kiya magar phir bhi mujhey sabhi janwar sey dar lagta hai, aik distance pe hi rahein tau bas theek hai :-D:thmbup:
Comment
-
-
-
Re: Animal Attack / fear
Originally posted by munda_sialkoty View PostMujay per kai baar Animal attack hua, jin mein mostly dogs attack thay.
School student tha aur hum cricket kheel rahay thay kisi ghar se aik kutta khul ke baag raha tha. wo kutta jahan se guzarta sub dur ke peechay ho jatay, aur mein ne bahaduri dikhai us kuttay ke paas gaya aur us ki chain per paoon rakh dia. Phir kia tha us ne meri taang per kaat lia. Us waqt 14 teekay lagay mujay
2 saal pehlay bari eid se shayad aik din pehlay mein apni gali ki nuker per khara tha, aik bail (ox) aaya, us ne mujay apnay seengon se uthaya, uchaala aur doosri taraf rakh dia. Mein gira to nahi aur na bohat ziada durr laga. Bus dekha ke ziada loog to nahi dekh rahay na is waqee ko. Kapray jaaray aur ghar chala gaya :lol
sigpic
Comment
-
Re: Animal Attack / fear
Originally posted by bhataktii rooh View Postaik baar hum picnic pey gaye they...or wahan hum barroon ko aik side pay chorr k saarey bachoon ko le k khailney chaley gaye...merey aik bhateeja ne mujhe kaha...Apo saanp hai...main hansney lagii saanp or yahan kahan se aye ga...k itney mai meri nazar saanp par parri...mujhe kuch samaj nai ayi bus usey utha k zameen par aisey maara k us ki chutni nikal gayii...:ys:
phir itney mai bhai log bhi agaye...or unhoon ne jub wo sub dekha tu me ko shabashii dii..:shyy:...bhai ne kaha kinni bahadur behan hai hamarii...saanp ko maar dala...
saanp.........main ne saanp ko maar dala.....mujhe hosh aya..tu roney lagii...phir darr lag raha tha us marey howe saanp ko daikh kar...sigpic
Comment
-
Re: Animal Attack / fear
Originally posted by safia View Postvese ox key galay mein pholon ka haar dalna chahiye jo itni bhari cheez ko apnay seengon per utha kay ek side per rakh diya..... iss ka matlab ox key seengon mein crane ki taqqat thi.......372-haha:thmbup:
Comment
-
Re: Animal Attack / fear
Originally posted by munda_sialkoty View PostAslam-o-Alaikum Doosto,
Aur aap ko kin animal se ziada durr lagta he? Aur kyoon? Any particular reason?
Request:
:garmi:
Comment
Comment