Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Zindagiii

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Zindagiii

    Bohat mumkin hoo kay aisa thik bhi hoo, magar humray MAZHAB ISLAM nay humain aik baat sikhayee aur woh hay ALLAH SWT per TAWAKKAL yeh Anbiya Alaheum Salaam ki sunnat hay kay unhoon nay chahay buray haalat hoon yaa achay har haal main ALLAH SWT ka shukkar ada kia hay, sitaroon ki gardish, insaan ki qismat yeh sab USS PAK PARWARDIGAAR kay haath main jiss main INSAAN baybas hay, haan apni lagan jaari rakhain, jab aik MAA apnay bachay ko rota beet-ta nahin dekh sakti aur uski har khuwahish poori kar sakti hay tou ALLAH SWT MAA say bhi 70 gunaah ziyada hum say MOHABBAT kartay hain, bas aik baar uss say aisa RO KAR GIRGIRA kar maang kar tou dekhain phir dekhna kay chahay sitaroon ki simt hoo yaa naseeb ka chakkar sab aap kay HAQ main na aajayay tou apnay iss bhai ko zaroor dua main yaad rakhna..... Khush rahyeh :)

    Originally posted by sarfraz_qamar View Post
    Tafseelii Jawab kaa bohhat shukriyaaa.......

    Aap nay bohhat achhi baat kii zindagii waqiee hammarray lieyy Imtihann haiii aoor hamain Allah sayy iss Imtihaan main Kamiabii kii Duaa karrnii chahieyyyyy....

    ther is no dout har shakhs kuch hasill karrnnay kay liey try karrtaa rehhtaa haiii...agar kamiiab hoo jaieyy too theek aoor nakami bhii part of life hii haii.....
    i think kamiabi aoor nakami kaa inhassar aap kii luck parr haii.agar aap kayy sitarray arrooj parr hainn har cheezze sahii hoo gi..otherwise......
    sigpic

    Comment

    • #32
      Re: Zindagiii

      Originally posted by thefire1 View Post
      Bohat mumkin hoo kay aisa thik bhi hoo, magar humray MAZHAB ISLAM nay humain aik baat sikhayee aur woh hay ALLAH SWT per TAWAKKAL yeh Anbiya Alaheum Salaam ki sunnat hay kay unhoon nay chahay buray haalat hoon yaa achay har haal main ALLAH SWT ka shukkar ada kia hay, sitaroon ki gardish, insaan ki qismat yeh sab USS PAK PARWARDIGAAR kay haath main jiss main INSAAN baybas hay, haan apni lagan jaari rakhain, jab aik MAA apnay bachay ko rota beet-ta nahin dekh sakti aur uski har khuwahish poori kar sakti hay tou ALLAH SWT MAA say bhi 70 gunaah ziyada hum say MOHABBAT kartay hain, bas aik baar uss say aisa RO KAR GIRGIRA kar maang kar tou dekhain phir dekhna kay chahay sitaroon ki simt hoo yaa naseeb ka chakkar sab aap kay HAQ main na aajayay tou apnay iss bhai ko zaroor dua main yaad rakhna..... Khush rahyeh :)
      Tawakkal kii baat aap nayy balikol sahii likhii haiii.....

      Mujhay Eik Walii kaa Kool yaad aa giaaa.....

      "Main nay apnnay Toottttay hoeyy iradoo say Khudaa koo pehchanna"

      But phier bhii bohhat kuch aap kayy chahnnay say nahii hiooo sakkta oarr iss kaa naam zindagii haiiii
      "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

      Comment

      • #33
        Re: Zindagiii

        Bohat acha qoul hay... Agar IMTIHAAN main RESULT aap ki marzi kay mutabiq aanay laga tou IMTIHAAN kaisa..... haan agar apni MARZI ka result laana hay tou uss kay liye dinn raat mehnat aur LAGAN ki zaroorat hoti hay yehi LAGAN agar ALLAH SWT say lag jayay tou sab kuch paana bohat asaan hosakta hay ( zaati tajurbay ki baat kar raha hoon, azmaiysh shart hay)

        Originally posted by sarfraz_qamar View Post
        Tawakkal kii baat aap nayy balikol sahii likhii haiii.....

        Mujhay Eik Walii kaa Kool yaad aa giaaa.....

        "Main nay apnnay Toottttay hoeyy iradoo say Khudaa koo pehchanna"

        But phier bhii bohhat kuch aap kayy chahnnay say nahii hiooo sakkta oarr iss kaa naam zindagii haiiii
        sigpic

        Comment

        • #34
          Re: Zindagiii

          Originally posted by thefire1 View Post
          Bohat acha qoul hay... Agar IMTIHAAN main RESULT aap ki marzi kay mutabiq aanay laga tou IMTIHAAN kaisa..... haan agar apni MARZI ka result laana hay tou uss kay liye dinn raat mehnat aur LAGAN ki zaroorat hoti hay yehi LAGAN agar ALLAH SWT say lag jayay tou sab kuch paana bohat asaan hosakta hay ( zaati tajurbay ki baat kar raha hoon, azmaiysh shart hay)
          Good point............

          main duniaa kay hawwallays ayy baat karr rahaa hooo...jabb inssan apnni bassat kayy mutabiqq Mehhnnat bhii karray aoor reasult bhii kuchh naa milllayy tabb inssan karray too kiaa karray
          "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

          Comment

          • #35
            Re: Zindagiii

            Sabar aur srif sabar kiyonki jo kuch bhi hota hay ALLAH SWT ki marzi say hota hay chahay woh bhala ho ya bura.... aap jiss result ki tawaqoo kar rahay hoon shayed woh result aap kay haq main behtar nahin, aur uss say behtar cheese aap ko mil jayay..... SABR insan ki bohat saari mushkilaat ko hal kar sakta hay!!!

            Originally posted by sarfraz_qamar View Post
            Good point............

            main duniaa kay hawwallays ayy baat karr rahaa hooo...jabb inssan apnni bassat kayy mutabiqq Mehhnnat bhii karray aoor reasult bhii kuchh naa milllayy tabb inssan karray too kiaa karray
            sigpic

            Comment

            • #36
              Re: Zindagiii

              Originally posted by thefire1 View Post
              Sabar aur srif sabar kiyonki jo kuch bhi hota hay ALLAH SWT ki marzi say hota hay chahay woh bhala ho ya bura.... aap jiss result ki tawaqoo kar rahay hoon shayed woh result aap kay haq main behtar nahin, aur uss say behtar cheese aap ko mil jayay..... SABR insan ki bohat saari mushkilaat ko hal kar sakta hay!!!
              Shaii kahaa aap nayy..iss hawwallay sayy aaj mujhay aikk sms bhii aayaa thaaaa,,,jooo hootaa haii sabb hamarray Behtarri kayy lieyy hootaa haii butt hamm samjhttay nahiiii

              Working...
              X