Re: Zindagiii
Bohat mumkin hoo kay aisa thik bhi hoo, magar humray MAZHAB ISLAM nay humain aik baat sikhayee aur woh hay ALLAH SWT per TAWAKKAL yeh Anbiya Alaheum Salaam ki sunnat hay kay unhoon nay chahay buray haalat hoon yaa achay har haal main ALLAH SWT ka shukkar ada kia hay, sitaroon ki gardish, insaan ki qismat yeh sab USS PAK PARWARDIGAAR kay haath main jiss main INSAAN baybas hay, haan apni lagan jaari rakhain, jab aik MAA apnay bachay ko rota beet-ta nahin dekh sakti aur uski har khuwahish poori kar sakti hay tou ALLAH SWT MAA say bhi 70 gunaah ziyada hum say MOHABBAT kartay hain, bas aik baar uss say aisa RO KAR GIRGIRA kar maang kar tou dekhain phir dekhna kay chahay sitaroon ki simt hoo yaa naseeb ka chakkar sab aap kay HAQ main na aajayay tou apnay iss bhai ko zaroor dua main yaad rakhna..... Khush rahyeh :)

Originally posted by sarfraz_qamar
View Post
Comment