Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

English

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: English

    Originally posted by D@y W@lk3r View Post
    :garmi:
    waise fari samandar ke pani mein detol daal ker 20 saal dubkiyaan lagaye to is ka ilaaj ho sakta he :dance5:
    :thmbup:

    Comment


    • #32
      Re: English

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      waise fari samandar ke pani mein detol daal ker 20 saal dubkiyaan lagaye to is ka ilaaj ho sakta he :dance5:
      :taali:
      ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

      Comment


      • #33
        Re: English

        Originally posted by D@y W@lk3r View Post
        :taali:
        :taali:
        :thmbup:

        Comment


        • #34
          Re: English

          Originally posted by D@y W@lk3r View Post
          not agree, English srif aik language hain. English country ka kuta bhi english smjhta hain.. ab wo intelligent to na hoya na...
          Ager ham apnay country main apni hi zabaan ko terji day gay to hamko dosray ki zabaan ki koi zarorat nahi::::::::
          :thmbup:

          Comment


          • #35
            Re: English

            Originally posted by safia View Post
            Assalam o alaikum

            pakistan, india, bangladesh aur even middle east countries mein jis shaks ko achi english bolnay aor likhnay aati hey uss ki kamiyabi yakeeni samjhe jaati hey.......... pakistan mein jo na-ahal shaks ho lakin achi english likhnay aati ho vo intelligent samjha jata hey........ beshatar aisey boys/girls hein jo intelligent hotay hain lakin english se jaankaari na honay ki wajah se unko lack of confidence rahti hey aur apnay profession mein bhi peechhe rah jate hain............
            federal public service commission ziyada tar unlogon ko achi job kayliey recommend karti hein jin ko english achi aati ho unko vo select karte hein..... vo agar apnay profession mein achey hee kyun naa ho agar english nahi aati bus samjho ussay kuchh nahi aata........

            aap iss baray mein kiya sochtay hain aur kia point of view rakhte hain???
            hamari qoom confused qoom hai... masla to yeh hai keh humne eng medium school mei parha hai... to isss liay na hamari urud itni achi hai aur na hi english... arag hamari urdu itni achi ho ko hmain english bolne ki zarorat hi na oesh aye tab to koi masla nhi... lekin masala wohi hai ke na hmain english sahi ati hai aur na hi urdu


            Comment


            • #36
              Re: English

              Originally posted by unity View Post
              :thmbup:
              :taali:
              ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

              Comment


              • #37
                Re: English

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                :taali:
                :esmile:
                ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                Comment


                • #38
                  Re: English

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  Wa Alaikum Aslam,

                  Interesting topic he lekin yeh topic kisi aur "heading" ke under discuss ho chuka he. Aap ki baat se mein kafi hud tak itfaaq kerta hoon. Siwaye chand aik baaton ke.

                  Pakistan mein na'ahal shakhs ka angreezi se kia kaam? Ager us ne aik international language seekhi he to us ki ehliyat per question mark kyon?

                  English International language he, yeh business, science aur technology ki zuban he, is liye is ka seekhna bohat zaroori he. Jo yeh nahi seekhtay wo kisi hud tak na'ehli ka muzahira zaroor kerte hein.
                  ziyada tar intellectual aap wali daleel pesh karte hein......... lakin mera sawal kuchh aur tha........... rose
                  sigpic

                  Comment


                  • #39
                    Re: English

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post

                    German Translation

                    yeh german k haath pair kyun torr diye....372-shed
                    becharey german jub isey parrhein gey tu khud'kushi hi kar lein gey...
                    lalay ab french mai shuru hojao...:shyy:

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    Tum kahin laaton ke bhoot wali "rooh" to nahi ho
                    nai..:shyy:
                    .......................!!!!!

                    Comment


                    • #40
                      Re: English

                      Originally posted by Aanchal View Post
                      un kay kehnay ka maqsad yeh hai kay jesay faraz karian aik banda 8,10 tuk parha hai lekan English language achi hai ...(zarori nahi English anay ki waja say wo zaida zaheen bhi hoo)..or aik banda urdu medium main M.fill kar lay ..to jobs ki aap baat karaian to English anay ki waja say pehlay banday ko kafi moukay mill jatay hian agay barhnay kay jitnay Urdu waloun ko nahi mill patay ....
                      to Urdu na seekhi jaye kia faida hai ? ya seekhi jaian bus parhna likhna ata hoo kafi hai ? ya pher kuch or kia jaye :lol:
                      aanchal G you are exactly right............ :thmbup:
                      sigpic

                      Comment


                      • #41
                        Re: English

                        Originally posted by saraah View Post
                        waalikum asslam

                        language ka masla hamesha se iss mulk me raha hai hamaray karta dharta hi nikammay log hain awaam jo b sochay jo b point of view rakhay be-sood hai

                        me khud language ki student reh chuki hoon janti hoon kya hashar ho chuka hai hamari zubano ka

                        baqi me english k khilaaf nae hoon iss ko as a language hi lena chahiye seekhnay me b koi harj nae smjhti yeh maslay tab tak hal nae hosktay jab tak hakoomti satah pe iqdamaat nae hotay
                        aap urdu ki student rahi hein yaa english language ki??
                        sigpic

                        Comment


                        • #42
                          Re: English

                          Originally posted by MindFreak View Post
                          WaAlaikum Asslam
                          Good thread. Aamir khan ki new fil 3 Idiots sab ney dekhi hai.. us k undr aik pegham hai sab k liye k admi jo kar skta hai usy wohi karna chaye. Yehi btaya gia hai na us k undr k sab ko Doctor and engineer bnna he pasand hai chahy wo dhaky se he bn jay.

                          Yehi hmari dabqismati hai k hum ney bas aik standar rakha hua hai k jisy English ati hai wo boht zaheen hai chahy usy takky ka na pta ho. 2 4 English mushkil lafz bol dene say hum zahin bn jaty hain. Main B.Com or B.A ko English Parhata hun or mera sara Lecture Urdu mein hota hai or mere students ko boht acha smjh ata hai. Lazmi nahi k English bolny sy he admi zahin ho. Zahant ka taluk kabhi bhi Parhi say nahi hota, iss ka taluk hmesha creativity sy hota hai k aap jo parh rahy ho usy kis tarah understand karty ho jitny aap learning k tariky nikalo gy utna he aap ka mind zahin hoga.

                          Mj sy pehly waly jo teacher thy un ko Spoken English ki base pay rakha gia tha or Grammar ka un ko zra bhi nahi pta tha.

                          Bas baat yehi k English aati hai to smjh lia jata hai yeh bnda zahin hai
                          aap ka khoobsurat point of view hey............ :thmbup:
                          sigpic

                          Comment


                          • #43
                            Re: English

                            Originally posted by ummid View Post
                            English tu aani chahiye... nahi aai tu bhi kya... Lol..
                            jahan zaroorat ho wahan baat kar li jaaye english mein... jahan zaroorat nahi na baat kare....
                            or jo log enlgish ke aane na aane ki wajah se logo mein farq karte hain woh khud kisi Qism ke complex ka shikar hote hain...
                            kuchh log english bol kar khud ko pata nahi kiya samjhte hein....... haan khud ko aasmaani makhlooq samjte hein............ :rose
                            sigpic

                            Comment


                            • #44
                              Re: English

                              Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                              not agree, English srif aik language hain. English country ka kuta bhi english smjhta hain.. ab wo intelligent to na hoya na...
                              Ager ham apnay country main apni hi zabaan ko terji day gay to hamko dosray ki zabaan ki koi zarorat nahi::::::::
                              :thmbup::thmbup::thmbup::thmbup: welldone comments
                              sigpic

                              Comment


                              • #45
                                Re: English

                                Originally posted by pakgates View Post
                                hamari qoom confused qoom hai... masla to yeh hai keh humne eng medium school mei parha hai... to isss liay na hamari urud itni achi hai aur na hi english... arag hamari urdu itni achi ho ko hmain english bolne ki zarorat hi na oesh aye tab to koi masla nhi... lekin masala wohi hai ke na hmain english sahi ati hai aur na hi urdu
                                ham naa idher kay na udher key....... adhay teetar adha bateir hein....... :khi:
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X