Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

aankhain bolti hain

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • aankhain bolti hain

    Assalam o Alaikum

    wakai aankhain bhi bolti hain......??? agar bolti hain tu mujhey yeh batain ye aankhain kiya kah rahi hain???

    Attached Files
    sigpic

  • #2
    Re: aankhain bolti hain

    Originally posted by safia View Post
    Assalam o Alaikum

    wakai aankhain bhi bolti hain......??? agar bolti hain tu mujhey yeh batain ye aankhain kiya kah rahi hain???
    in aankho ki masti kay dewaano hazaaro hai :guitar:

    Comment


    • #3
      Re: aankhain bolti hain

      Aankhein Daikhe To Mein Daikhta Reh Gaya
      (Jaam Do Aur Donon He Do Aatisha)
      Aankhein Ya Maikade Ke Yeh Do Baab Hein
      Aankhein Inko Kahoon Ya Kahoon Khuwaab Hein
      Aankhein Neechi Huwi To Haya Bun Gayi
      Aankhein Unchi Howi To Dua Bun Gayi
      Aankhein Uth Ker Jhuki To Ada Bun Gayi
      Aankhein Jhuk Ker Uthi To Qaza Bun Gayi
      Aankhein Jin Mein Qaid Aasman O Zameen
      Nargisi Nargisi, Surmayi Surmayi :hairdrayer:
      :thmbup:

      Comment


      • #4
        Re: aankhain bolti hain

        Originally posted by safia View Post
        Assalam o Alaikum

        wakai aankhain bhi bolti hain......??? agar bolti hain tu mujhey yeh batain ye aankhain kiya kah rahi hain???
        Wa Alaikum Aslam,

        Aankhein bolti hein, aur jesa ke mein ne ouper quote kia he, aankhon ka her angle kuch na kuch hama'waqt beyaan ker raha hota he, bus inhein samajnay walay ki aankh honi chahiye :bwink:
        :thmbup:

        Comment


        • #5
          Re: aankhain bolti hain

          ۔:salam:یہ آنکھیں کہ رہی ہیں کہ میں کب تک اس کا انتظار کروں یہ میری طرف کب دیکھے گا 372-haha۔
          Last edited by S.Athar; 17 February 2010, 11:06.
          :star1:

          Comment


          • #6
            Re: aankhain bolti hain

            Originally posted by SAZ View Post
            ۔:salam:یہ آنکھیں کہ رہی ہیں کہ میں کب تک اس کا انتظار کروں یہ میری طرف کب دیکھے گا 372-haha۔
            aesa karein kay aap monitor kay peechay kharay ho jao...... :khi:
            sigpic

            Comment


            • #7
              Re: aankhain bolti hain

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              Aankhein Daikhe To Mein Daikhta Reh Gaya
              (Jaam Do Aur Donon He Do Aatisha)
              Aankhein Ya Maikade Ke Yeh Do Baab Hein
              Aankhein Inko Kahoon Ya Kahoon Khuwaab Hein
              Aankhein Neechi Huwi To Haya Bun Gayi
              Aankhein Unchi Howi To Dua Bun Gayi
              Aankhein Uth Ker Jhuki To Ada Bun Gayi
              Aankhein Jhuk Ker Uthi To Qaza Bun Gayi
              Aankhein Jin Mein Qaid Aasman O Zameen
              Nargisi Nargisi, Surmayi Surmayi :hairdrayer:
              bht nice sharing................. 372-scare
              sigpic

              Comment


              • #8
                Re: aankhain bolti hain

                Originally posted by safia View Post
                aesa karein kay aap monitor kay peechay kharay ho jao...... :khi:
                sukar hai tum b aaj hansi ho tras gya tha tumhe hansta dekhne k liye :ys:

                Comment


                • #9
                  Re: aankhain bolti hain

                  Originally posted by vvvcute View Post
                  sukar hai tum b aaj hansi ho tras gya tha tumhe hansta dekhne k liye :ys:
                  :think:
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #10
                    Re: aankhain bolti hain

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    Wa Alaikum Aslam,

                    Aankhein bolti hein, aur jesa ke mein ne ouper quote kia he, aankhon ka her angle kuch na kuch hama'waqt beyaan ker raha hota he, bus inhein samajnay walay ki aankh honi chahiye :bwink:
                    aap kahna yeh chahte ho aankhaein bolti hai.......... nice
                    sigpic

                    Comment


                    • #11
                      Re: aankhain bolti hain

                      Originally posted by safia View Post
                      bht nice sharing................. 372-scare
                      :manicure:
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #12
                        Re: aankhain bolti hain

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        :manicure:
                        aap nail polish kar rahe ho??
                        sigpic

                        Comment


                        • #13
                          Re: aankhain bolti hain

                          Originally posted by safia View Post
                          aap kahna yeh chahte ho aankhaein bolti hai.......... nice
                          Haan boolti bhi hein, aur yeh baaz aukaat jhoot bhi boolti hein :lol

                          jese ke is shair se ayaan he


                          Idhar mehfil mein hum se nazrein milana
                          Udhar ghairon ko dekh ke muskurana
                          Yeh bhaingi nigahon ka na ho shakh'sana
                          Kahin pe nigaahein kahin pe nishana :bwink:
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #14
                            Re: aankhain bolti hain

                            Originally posted by safia View Post
                            aap nail polish kar rahe ho??
                            Nail filing ker raha hoon :ys:
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #15
                              Re: aankhain bolti hain

                              hmmm ...

                              nigaahen bolti hen be tahashaa
                              muhubbat pagalon ki guftugoo hay
                              Tum Agar Bhool bhi jaao tu Ye Haq hay Tumko
                              Meri Baat Or hay Mainay Tu Muhubbat ki hay ... !

                              Comment

                              Working...
                              X