Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

aankhain bolti hain

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: aankhain bolti hain

    Originally posted by safia View Post
    Assalam o Alaikum

    wakai aankhain bhi bolti hain......??? agar bolti hain tu mujhey yeh batain ye aankhain kiya kah rahi hain???
    yahi kay walker tum kaha hoo
    ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

    Comment


    • #47
      Re: aankhain bolti hain

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      mere khyaal se aankhein shikayat ker rahi hein :garmi:
      ha mujh saynaraz1
      ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

      Comment


      • #48
        Re: aankhain bolti hain

        Originally posted by _Dard_Aashna_ View Post
        walekumasslam
        yes yes aankhen bolti hain her aankh ka apna aik alag lehja hota hay
        aankhen he to sachi hoti hain
        warna to zabaan say aadmi kia kia jhot bolta hay ... pata b na chal;ay agr aankhen parhna na aati hoon to:donno:

        mujhe lagta hay ye aankhen dari dari si hain :donno:
        kabhi kabhi aankhain bhi jhooot bolti hain.................. :rose
        sigpic

        Comment


        • #49
          Re: aankhain bolti hain

          Originally posted by safia View Post
          kabhi kabhi aankhain bhi jhooot bolti hain.................. :rose
          ankhain such he bolti hai lakin unko daikhne wala sahi samjh nhi pata

          Comment


          • #50
            Re: aankhain bolti hain

            Originally posted by _Dard_Aashna_ View Post
            mujhe lagta hay ye aankhen dari dari si hain :donno:
            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            mere khyaal se aankhein shikayat ker rahi hein :garmi:
            Originally posted by Rabi View Post
            in akhon main umeed or shikayat hay
            Aik aadmi langra ker chal raha hota he aur usay 2 orthopedic doctors dekh lete hein.

            Aik kehta he ke us ke gutnay ka masla he, jub ke doosra kehta he ke is ke takhnay mein koi masla he. Lekin poochnay per pata chalta he ke us becharay ka "joota" toota hua he :khi:
            :thmbup:

            Comment


            • #51
              Re: aankhain bolti hain

              Originally posted by safia View Post
              Assalam o Alaikum

              wakai aankhain bhi bolti hain......??? agar bolti hain tu mujhey yeh batain ye aankhain kiya kah rahi hain???

              Teri Aankh Ke Aansoo Pee Jaaoon!
              Aisi Meri Taqdeer Kahan !!!!!
              Last edited by BANJARAH; 18 February 2010, 11:22.
              :oldie:
              S T I L L W A I T I N G
              sigpic

              Comment


              • #52
                Re: aankhain bolti hain

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                Aik aadmi langra ker chal raha hota he aur usay 2 orthopedic doctors dekh lete hein.

                Aik kehta he ke us ke gutnay ka masla he, jub ke doosra kehta he ke is ke takhnay mein koi masla he. Lekin poochnay per pata chalta he ke us becharay ka "joota" toota hua he :khi:
                Ji suna va hay joke LAkin is ka yaha matlb ????

                Comment


                • #53
                  Re: aankhain bolti hain

                  Originally posted by Rabi View Post
                  Ji suna va hay joke LAkin is ka yaha matlb ????
                  is ka matlab yeh hay ke, koi keh raha he ke aankein shikayat ker rahi hein, koi udaasi beyan ker raha he, koi kuch. Ub yeh to aankhon wali ko he pata ho ke us ke dimaag mein us waqt kia chal raha tha :think:
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #54
                    Re: aankhain bolti hain

                    ji bilkul sahi baat to zahir hay us ko hi pata hay
                    Hum to apny andazy laga rahin hain or jis nay thread start kiya hain unki info main izafa ker rahin hain/hehehe

                    Comment


                    • #55
                      Re: aankhain bolti hain

                      Originally posted by Rabi View Post
                      ji bilkul sahi baat to zahir hay us ko hi pata hay
                      Hum to apny andazy laga rahin hain or jis nay thread start kiya hain unki info main izafa ker rahin hain/hehehe
                      Nawak ne tere sayd, aisa kia shikaar
                      Tarpay he murgh kibla'numa ashyane mein :shyy:
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #56
                        Re: aankhain bolti hain

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        Nawak ne tere sayd, aisa kia shikaar
                        Tarpay he murgh kibla'numa ashyane mein :shyy:

                        Ye itna mushkil sa kia liha app nay mujhy samjh hi nahi aya :donno:

                        Comment


                        • #57
                          Re: aankhain bolti hain

                          Originally posted by Rabi View Post
                          Ye itna mushkil sa kia liha app nay mujhy samjh hi nahi aya :donno:
                          Abi aap feeder peeti ho, jub aap cerealac pe aao gi to me aap ko sub bata doon ga :shyy:
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #58
                            Re: aankhain bolti hain

                            app abhi bata djye na kay ye jo likha is ka meaning kia hay?

                            Comment


                            • #59
                              Re: aankhain bolti hain

                              Originally posted by Rabi View Post
                              app abhi bata djye na kay ye jo likha is ka meaning kia hay?
                              Is shair mein shayar apnay mehboob ki aankhon (nawak) ki attraction ki tareef kerta he aur kehta he ke us ke mehboob ki aankhein itni zalim he ke ager ager wo Murg kibla'numa (aisa murgh jo lohay ka bana hota he aur kibla ki simat ka taiyun kerta he) ko bhi dekhay le to wo bhi tarapnay lagta he :think:
                              :thmbup:

                              Comment


                              • #60
                                Re: aankhain bolti hain

                                YA Allah khair Kis Zalim Insaan ki ankhien akhir ko wo :-ss
                                Kafi khofnak hon gi phir to :-ss

                                Comment

                                Working...
                                X