Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kis Ki Qismat?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Kis Ki Qismat?

    Aslamoalikum :hii:
    aik sawal phir poochna he:shyy:ap ne shaed suna ho aik baat kahi jati he k pesa orat ki qismat se ata he or olad mard ki qismat se...to puchna ye he k is baat ki kia heseyat he?kia ye koi islamic baat he ya awen hi bani hui he?plzz is bare me bata den:think:

  • #2
    Re: Kis Ki Qismat?

    Walaikum Assalaam

    Dear Unity

    Humaray maashray main moujood ziyda tar kharaafaat HINDU culture say hi aayi hain choonkay hum kaafi arsa HINDU mulk ka hissa rahay issi liye aksar humain bohat see aisi cheeson aur baatoon ki aadat ho chuki hay jiss ka ISLAM say door door tak koi taaluq nahin.

    Inn main say aik misaal aap nay dee hay, yeh darasal hindu mazhab kay aik bohat cunny writer nay aik book likhi thi jiss kaa poora naam mujhay iss waqt zehan main nahin aaraha uss kay aakhri lafz thay ASHLOUK SHASHTRA ussi main uss nay yeh baat likhi thi aur issi tarah ki aur baatain jaisay Aurat Lakhsmi ka roop hoti hay (yaani Dualat auraat ki waja say aati hay), aaj hum sab inn batoon ko baRay dharlay say istimaal kartay hain bina sochay samjhay.

    Humain inn sab kharaafaat say bachna chayeh.... aap kay iss message say uss cunny shakhs ki issi kitaab say aik baat yaad aarahi hay jiss nay aaj humaray mulk ko parishaaniyon main mubtala kar dia hay... uss nay likha tha kay "Apnay humsayay kay dushman say dosti kar lo, tumharay hamsayay ki mout hojayay gi" yehi waja hay kay aaj unhoon nay Afghanistan main 14 consulate khool diye jiss ka nateeja yeh nikla hay bairooni hamloon aur hamlaawar asaani say humaray mulk main daakhil hokar mulk ko barbaad kar rahay hain....

    May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

    FI Amaan ALLAH
    sigpic

    Comment

    • #3
      Re: Kis Ki Qismat?

      Originally posted by thefire1 View Post

      bohat shukria,ap ne baat clear ki

      Comment

      • #4
        Re: Kis Ki Qismat?

        sigpic

        Comment

        • #5
          Re: Kis Ki Qismat?

          :salam: ALLAH G Hamaray Hall Par Raham Karin.:rose
          Last edited by S.Athar; 25 January 2010, 19:11.
          :star1:

          Comment

          • #6

            SAHI KAHA AAP NE :thmbup:

            Comment

            • #7
              Re: Kis Ki Qismat?

              Originally posted by unity View Post
              Aslamoalikum :hii:
              aik sawal phir poochna he:shyy:ap ne shaed suna ho aik baat kahi jati he k pesa orat ki qismat se ata he or olad mard ki qismat se...to puchna ye he k is baat ki kia heseyat he?kia ye koi islamic baat he ya awen hi bani hui he?plzz is bare me bata den:think:
              iway kehtay hian
              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

              Comment

              • #8
                Re: Kis Ki Qismat?

                Originally posted by SAZ View Post
                :salam: ALLAH G Hamaray Hall Par Raham Karin.:rose
                ameen

                Comment

                • #9
                  Re: Kis Ki Qismat?

                  Originally posted by Aanchal View Post
                  iway kehtay hian
                  aik ghalat baat awen hi kehte hen...herat he na:think:

                  Comment

                  • #10
                    Re: Kis Ki Qismat?

                    Originally posted by unity View Post
                    Aslamoalikum :hii:
                    aik sawal phir poochna he:shyy:ap ne shaed suna ho aik baat kahi jati he k pesa orat ki qismat se ata he or olad mard ki qismat se...to puchna ye he k is baat ki kia heseyat he?kia ye koi islamic baat he ya awen hi bani hui he?plzz is bare me bata den:think:
                    Wa Alaikum Aslam,

                    sub baatein hein. Aisa kuch nahi he
                    :thmbup:

                    Comment

                    • #11
                      Re: Kis Ki Qismat?

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      Wa Alaikum Aslam,

                      sub baatein hein. Aisa kuch nahi he
                      to is me dharen marne ki kia zarurat he

                      Comment

                      • #12
                        Re: Kis Ki Qismat?

                        Originally posted by unity View Post
                        to is me dharen marne ki kia zarurat he
                        dunia jhoot bolti he
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #13
                          Re: Kis Ki Qismat?

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          dunia jhoot bolti he
                          achaa

                          Comment

                          • #14
                            Re: Kis Ki Qismat?

                            Originally posted by thefire1 View Post
                            Walaikum Assalaam

                            Dear Unity

                            Humaray maashray main moujood ziyda tar kharaafaat HINDU culture say hi aayi hain choonkay hum kaafi arsa HINDU mulk ka hissa rahay issi liye aksar humain bohat see aisi cheeson aur baatoon ki aadat ho chuki hay jiss ka ISLAM say door door tak koi taaluq nahin.

                            Inn main say aik misaal aap nay dee hay, yeh darasal hindu mazhab kay aik bohat cunny writer nay aik book likhi thi jiss kaa poora naam mujhay iss waqt zehan main nahin aaraha uss kay aakhri lafz thay ASHLOUK SHASHTRA ussi main uss nay yeh baat likhi thi aur issi tarah ki aur baatain jaisay Aurat Lakhsmi ka roop hoti hay (yaani Dualat auraat ki waja say aati hay), aaj hum sab inn batoon ko baRay dharlay say istimaal kartay hain bina sochay samjhay.

                            Humain inn sab kharaafaat say bachna chayeh.... aap kay iss message say uss cunny shakhs ki issi kitaab say aik baat yaad aarahi hay jiss nay aaj humaray mulk ko parishaaniyon main mubtala kar dia hay... uss nay likha tha kay "Apnay humsayay kay dushman say dosti kar lo, tumharay hamsayay ki mout hojayay gi" yehi waja hay kay aaj unhoon nay Afghanistan main 14 consulate khool diye jiss ka nateeja yeh nikla hay bairooni hamloon aur hamlaawar asaani say humaray mulk main daakhil hokar mulk ko barbaad kar rahay hain....

                            May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

                            FI Amaan ALLAH
                            i dont know why that feels me you ve wronly described the matter.... it is actually religious matter so i dont go in detail but one thing i must say it is not that as u ve described it.... walaalam....
                            sigpic

                            Comment

                            • #15
                              Re: Kis Ki Qismat?

                              Originally posted by unity View Post
                              Aslamoalikum :hii:
                              aik sawal phir poochna he:shyy:ap ne shaed suna ho aik baat kahi jati he k pesa orat ki qismat se ata he or olad mard ki qismat se...to puchna ye he k is baat ki kia heseyat he?kia ye koi islamic baat he ya awen hi bani hui he?plzz is bare me bata den:think:
                              i think yeh islamic baat hai....for confirmation u should contact with a scholar...:mm:
                              sigpic

                              Comment

                              Working...
                              X