Assalamo allaikum dosto
Ham log aksar aik jumla istimaal bhi kartey hain aur suntey bhi hain:
Jo qismat mein likha tha.....
Yeh QISMAT kya hai? Kaun likhta hai? Kaun bnata hai?
Kya Insaan apni qismat khud nahin bnaa sakta? Agar sab kuchh QISMAT hi ka kiya dhara hai, to phir zindagi jaisey aaey waisey guzarni chahiye keh nahin? Jab ham kuchh kar hi nahin saktey to phir jo bhi hota hai, ussey QISMAT kyun na samajh liya jaey - achha ya bura?

Comment