Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

**kuch yun hi si baatein....!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: **kuch yun hi si baatein....!

    Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
    :fight:ooper pooree baat perh k phir se aean maidan mein 372-shed,
    aadha perh k aadha khud samjh k uth aaey hain is burhapay mein :hairdrayer:
    :mm:
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

    Comment


    • #47
      Re: **kuch yun hi si baatein....!

      Originally posted by aabi2cool View Post
      :mm:
      sigpic

      Comment


      • #48
        Re: **kuch yun hi si baatein....!

        Walaikum Assaaalaam

        Buzargoo kay aqwaal hikmat aur unkay tajurbay ko zahir kartay hain aur unki baatoon ki sachayi aur hikmat say inkaar nahin kia jaa sakta hay, magar kuch baatain jo humain Indian tradition say milti hain unsay bachna chayeh kiyonki unka aur humari Islami taleem ka koi mayil nahin aisi baatain baaz auqaat humain gumraah bhi kar sakti hain.

        "agar koi faisla laina ho tou jald baazi say kaam na loo aur kuch samajh naa ayay tou aik raat soo kar dosray dinn uss per soch kar faisla loo"
        Kehnay ko chand alfaaz hain magar haqeqat say kitnay kareeb aur bakhoobi aik insaan kay tajurbay ko bayan kar rahay hain, yeh amal main aksar-o-baishtar karta hoon aur yaqeenan sahi faisla karnay main yeh hikmat-e-amli mujhay bohat karamad lagti hay.
        sigpic

        Comment


        • #49
          Re: **kuch yun hi si baatein....!

          Originally posted by thefire1 View Post
          Walaikum Assaaalaam


          "agar koi faisla laina ho tou jald baazi say kaam na loo aur kuch samajh naa ayay tou aik raat soo kar dosray dinn uss per soch kar faisla loo"
          yaani Istekhara?

          Comment


          • #50
            Re: **kuch yun hi si baatein....!

            Isitkhaara aik bilkul different tareeka hay, main nay general decision making ki baat ki hay, har baat per istikhaara karna feasible bhi nahi aur na hi possible.
            sigpic

            Comment


            • #51
              Re: **kuch yun hi si baatein....!

              Main humesha suna karta tha kay "Magarmach kay ansoon na bahayo" aur sochta tha kay yeh kiyon kaha jaata hay bhala aik insaan ko Magarmach say kiyon compare kia jaa raha hay aur yeh aksar aisay waqt kaha jaata hay jab insaan jhootay ansoo baha raha hota hay...

              Iss ka jawaab mujhay National Geographic Channel per mila, jawab yeh tha kay Jab Aligator yaani magarmach jab kisi janwar ka qatal karta hay tou ansoo bahata hay, aur yeh baat waqayi kitni dhoongi lagti hay kay aik tou qatal kia aur uss per pashaiman hua :)

              Waqayi buzurgoon ki baatain hikmat aur tajurbay say bhari hoti hain, bas unhain sahi samajhnay ki koshish karni chayeh.
              sigpic

              Comment


              • #52
                Re: **kuch yun hi si baatein....!

                Walaikum Asalam me ki ummid de :bou:



                me ki nano kehti hein :


                1. desi ghee khaya karo mu pe or laliyan ayein :mm:

                2. balon me tayl laga ke kas ke choti karne se baal lambe hote hein :mm:

                3. raat ko gehri neend na soya karo fajr ke waqt ankh nahi khule gi :fight:

                4. ye tumhari kameez ke adhe bazu kahan gaye :think:


                meri mama kehti hein :


                humesha sach bola karo jo jhoot bolta he uska matha kala hojata he :shyy:


                jitna khana choro gi ..to yahi khana qayamat ke din hisab mange ga 372-scare


                jo fruits nahi khate unhe jannat me bhee fruits nahi naseeb hon g


                baki zara yaad kar lu :think:

                Comment


                • #53
                  Re: **kuch yun hi si baatein....!

                  Originally posted by mano_billi View Post
                  humesha sach bola karo jo jhoot bolta he uska matha kala hojata he
                  jabhi scorpion itna kala hai :lol

                  Originally posted by mano_billi View Post
                  1. desi ghee khaya karo mu pe or laliyan ayein
                  Laali na aaii to moti zaroor ho gi
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • #54
                    Re: **kuch yun hi si baatein....!

                    Originally posted by Masood View Post
                    jabhi scorpion itna kala hai :lol



                    Laali na aaii to moti zaroor ho gi
                    me ke ammu to goray chitte hein blue eyes wale ap jealous na hon


                    nano ka to maqsad hi ye he me kisi tarah se moti hojau bas :lol

                    Comment


                    • #55
                      Re: **kuch yun hi si baatein....!

                      Originally posted by mano_billi View Post
                      me ke ammu to goray chitte hein blue eyes wale ap jealous na hon


                      nano ka to maqsad hi ye he me kisi tarah se moti hojau bas :lol

                      aap key ammu agar gorey chitey hain to phir yeh itna andhera kaha sey aa geya?

                      to phir aap ki nano ko aik ASHHAA sa tareeqa main btata hoon, kahan hain woh? :hii:
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • #56
                        Re: **kuch yun hi si baatein....!

                        Originally posted by thefire1 View Post
                        Main humesha suna karta tha kay "Magarmach kay ansoon na bahayo" aur sochta tha kay yeh kiyon kaha jaata hay bhala aik insaan ko Magarmach say kiyon compare kia jaa raha hay aur yeh aksar aisay waqt kaha jaata hay jab insaan jhootay ansoo baha raha hota hay...

                        Iss ka jawaab mujhay National Geographic Channel per mila, jawab yeh tha kay Jab Aligator yaani magarmach jab kisi janwar ka qatal karta hay tou ansoo bahata hay, aur yeh baat waqayi kitni dhoongi lagti hay kay aik tou qatal kia aur uss per pashaiman hua :)

                        Waqayi buzurgoon ki baatain hikmat aur tajurbay say bhari hoti hain, bas unhain sahi samajhnay ki koshish karni chayeh.
                        .......................!!!!!

                        Comment


                        • #57
                          Re: **kuch yun hi si baatein....!

                          Originally posted by Masood View Post
                          aap key ammu agar gorey chitey hain to phir yeh itna andhera kaha sey aa geya?

                          to phir aap ki nano ko aik ASHHAA sa tareeqa main btata hoon, kahan hain woh? :hii:
                          [B]
                          bay jao aram nal ulte mashware dein ge meri nano bichari masoom si ko :jc:



                          Comment


                          • #58
                            Re: **kuch yun hi si baatein....!

                            Originally posted by mano_billi View Post
                            [B]bay jao aram nal ulte mashware dein ge meri nano bichari masoom si ko :jc:


                            aap ki nano ko mashwrey to barrey top shop key doon ga - bash woh aik baar mil jaein sahin phir dekhna kaisey aap ki chhoti si dum per paoun aata hai phir meow meow karti phirein gi :lol
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • #59
                              Re: **kuch yun hi si baatein....!

                              :)
                              sigpic

                              Comment

                              Working...
                              X