Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

**kuch yun hi si baatein....!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: **kuch yun hi si baatein....!

    Originally posted by ummid View Post
    aap ko kaise pata... aap ne ginein hai kabhi?
    Allha na karay kabhi ginnay ki nobat aye :garmi:

    or abhi aik or baat yaad the abhi zehan say nikal gai :lol:
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

    Comment


    • #32
      Re: **kuch yun hi si baatein....!

      aur Haan sach , Allah Tala me ki daadi jaan ko ghareeq e rehmat karay:dua.................................... wo Subha Fajar se bhi pehlay uthh k ghar ka main enterance ka door khol detee thin:d1:, me 7, 8 saal ki thi to me nay unse poocha aap aissay kiun karty hain itni subha subha:think: , to kehtiin k REHMAT KA FARISHTA aata hay Subha Subha , So Uth k isteqbaal karty hun teddy

      Tab se ab tal hum k ghar ki yehee routine hay PakistaN mein
      sigpic

      Comment


      • #33
        Re: **kuch yun hi si baatein....!

        Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
        aabi bhai 372-shed saray fruits mein aik waahid aanar aissa fruit hay jo me shauq se khati hoon 372-shedaur us ka bhi jannat ka aik daana kisi ko kiun doon:fight: , isliey me sab se alag khati hoon apna poora anaar :hairdrayer:
        TUM KO KIS NAY KAHA K ANAAR JANNAT KA PHAL HI
        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

        Comment


        • #34
          Re: **kuch yun hi si baatein....!

          Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
          aur Haan sach , Allah Tala me ki daadi jaan ko ghareeq e rehmat karay:dua.................................... wo Subha Fajar se bhi pehlay uthh k ghar ka main enterance ka door khol detee thin:d1:, me 7, 8 saal ki thi to me nay unse poocha aap aissay kiun karty hain itni subha subha:think: , to kehtiin k REHMAT KA FARISHTA aata hay Subha Subha , So Uth k isteqbaal karty hun teddy

          Tab se ab tal hum k ghar ki yehee routine hay PakistaN mein
          :think:....abb to choor bhi fajr k time pe aane aur jane ko prefer kurte he.

          Comment


          • #35
            Re: **kuch yun hi si baatein....!

            Originally posted by MSA View Post
            :think:....abb to choor bhi fajr k time pe aane aur jane ko prefer kurte he.
            aap se kisi nay poocha?:think:

            aur mera khyal hay k aapko chor mein aur rehmat k farishtay mein wazea farq maloom hoga:hairdrayer:
            sigpic

            Comment


            • #36
              Re: **kuch yun hi si baatein....!

              Originally posted by aabi2cool View Post
              TUM KO KIS NAY KAHA K ANAAR JANNAT KA PHAL HI
              :fight:ooper pooree baat perh k phir se aean maidan mein 372-shed,
              aadha perh k aadha khud samjh k uth aaey hain is burhapay mein :hairdrayer:
              sigpic

              Comment


              • #37
                Re: **kuch yun hi si baatein....!

                Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                aap se kisi nay poocha?:think:

                aur mera khyal hay k aapko chor mein aur rehmat k farishtay mein wazea farq maloom hoga:hairdrayer:
                ....aur mera khayal hay k aapko wo samjh nahi aya jo me kehna chah raha tha...:hairdrayer:

                Comment


                • #38
                  Re: **kuch yun hi si baatein....!

                  Originally posted by MSA View Post
                  ....aur mera khayal hay k aapko wo samjh nahi aya jo me kehna chah raha tha...:hairdrayer:
                  :tasali:Chutkoo me ko samjh aagaya hay :hairdrayer:
                  fajar k waqt is liey aatay hain ab chor k ab koi uth'ta nahin na us waqt :laarai:
                  sigpic

                  Comment


                  • #39
                    Re: **kuch yun hi si baatein....!

                    Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                    :tasali:Chutkoo me ko samjh aagaya hay :hairdrayer:
                    fajar k waqt is liey aatay hain ab chor k ab koi uth'ta nahin na us waqt :laarai:
                    theakh theakh :-)

                    Comment


                    • #40
                      Re: **kuch yun hi si baatein....!

                      Originally posted by MSA View Post
                      theakh theakh :-)
                      wessay u kis waqt jatay ho logon k ghar :lol
                      sigpic

                      Comment


                      • #41
                        Re: **kuch yun hi si baatein....!

                        Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                        wessay u kis waqt jatay ho logon k ghar :lol
                        baqra eid pe gosht batne...
                        aur kabhi halwa waghera batne...

                        Comment


                        • #42
                          Re: **kuch yun hi si baatein....!

                          Originally posted by MSA View Post
                          baqra eid pe gosht batne...
                          aur kabhi halwa waghera batne...
                          Halwa:lol :lol
                          sigpic

                          Comment


                          • #43
                            Re: **kuch yun hi si baatein....!

                            Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                            Halwa:lol :lol

                            Comment


                            • #44
                              Re: **kuch yun hi si baatein....!

                              ShahRukh

                              Comment


                              • #45
                                Re: **kuch yun hi si baatein....!

                                Originally posted by ummid View Post
                                ShahRukh
                                ....me mostly pe amul nahi kurta to is lie yad bhi nahi he....

                                Waise,

                                "asur aur maghrib k beech me nahi sona chahie"

                                "apni chest pe nahi sona chahie, shetan sota he"

                                "paao nahi hilane chahie"

                                "chappal ulti nahi kurni chaie...(bus me isi pe amul kurta ho)"

                                baqi kuch uper share ho chuke he

                                Comment

                                Working...
                                X