Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

larkeoo ko larkeoo walye kaam kio pasand nahi atay? : p

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #76
    Re: larkeoo ko larkeoo walye kaam kio pasand nahi atay? : p

    Originally posted by aabi2cool View Post
    jaldi akro
    aa gai :baby1:

    Comment


    • #77
      Re: larkeoo ko larkeoo walye kaam kio pasand nahi atay? : p

      Originally posted by ummid View Post
      aa gai :baby1:
      ab jaldis e sheeshay main ajk dekho k u ka monh kalay ka kala hi ya khuch farq para ??????? agar anheen para to batlan aik aur nuskha batlaon ga
      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

      Comment


      • #78
        Re: larkeoo ko larkeoo walye kaam kio pasand nahi atay? : p

        Originally posted by aabi2cool View Post
        ab jaldis e sheeshay main ajk dekho k u ka monh kalay ka kala hi ya khuch farq para ??????? agar anheen para to batlan aik aur nuskha batlaon ga
        nahi aabi bhai koi farq nahi para ab bhi aap jaisa kala hi hai :baby1:

        Comment


        • #79
          Re: larkeoo ko larkeoo walye kaam kio pasand nahi atay? : p

          Walaikum Assalaam

          Jahan tak main nay observe kia hay aur main baat apnay ghar ki kar raha hoon, apni behnoon ki.... woh bhi aaj kal kay dour ki hi hain aur ghar main MASHALLAH paRhayi kay saath saath silayee, cooking waghaira main bhi bohat kuch seekha aur har gharayloo kaam bakhoobhi nibhaati hay.

          Interest ki baat hoti hay aur zimaydaari ki, laRkiyan aksar ghar main gharayloo kaam apni waalida ka haath bataanay kay liye karti hain aur yehi wajah hay kay woh MAA kay sab say ziyada qareeb lay kar zindagi ka tajurba haasil karti hain, rahi baat baatain baanany ki tou woh har koi bana laita hay kay mujhay yeh acha nahin lagta, woh acha nahin lagta, aur bohat si aisi walida bhi hain kay woh aksar apni beetiyon ko baRay nazoon say rakhti hain jinn ko woh haqdaar bhi hain.

          Aisi laRkiyan jab sasuraal jaati hain tou apnay shohar aur in-laws ki khushi kay liye woh safayi suthrayi, cooking waghaira sab seekh jaati hain, kiyonki un per iss kaam ki ZIMAYDAARI daali jaati hay, isi liye issay itna serious nahin laina chayeh.

          In short jab zimaydaari aati hay tou har kaam ki ahmiyat ka ehsaas hojaata hay aur waqt kay saath saath har kaam insaan seeekh laita hay.

          Originally posted by Aanchal View Post
          assalamalikum
          jub baat larki ki ati hai to sath main zehan main har kisi kay yeh ata hai masharaqi larki , ghardari, cooking etc etc
          par aaj kal aik cheez deekhi gai hai kay larkeoo ko larkeoo walye kaam hi pasand nahi
          kisi ko cooking karna pasand nahi , kisi ko henna pasand nahi , kisi ko ghar kay dosray kaam pasand nahi blah blah .....to pehlay or aaj ki larkeoo main yeh faraq kesay aya ? acha aya ya bora aya ? or is kay asraat kia hoo saktay hian agay chalay kay jub wo married life main enter hoti hai :rose
          sigpic

          Comment

          Working...
          X