Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Pegham Elections: Revolutionary Ideas!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Pegham Elections: Revolutionary Ideas!

    Originally posted by Aanchal View Post
    kuch beauty parlour kay baray main bhi bata diti khawateen ka bhala hoo jata :garmi:

    revol party :hphp: :hayehaye:

    :hphp:

    Comment

    • Re: Pegham Elections: Revolutionary Ideas!

      Originally posted by ummid View Post
      revol party :hayehaye:
      koi offer nahi rekhi khawateen kay leye protest

      :hayehaye:
      :happin: :happin: :happin:
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment

      • Re: Pegham Elections: Revolutionary Ideas!

        Originally posted by Aanchal View Post
        revol party :hayehaye:
        koi offer nahi rekhi khawateen kay leye protest

        :hayehaye:
        :happin: :happin: :happin:

        baqool aap hi ke.. :khawateen aaj kul khatoon waale kaam nahi karna pasnd karti...

        so hum kya offer rakhein un ke liye

        Comment

        • Re: Pegham Elections: Revolutionary Ideas!

          Originally posted by ummid View Post
          baqool aap hi ke.. :khawateen aaj kul khatoon waale kaam nahi karna pasnd karti...

          so hum kya offer rakhein un ke liye
          wo ghar kay kamoo ki baat the yeh to beauty ki baat hoo rahi hai
          or khoobsurat lagna har aurat ka pedaishi haq hai or tum logoo nay itni bari cheez say unhay door rekha 372-haha

          revol party :hayehaye:
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment

          • Re: Pegham Elections: Revolutionary Ideas!

            Originally posted by Aanchal View Post
            wo ghar kay kamoo ki baat the yeh to beauty ki baat hoo rahi hai
            or khoobsurat lagna har aurat ka pedaishi haq hai or tum logoo nay itni bari cheez say unhay door rekha 372-haha

            revol party :hayehaye:
            me ko koi beautytip nahi pata siwaaye is ke subhaek baar facewash se face dho lo... or dopeher ka lunch karne se pehle ek baar or raat mein sone se pehle bus baaki panch baar wadhu tu hota hi hai... chahra khud hi saaf rehta hai.... me ne waqai kabhi kuch use nahi kiya :hairdrayer:

            Comment

            • Re: Pegham Elections: Revolutionary Ideas!

              Originally posted by Z. View Post

              Rohani Inqilab? ... ab aap ney Zaid hamid ka hawala diya hai tau un ki kahani bhi suna dein phir mey apni kahani suna dun gi :-D

              Peace! :guitar:
              wo to me bhool gaya...

              dekho ga video mil gai to PTUBE pe dal do ga

              waise u ki party me suicide attack hone wala he..:bhago:

              Comment

              • Re: Pegham Elections: Revolutionary Ideas!

                aaj ki taaza khabar ..aaj ki taza khabar
                peace party waloun nay Revol party pay khudkash hamla kar dia
                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                Comment

                • Re: Pegham Elections: Revolutionary Ideas!

                  Originally posted by Aanchal View Post
                  aaj ki taaza khabar ..aaj ki taza khabar
                  peace party waloun nay Revol party pay khudkash hamla kar dia
                  Yeh ilzaaaaaam he.....hamare khilaf sazish...
                  Saboot se wazae he dhamaka Amrika ne kurwaya he

                  Comment

                  • Re: Pegham Elections: Revolutionary Ideas!

                    Originally posted by Z. View Post
                    Iss sey pehley k ye elections khatam ho jayein , mey aap logon k sath kuch apni colourful sochein share kerna chahuN gi :oldie:

                    Insaan: Ham sab ka ta'luq jandaroN ki aik aeysi category sey hota hai jiss k individuals insaan kehlatey hien, jab ye insaan aik acha insaan banta hai tab Ashraful Makhluqaat kehlata hai. Insaan ka ashraful makhluqat bann-ney tak ka amal poora aik revolutionary amal hai. Ye revolution insaan ki soch sey shuru hota hai. Jo aap sochtey hein, wo aap kehtey hein, jo aap kehtey hein wo aap kertey hein, jo aap kertey hein wo aap ki adat ban jata hai aur aap ki adateiN aap ki shaksiyat.
                    Kia insaan by birth Ashraf-ul-Mehlooqaat nahi :think:

                    Originally posted by Z. View Post
                    Soch: Jaisey k iss saarey process mey soch sab sey ziada ehmiyat ki hamil hai iss liye ham thori deyr iss lafz soch pe concentrate kertey hein. Aap apni ankhein band karein aur apney bachpan mey chaley jayein, apney ibtedai seekhney ki zindagi mey, aap k pass aik list aa jaye gi un tamaam cheeezon ki jo k aik achey bachey mey hoti hain/ honi chahiyein. ye list do logon ki baaton sey banti hai: Aap k parents aur aap k teachers. waqt k sath sath aap ye list edit kertey rehtey hein, aap ney dekhna hai k ab iss list mey kya kya baatein maujood hein.
                    Yeh tumhari colourful thoughts hein ya random thoughts hein :lol

                    Originally posted by Z. View Post
                    Tajziya: Insaan kitabon k sath sath jeetey jaagtey insano sey bhi seekhta hai. Jin logoN ko aap jantey hein un sey aap baat/debate/discussions sey seekh saktey hein. Jin logon ko aap nahi jantey hein un sey kaisey seekha jaye? Aeysey logon ko aap observe kerna shuru ker dein, ye dekhein k un ka apney ird gird k mahaul k sath kaisa rawiya/bartao hai. Insaano ki dunya sey bahar niklein tau aap qudrat ki doosri nishaniyon sey bhi kafi kuch seekh saktey hein jaisey parindey, subha sawerey un ki awaz kano ko kitni bhali lagti hai, ye apney din ka aghaz Allah T'ala ki hamd-o-sana sey shuru kertey hein aur shayad yahi ibadat un k ander itni energy, lagan aur talab paida ker deyti hai k wo apna sara din justuju mey guzaar detey hien.
                    :lol

                    Originally posted by Z. View Post
                    Dil: sochney ka link dil sey hai, ye aap ka dil aap ko bata sakta hai k aya aap sahih soch rahey hein ya ghalat? Yad rahey, agar aap ki soch ghalat ho gi, tau aap ki baat bhi ghalat ho gi, aap ka amal ghalat ho ga, adateiN ghalat hon gi aur in sab ka asar aap ki shaksiyat pe ho ga. Iss liye iss dil ki hifazat kerna behad zaroori hai.
                    :lol:lol:lol yeh medical science ki new invention he ke soochnay ka taaluq dil se ho gaya. Ager dil soochta he to dimaag blood pump kerta ho ga 372-haha

                    Originally posted by Z. View Post
                    Akhri baat: over to you! Aap ney ye dekhna hai k aap apni soch sey aik behtareen insaan kaisey ban saktey hein.
                    Mujay is baat ki khushi he ke tum ne kuch lines to likha :lol:lol:lol
                    :thmbup:

                    Comment

                    • Re: Pegham Elections: Revolutionary Ideas!

                      Originally posted by MSA View Post
                      wo to me bhool gaya...

                      dekho ga video mil gai to PTUBE pe dal do ga

                      waise u ki party me suicide attack hone wala he..:bhago:

                      shahRukh yeh attack apni party mein karwaate or naam humari party ka lagate tu kuch sahi maza aata

                      Comment

                      • Re: Pegham Elections: Revolutionary Ideas!

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post

                        Mujay is baat ki khushi he ke tum ne kuch lines to likha :lol:lol:lol
                        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                        Comment

                        • Re: Pegham Elections: Revolutionary Ideas!

                          Originally posted by ummid View Post
                          shahRukh yeh attack apni party mein karwaate or naam humari party ka lagate tu kuch sahi maza aata
                          haan

                            wo me drama nahi kurta na
                            hum hakekut pe mabni siyasat pe yakeen rakhte he

                            Comment

                            • Re: Pegham Elections: Revolutionary Ideas!

                              Originally posted by MSA View Post
                              wo me drama nahi kurta na
                              hum hakekut pe mabni siyasat pe yakeen rakhte he
                              :lol

                              ye thi aaj ki news of the day!!

                              and I must say Faro your call :wink

                              :lol
                              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                              Comment

                              • Re: Pegham Elections: Revolutionary Ideas!

                                Originally posted by Z. View Post
                                :lol

                                ye thi aaj ki news of the day!!

                                and I must say Faro your call :wink

                                :lol
                                yeh jo u apni coalition govt chala rahi he na......
                                is ki ending achi nahi he372-shed

                                Comment

                                Working...
                                X