Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Pegham Elections: Revolutionary Ideas!
Collapse
X
-
Re: Pegham Elections: Revolutionary Ideas!
Originally posted by ummid View Post
koi offer nahi rekhi khawateen kay leye protest
:hayehaye:
:happin: :happin: :happin:
Comment
-
Re: Pegham Elections: Revolutionary Ideas!
Originally posted by Aanchal View Postrevol party :hayehaye:
koi offer nahi rekhi khawateen kay leye protest
:hayehaye:
:happin: :happin: :happin:
baqool aap hi ke.. :khawateen aaj kul khatoon waale kaam nahi karna pasnd karti...
so hum kya offer rakhein un ke liye
Comment
-
Re: Pegham Elections: Revolutionary Ideas!
Originally posted by ummid View Postbaqool aap hi ke.. :khawateen aaj kul khatoon waale kaam nahi karna pasnd karti...
so hum kya offer rakhein un ke liye
or khoobsurat lagna har aurat ka pedaishi haq hai or tum logoo nay itni bari cheez say unhay door rekha 372-haha
revol party :hayehaye:
Comment
-
Re: Pegham Elections: Revolutionary Ideas!
Originally posted by Aanchal View Postwo ghar kay kamoo ki baat the yeh to beauty ki baat hoo rahi hai
or khoobsurat lagna har aurat ka pedaishi haq hai or tum logoo nay itni bari cheez say unhay door rekha 372-haha
revol party :hayehaye:
Comment
-
Re: Pegham Elections: Revolutionary Ideas!
Originally posted by Z. View Post
Rohani Inqilab? ... ab aap ney Zaid hamid ka hawala diya hai tau un ki kahani bhi suna dein phir mey apni kahani suna dun gi :-D
Peace! :guitar:
dekho ga video mil gai to PTUBE pe dal do ga
waise u ki party me suicide attack hone wala he..:bhago:
Comment
-
Re: Pegham Elections: Revolutionary Ideas!
aaj ki taaza khabar ..aaj ki taza khabar
peace party waloun nay Revol party pay khudkash hamla kar dia
Comment
-
Re: Pegham Elections: Revolutionary Ideas!
Originally posted by Z. View PostIss sey pehley k ye elections khatam ho jayein , mey aap logon k sath kuch apni colourful sochein share kerna chahuN gi :oldie:
Insaan: Ham sab ka ta'luq jandaroN ki aik aeysi category sey hota hai jiss k individuals insaan kehlatey hien, jab ye insaan aik acha insaan banta hai tab Ashraful Makhluqaat kehlata hai. Insaan ka ashraful makhluqat bann-ney tak ka amal poora aik revolutionary amal hai. Ye revolution insaan ki soch sey shuru hota hai. Jo aap sochtey hein, wo aap kehtey hein, jo aap kehtey hein wo aap kertey hein, jo aap kertey hein wo aap ki adat ban jata hai aur aap ki adateiN aap ki shaksiyat.
Originally posted by Z. View PostSoch: Jaisey k iss saarey process mey soch sab sey ziada ehmiyat ki hamil hai iss liye ham thori deyr iss lafz soch pe concentrate kertey hein. Aap apni ankhein band karein aur apney bachpan mey chaley jayein, apney ibtedai seekhney ki zindagi mey, aap k pass aik list aa jaye gi un tamaam cheeezon ki jo k aik achey bachey mey hoti hain/ honi chahiyein. ye list do logon ki baaton sey banti hai: Aap k parents aur aap k teachers. waqt k sath sath aap ye list edit kertey rehtey hein, aap ney dekhna hai k ab iss list mey kya kya baatein maujood hein.
Originally posted by Z. View PostTajziya: Insaan kitabon k sath sath jeetey jaagtey insano sey bhi seekhta hai. Jin logoN ko aap jantey hein un sey aap baat/debate/discussions sey seekh saktey hein. Jin logon ko aap nahi jantey hein un sey kaisey seekha jaye? Aeysey logon ko aap observe kerna shuru ker dein, ye dekhein k un ka apney ird gird k mahaul k sath kaisa rawiya/bartao hai. Insaano ki dunya sey bahar niklein tau aap qudrat ki doosri nishaniyon sey bhi kafi kuch seekh saktey hein jaisey parindey, subha sawerey un ki awaz kano ko kitni bhali lagti hai, ye apney din ka aghaz Allah T'ala ki hamd-o-sana sey shuru kertey hein aur shayad yahi ibadat un k ander itni energy, lagan aur talab paida ker deyti hai k wo apna sara din justuju mey guzaar detey hien.
Originally posted by Z. View PostDil: sochney ka link dil sey hai, ye aap ka dil aap ko bata sakta hai k aya aap sahih soch rahey hein ya ghalat? Yad rahey, agar aap ki soch ghalat ho gi, tau aap ki baat bhi ghalat ho gi, aap ka amal ghalat ho ga, adateiN ghalat hon gi aur in sab ka asar aap ki shaksiyat pe ho ga. Iss liye iss dil ki hifazat kerna behad zaroori hai.
Originally posted by Z. View PostAkhri baat: over to you! Aap ney ye dekhna hai k aap apni soch sey aik behtareen insaan kaisey ban saktey hein.:thmbup:
Comment
-
Re: Pegham Elections: Revolutionary Ideas!
Originally posted by MSA View Postwo to me bhool gaya...
dekho ga video mil gai to PTUBE pe dal do ga
waise u ki party me suicide attack hone wala he..:bhago:
shahRukh yeh attack apni party mein karwaate or naam humari party ka lagate tu kuch sahi maza aata
Comment
-
-
Re: Pegham Elections: Revolutionary Ideas!
Originally posted by MSA View Postwo me drama nahi kurta na
hum hakekut pe mabni siyasat pe yakeen rakhte he
ye thi aaj ki news of the day!!
and I must say Faro your call :wink
:lol" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
Comment