Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

parents ki daantt..

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: parents ki daantt..

    Khosh Naseeb Hain Woh Jin ko Dantany Waly Mojod Hain ALLAH G On ka saya Ta Dayr Qaim Rakhin Amen:dua Walid Sab To Ous waqat ALLAH G K pass chalya gay jb Dimag nay abhi Bohat ce baton ko yad rakhna Sekah Bhi Nahin Tah.Mann G ka 3 sall Pahly intiqal Howaa,or on say Dant Bhi pari Or mar Bhi.Laykin Bary hony k bad man g Say Bayhas Bohat ki On K marny yah Dant par Nahin Balqi oun ki is adat ki wajha say K who Dosron (menn Rishty Daron)wagyra K liay bohat Ziada Qurbani Ka jazba Rakhti Then.Agar Khod Bimar Bhe Hain or Koie Rishtay Dar Bemar hay to apni Bemare ko bhol kar ous ki Timardari Main Lagjate Thenn.ALLAH G Sab K wladin ko sahat tandrosti inayat farmain or jin k wladin oun say joda ho chokay hain on sab ki Bakshish Farmian Aameen
    :star1:

    Comment

    • #32
      Re: parents ki daantt..

      Originally posted by SAZ View Post

      ameen:dua

      Comment

      • #33
        Re: parents ki daantt..

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        Wa Alaikum Aslam Rita Seno :lol
        :think:
        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        Maar to bohat khai he ammi se. 95% maar to cricket khelnay se pari, late ho gaye to maar par gai. Ami mana kerti thein to choori choori bat paker ker ground mein nikal jata tha. Meri ammi buchpan mein bohat strict thein hamari studies ko le ker ke halanke mein hameesha class mein lead he kerta tha per pata nahi wo kia chahti thein :think:Ami ne jitni bhi phainti lagai mein aagay se nahi bola, meri aadat nahi thi.

        Allah bakhshay mere Abu bohat sakhat mazaaj thay, wo ziada waqt england mein he rahay, jub pakistan aatay thay to der he lagta rehta tha :garmi: un ki awaz bohat garajdaar thi, aur wo kafi sakhat mazaaj bhi thay. Aik do baar un se maar pari. Lekin mere abbu mein yeh quality thi ke jub bhi wo kisi ko maartay thay baad mein usay khoob sair karwatay, paisay dete aur gifts wagaira la ker dete to aisay mein maar ka maza doobala ho jata :lol

        Mein na abbu ke aagay kabi bola aur na ammi ke

        Comment

        • #34
          Re: parents ki daantt..

          Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
          w/salam,

          bachpan maiN Dan'T paRti the to khamosh rehta tha :lpop:, aur phir beemaar paR jata tha :embarasse

          ab nahe DanT'tay kioN k maiN baRa hogaya hooN , aur ab bhi paRay gi to maiN nay khamosh he rehna hai :hairdrayer:

          aur kisi kaam say manaa :think:

          Comment

          • #35
            Re: parents ki daantt..

            Originally posted by Z. View Post

            that's like a good son :oldie:
            :emubarak:
            :thmbup:

            Comment

            • #36
              Re: parents ki daantt..

              Originally posted by unity View Post
              :think:

              Nawak ne tere seid aisa kia shikaar
              Tarpay he murg kibla'numa aashiyanay mein
              :thmbup:

              Comment

              • #37
                Re: parents ki daantt..

                Originally posted by unity View Post
                :hairdrayer:
                That's Enough...!!

                Comment

                • #38
                  Re: parents ki daantt..

                  Originally posted by unity View Post
                  Aslamoalikum:hii:
                  ap ne aksar dekha ho ga k jab mummy papa me se koi daante to bache bohat bura mnate hen,kuch bache khamoshi se daant seh jate hen,kuch jawab zarur dete hen.ap bataen k ager apko daant pare to ap kia karte hen?
                  ager apka kasoor ho tab?na ho tab?
                  or jis waja se daant pari ho kia ap wo kaam ya bat next time nahi karte?:think:
                  or kosni baat he jis par hamesha hi daant parti he lekin phir bhi ap wo chor nahi pate?

                  Walaikum Asalam :d1:

                  parents ki dant aik achi cheez he kyu ke is se bachon ki islah hoti he :d1: likin ye dant bandh kamre me parni chahye :fight: sab ke samne parne se bache complex ka shikar hojate hein :tasali:

                  Comment

                  • #39
                    Re: parents ki daantt..

                    Originally posted by mano_billi View Post

                    aur phir rone lagte he...:shyy:

                    Comment

                    • #40
                      Re: parents ki daantt..

                      Originally posted by MSA View Post
                      aur phir rone lagte he...:shyy:

                      woh hurt hojate hein na is lye :shyy:

                      Comment

                      • #41
                        Re: parents ki daantt..

                        Originally posted by mano_billi View Post
                        woh hurt hojate hein na is lye :shyy:
                        aaho is tarah to hota he is tarah k kamo me

                        Comment

                        • #42
                          Re: parents ki daantt..

                          Originally posted by unity View Post
                          Aslamoalikum:hii:
                          ap ne aksar dekha ho ga k jab mummy papa me se koi daante to bache bohat bura mnate hen,kuch bache khamoshi se daant seh jate hen,kuch jawab zarur dete hen.ap bataen k ager apko daant pare to ap kia karte hen?

                          Wa Alaikum Assalam,

                          me ko nahin yaad k me k baba jaani teddy nay kabhi daanta ho serious wala :shyy:
                          haan agar amma se daant paray aur bina qasoor k paray to me thoree dair baad jab amma ka ghussa thanda ho unhein bata deti hun k me nay aisa kuch nahin kiya.......:shyy:372-scare
                          aur agar ghalti per paray to me usee waqt amma ko pyr kar k amma k kaan:shyy: pakar k kehty hun:hairdrayer: , amma jaani mere tobha ab nahin karungi :lol aur amma ka ghussa thanda ho jata hay almost teddy

                          ager apka kasoor ho tab?na ho tab?
                          or jis waja se daant pari ho kia ap wo kaam ya bat next time nahi karte?:think:
                          or kosni baat he jis par hamesha hi daant parti he lekin phir bhi ap wo chor nahi pate?
                          jis baat pe daant pari ho me her mumkin koshish karty hun k aissa na ho dobara:d1:

                          aur me ko daant party thi shadi se pehlay apnay rang birangay hulieey pe :shyy:aissa huliya jissay dekh k me ki amma kehty hain k aissa tum mehmano k samnay aaen to:hathora me nay man'na hee nahin k ye meree beti hay 372-shock

                          aur ab bhi isee pe daant party hay jo me kiun k abhi bhi me ka huliya aissa hee hota hay amooman
                          sigpic

                          Comment

                          • #43
                            Re: parents ki daantt..

                            Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                            Wa Alaikum Assalam,

                            me ko nahin yaad k me k baba jaani teddy nay kabhi daanta ho serious wala :shyy:
                            haan agar amma se daant paray aur bina qasoor k paray to me thoree dair baad jab amma ka ghussa thanda ho unhein bata deti hun k me nay aisa kuch nahin kiya.......:shyy:372-scare
                            aur agar ghalti per paray to me usee waqt amma ko pyr kar k amma k kaan:shyy: pakar k kehty hun:hairdrayer: , amma jaani mere tobha ab nahin karungi :lol aur amma ka ghussa thanda ho jata hay almost teddy

                            jis baat pe daant pari ho me her mumkin koshish karty hun k aissa na ho dobara:d1:

                            aur me ko daant party thi shadi se pehlay apnay rang birangay hulieey pe :shyy:aissa huliya jissay dekh k me ki amma kehty hain k aissa tum mehmano k samnay aaen to:hathora me nay man'na hee nahin k ye meree beti hay 372-shock

                            aur ab bhi isee pe daant party hay jo me kiun k abhi bhi me ka huliya aissa hee hota hay amooman
                            au:
                            That's Enough...!!

                            Comment

                            • #44
                              Re: parents ki daantt..

                              Originally posted by munda_sialkoty View Post
                              Nawak ne tere seid aisa kia shikaar
                              Tarpay he murg kibla'numa aashiyanay mein
                              :think:
                              Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                              :hairdrayer:
                              itna hairdryer acha nahi hota balon k leay
                              Originally posted by mano_billi View Post
                              Walaikum Asalam :d1:

                              parents ki dant aik achi cheez he kyu ke is se bachon ki islah hoti he :d1: likin ye dant bandh kamre me parni chahye :fight: sab ke samne parne se bache complex ka shikar hojate hein :tasali:

                              Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                              Wa Alaikum Assalam,

                              me ko nahin yaad k me k baba jaani teddy nay kabhi daanta ho serious wala :shyy:
                              haan agar amma se daant paray aur bina qasoor k paray to me thoree dair baad jab amma ka ghussa thanda ho unhein bata deti hun k me nay aisa kuch nahin kiya.......:shyy:372-scare
                              aur agar ghalti per paray to me usee waqt amma ko pyr kar k amma k kaan:shyy: pakar k kehty hun:hairdrayer: , amma jaani mere tobha ab nahin karungi :lol aur amma ka ghussa thanda ho jata hay almost teddy

                              jis baat pe daant pari ho me her mumkin koshish karty hun k aissa na ho dobara:d1:

                              aur me ko daant party thi shadi se pehlay apnay rang birangay hulieey pe :shyy:aissa huliya jissay dekh k me ki amma kehty hain k aissa tum mehmano k samnay aaen to:hathora me nay man'na hee nahin k ye meree beti hay 372-shock

                              aur ab bhi isee pe daant party hay jo me kiun k abhi bhi me ka huliya aissa hee hota hay amooman
                              "rang birangay hulieey" wazahat karo,ye kesa hulya hota he?:think:

                              Comment

                              • #45
                                Re: parents ki daantt..

                                mai chup chap mu phula kar chali jati hu room mai
                                agar apni galti ho to sory
                                wrna kuch ni kehti ami khud smj jati hainteddy

                                Comment

                                Working...
                                X