Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

parents ki daantt..

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • parents ki daantt..

    Aslamoalikum:hii:
    ap ne aksar dekha ho ga k jab mummy papa me se koi daante to bache bohat bura mnate hen,kuch bache khamoshi se daant seh jate hen,kuch jawab zarur dete hen.ap bataen k ager apko daant pare to ap kia karte hen?
    ager apka kasoor ho tab?na ho tab?
    or jis waja se daant pari ho kia ap wo kaam ya bat next time nahi karte?:think:
    or kosni baat he jis par hamesha hi daant parti he lekin phir bhi ap wo chor nahi pate?

  • #2
    Re: parents ki daantt..

    Originally posted by unity View Post

    Walikum Salam chiips

    Yeah kia pooch lia

    Me to sir jhuka ker ache bacho ki terha sunta rehta hoon :shyy:

    Originally posted by unity View Post
    ager apka kasoor ho tab?na ho tab?
    Dono conditions me chup he rehta hoon...
    Originally posted by unity View Post
    jis waja se daant pari ho kia ap wo kaam ya bat next time nahi karte?:think:
    Insaan hoon...khatakaar hoon.... Aksar ho bhi jati hai :sharmaa:
    Originally posted by unity View Post
    kosni baat he jis par hamesha hi daant parti he lekin phir bhi ap wo chor nahi pate?
    Koi ek ho to bataoo

    Chips, khane per chiips

    Zyada coffee pene per :otay:

    Jogging peh na jane per :embarasse

    Comment

    • #3
      Re: parents ki daantt..

      Aslamoalikum:hii:
      walaikum salam
      ap ne aksar dekha ho ga k jab mummy papa me se koi daante to bache bohat bura mnate hen,kuch bache khamoshi se daant seh jate hen,kuch jawab zarur dete hen.

      y
      eah! :oldie:

      ap bataen k ager apko daant pare to ap kia karte hen?ager apka kasoor ho tab?na ho tab?
      kuch bhi nahi kerti mukammal khamoshi :-$

      or jis waja se daant pari ho kia ap wo kaam ya bat next time nahi karte?:think:

      sawal hi nahi paida hota hai :-D

      or kosni baat he jis par hamesha hi daant parti he lekin phir bhi ap wo chor nahi pate?

      pehley mujhey cheezein na sambhalney pe daant perhti thi...ab wo sambhal ker k rakhti hun tau ab nashta na kerney pe perhti hai ...aur mey nashta kerna shuru ker dun aik din :-D tau mujhey yaqeen hai kisi aur cheez pe daant perhna shuru ho jaye gi :nah: 372-shock
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment

      • #4
        Re: parents ki daantt..

        Originally posted by Z. View Post

        pehley mujhey cheezein na sambhalney pe daant perhti thi...

        ab wo sambhal ker k rakhti hun

        tau

        ab nashta na kerney pe perhti hai ...

        aur mey nashta kerna shuru ker dun aik din :-D

        tau mujhey yaqeen hai kisi aur cheez pe daant perhna shuru ho jaye gi :nah: 372-shock
        [/COLOR][/SIZE]
        Yani aap Din ba din Achi bachi hoti ja rehe hain :hansi :hansi :hansi :hansi :hansi

        Comment

        • #5
          Re: parents ki daantt..

          Originally posted by kutkutariyaan View Post

          Mey already aik achi bachi hun :oldie:
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment

          • #6
            Re: parents ki daantt..

            Originally posted by Z. View Post
            Mey already aik achi bachi hun :oldie:
            chel jhothi

            Comment

            • #7
              Re: parents ki daantt..

              wasalam

              me chup tu nahi rehti me ko hansi (as in Smile) aajaati hai coz jub me ko dant par rahi hoti hai me ko pehle se hi pata hota hai ab dant parne waali hai :hehe:

              zyadah dant meal miss karne per, ghar late aane per, kaam waqt per na karne per, dawa na khane per, cheezein phailane per or un ko un ki jagah per na rakhne per, apna cell na uthaane per, dair se sone per, chocolates bauaht zyadah khane per, paiso ka hisab na rakhne per (mama se), nashta skip kar dene or bhi bauaht choti choti baatein hain jin per dant parti hai.... ..

              or haan yeh dant zaroori nahi ke face to face ho me ki ammi call kar ke bhi dant deti hai.... like when she called me at 2 PM I knew ke ab dant paregi ager me ne meal skip kiya hai tu.... :embarasse... gher aane mein 8 baj jaaye tu call aajaati hai "ghar aa rahi ho raste mein ho ya wahein rehna hai?" :think: or gher aajao tu dant ka part II: "tum bahar waalo ka illaj karte karte ghar waalo ko pagal kar dena.. :fight:"

              or me un ki her dant ke baad ek maze ka hug karti ho unhe or sorry keh deti ho :embarasse... ager unhe zyadah ghussa ho tu kehti hai "kul baat kareigne".... or kum wala ho tu foran forehead per kiss kar ke keh deti hai jao apne kaam karo ayndah dhyaan rakhna.... :shyy:

              Comment

              • #8
                Re: parents ki daantt..

                Originally posted by ummid View Post

                Quite Interesting

                Comment

                • #9
                  Re: parents ki daantt..

                  Originally posted by kutkutariyaan View Post
                  Quite Interesting
                  haan na... me ki mom ki beti hai hi bauhat intresting

                  Comment

                  • #10
                    Re: parents ki daantt..

                    Originally posted by kutkutariyaan View Post
                    Walikum Salam chiips

                    Chips, khane per chiips

                    Zyada coffee pene per :otay:

                    Jogging peh na jane per :embarasse

                    to beta tumhare kaam bhi to hain na 2 saal ke bachou wale... chips khate rehte ho sara din

                    aur jogging per kiou nahi jaate... mote rehne ka shoq he :garmi:

                    Comment

                    • #11
                      Re: parents ki daantt..

                      Originally posted by unity View Post
                      Aslamoalikum:hii:
                      ap ne aksar dekha ho ga k jab mummy papa me se koi daante to bache bohat bura mnate hen,kuch bache khamoshi se daant seh jate hen,kuch jawab zarur dete hen.ap bataen k ager apko daant pare to ap kia karte hen?
                      ager apka kasoor ho tab?na ho tab?
                      or jis waja se daant pari ho kia ap wo kaam ya bat next time nahi karte?:think:
                      or kosni baat he jis par hamesha hi daant parti he lekin phir bhi ap wo chor nahi pate?

                      daant to abhi tak parti he- khud mummy hoon lekin pihr bhi meri mummy aur daddy mujhe abhi tak apna chota sa baby hi samjhte hain - Howww sweet teddy

                      daant parti he mai ulta - daantne wale ko Hunsa deti hoon :hairdrayer:aur pihr hota yeh ke wahien daddy aur mummy ka ghussa khatam :shyy:

                      daant parti ziada tab he jab me apni bete ko garm clothes nahi pehnaati :haey: yaa jab khud Sardi ka khiyaal nahi kerti :hairdrayer: to daant parti he ke ~~~~kaaaaabbbbbb khiyaaaallll kerooooo giiii~~~~ :garmi:

                      Or bhi kuch baatain hojati he jin per daant per jati he. :think:

                      Comment

                      • #12
                        Re: parents ki daantt..

                        Originally posted by Momo@Khala View Post

                        too bad! :oldie:
                        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                        Comment

                        • #13
                          Re: parents ki daantt..

                          Originally posted by kutkutariyaan View Post
                          chel jhothi
                          :guitar:
                          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                          Comment

                          • #14
                            Re: parents ki daantt..

                            Originally posted by ummid View Post
                            wasalam

                            me chup tu nahi rehti me ko hansi (as in Smile) aajaati hai coz jub me ko dant par rahi hoti hai me ko pehle se hi pata hota hai ab dant parne waali hai :hehe:

                            zyadah dant meal miss karne per, ghar late aane per, kaam waqt per na karne per, dawa na khane per, cheezein phailane per or un ko un ki jagah per na rakhne per, apna cell na uthaane per, dair se sone per, chocolates bauaht zyadah khane per, paiso ka hisab na rakhne per (mama se), nashta skip kar dene or bhi bauaht choti choti baatein hain jin per dant parti hai.... ..

                            or haan yeh dant zaroori nahi ke face to face ho me ki ammi call kar ke bhi dant deti hai.... like when she called me at 2 PM I knew ke ab dant paregi ager me ne meal skip kiya hai tu.... :embarasse... gher aane mein 8 baj jaaye tu call aajaati hai "ghar aa rahi ho raste mein ho ya wahein rehna hai?" :think: or gher aajao tu dant ka part II: "tum bahar waalo ka illaj karte karte ghar waalo ko pagal kar dena.. :fight:"

                            or me un ki her dant ke baad ek maze ka hug karti ho unhe or sorry keh deti ho :embarasse... ager unhe zyadah ghussa ho tu kehti hai "kul baat kareigne".... or kum wala ho tu foran forehead per kiss kar ke keh deti hai jao apne kaam karo ayndah dhyaan rakhna.... :shyy:
                            Ummid

                            372-shock
                            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                            Comment

                            • #15
                              Re: parents ki daantt..

                              Originally posted by Z. View Post
                              too bad! :oldie:

                              :hairdrayer:that's life yaaae

                              Comment

                              Working...
                              X