Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

parents ki daantt..

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • AbgeenA
    replied
    Re: parents ki daantt..

    Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
    Rang biranga huliya matlab 372-shock
    ghar mein kabhi aik rang ka dress nhin pehna complete ,
    teeno cheezein alag alag dress ki pehni hoti hain dopatta aik suit ka to shirt doosray ki :shyy: jo sab se oldieeeee:garmi:tareen hotay hain :shyy:
    colourful eshaa
    Originally posted by *Hala* View Post
    w.salam
    parentz ka dantna to humari achaye ki lye hota hai ....... welll .... mujhy to Baba jan sy bachpan mein zayda tar study pe perty thi.. ab to koi be nhi danta..... baghir qasor ki dant nahi pherty hai..... kabi kabi meri apni ghalati ki waja sy moor jan sy dant pherty hai... mein khamosh ho jati ho aur apna ghalati tasleem karti ho aur sorry kehti ho. :)

    Originally posted by Strawberry View Post
    har baat p... parents can never b happy!!!!
    sumtyms i listen... others i dont

    Leave a comment:

  • Strawberry
    replied
    Re: parents ki daantt..

    har baat p... parents can never b happy!!!!
    sumtyms i listen... others i dont

    Leave a comment:

  • *Hala*
    replied
    Re: parents ki daantt..

    Originally posted by unity View Post
    Aslamoalikum:hii:
    ap ne aksar dekha ho ga k jab mummy papa me se koi daante to bache bohat bura mnate hen,kuch bache khamoshi se daant seh jate hen,kuch jawab zarur dete hen.ap bataen k ager apko daant pare to ap kia karte hen?
    ager apka kasoor ho tab?na ho tab?
    or jis waja se daant pari ho kia ap wo kaam ya bat next time nahi karte?:think:
    or kosni baat he jis par hamesha hi daant parti he lekin phir bhi ap wo chor nahi pate?
    w.salam
    parentz ka dantna to humari achaye ki lye hota hai ....... welll .... mujhy to Baba jan sy bachpan mein zayda tar study pe perty thi.. ab to koi be nhi danta..... baghir qasor ki dant nahi pherty hai..... kabi kabi meri apni ghalati ki waja sy moor jan sy dant pherty hai... mein khamosh ho jati ho aur apna ghalati tasleem karti ho aur sorry kehti ho. :)

    Leave a comment:

  • Eshaa Chaudhry
    replied
    Re: parents ki daantt..

    Originally posted by unity View Post
    :think:

    itna hairdryer acha nahi hota balon k leay

    "rang birangay hulieey" wazahat karo,ye kesa hulya hota he?:think:
    Rang biranga huliya matlab 372-shock
    ghar mein kabhi aik rang ka dress nhin pehna complete ,
    teeno cheezein alag alag dress ki pehni hoti hain dopatta aik suit ka to shirt doosray ki :shyy: jo sab se oldieeeee:garmi:tareen hotay hain :shyy:

    Leave a comment:

  • AbgeenA
    replied
    Re: parents ki daantt..

    Originally posted by Sky angel View Post
    mai chup chap mu phula kar chali jati hu room mai
    agar apni galti ho to sory
    wrna kuch ni kehti ami khud smj jati hainteddy

    Leave a comment:

  • Sky angel
    replied
    Re: parents ki daantt..

    mai chup chap mu phula kar chali jati hu room mai
    agar apni galti ho to sory
    wrna kuch ni kehti ami khud smj jati hainteddy

    Leave a comment:

  • AbgeenA
    replied
    Re: parents ki daantt..

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Nawak ne tere seid aisa kia shikaar
    Tarpay he murg kibla'numa aashiyanay mein
    :think:
    Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
    :hairdrayer:
    itna hairdryer acha nahi hota balon k leay
    Originally posted by mano_billi View Post
    Walaikum Asalam :d1:

    parents ki dant aik achi cheez he kyu ke is se bachon ki islah hoti he :d1: likin ye dant bandh kamre me parni chahye :fight: sab ke samne parne se bache complex ka shikar hojate hein :tasali:

    Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
    Wa Alaikum Assalam,

    me ko nahin yaad k me k baba jaani teddy nay kabhi daanta ho serious wala :shyy:
    haan agar amma se daant paray aur bina qasoor k paray to me thoree dair baad jab amma ka ghussa thanda ho unhein bata deti hun k me nay aisa kuch nahin kiya.......:shyy:372-scare
    aur agar ghalti per paray to me usee waqt amma ko pyr kar k amma k kaan:shyy: pakar k kehty hun:hairdrayer: , amma jaani mere tobha ab nahin karungi :lol aur amma ka ghussa thanda ho jata hay almost teddy

    jis baat pe daant pari ho me her mumkin koshish karty hun k aissa na ho dobara:d1:

    aur me ko daant party thi shadi se pehlay apnay rang birangay hulieey pe :shyy:aissa huliya jissay dekh k me ki amma kehty hain k aissa tum mehmano k samnay aaen to:hathora me nay man'na hee nahin k ye meree beti hay 372-shock

    aur ab bhi isee pe daant party hay jo me kiun k abhi bhi me ka huliya aissa hee hota hay amooman
    "rang birangay hulieey" wazahat karo,ye kesa hulya hota he?:think:

    Leave a comment:

  • RulzZ

    au:

    Leave a comment:

  • Eshaa Chaudhry
    replied
    Re: parents ki daantt..

    Originally posted by unity View Post
    Aslamoalikum:hii:
    ap ne aksar dekha ho ga k jab mummy papa me se koi daante to bache bohat bura mnate hen,kuch bache khamoshi se daant seh jate hen,kuch jawab zarur dete hen.ap bataen k ager apko daant pare to ap kia karte hen?

    Wa Alaikum Assalam,

    me ko nahin yaad k me k baba jaani teddy nay kabhi daanta ho serious wala :shyy:
    haan agar amma se daant paray aur bina qasoor k paray to me thoree dair baad jab amma ka ghussa thanda ho unhein bata deti hun k me nay aisa kuch nahin kiya.......:shyy:372-scare
    aur agar ghalti per paray to me usee waqt amma ko pyr kar k amma k kaan:shyy: pakar k kehty hun:hairdrayer: , amma jaani mere tobha ab nahin karungi :lol aur amma ka ghussa thanda ho jata hay almost teddy

    ager apka kasoor ho tab?na ho tab?
    or jis waja se daant pari ho kia ap wo kaam ya bat next time nahi karte?:think:
    or kosni baat he jis par hamesha hi daant parti he lekin phir bhi ap wo chor nahi pate?
    jis baat pe daant pari ho me her mumkin koshish karty hun k aissa na ho dobara:d1:

    aur me ko daant party thi shadi se pehlay apnay rang birangay hulieey pe :shyy:aissa huliya jissay dekh k me ki amma kehty hain k aissa tum mehmano k samnay aaen to:hathora me nay man'na hee nahin k ye meree beti hay 372-shock

    aur ab bhi isee pe daant party hay jo me kiun k abhi bhi me ka huliya aissa hee hota hay amooman

    Leave a comment:

  • MeemSheenAlif
    replied
    Re: parents ki daantt..

    Originally posted by mano_billi View Post
    woh hurt hojate hein na is lye :shyy:
    aaho is tarah to hota he is tarah k kamo me

    Leave a comment:

  • mano_billi
    replied
    Re: parents ki daantt..

    Originally posted by MSA View Post
    aur phir rone lagte he...:shyy:

    woh hurt hojate hein na is lye :shyy:

    Leave a comment:

  • MeemSheenAlif
    replied
    Re: parents ki daantt..

    Originally posted by mano_billi View Post
    Walaikum Asalam :d1:

    parents ki dant aik achi cheez he kyu ke is se bachon ki islah hoti he :d1: likin ye dant bandh kamre me parni chahye :fight: sab ke samne parne se bache complex ka shikar hojate hein :tasali:
    aur phir rone lagte he...:shyy:

    Leave a comment:

  • mano_billi
    replied
    Re: parents ki daantt..

    Originally posted by unity View Post
    Aslamoalikum:hii:
    ap ne aksar dekha ho ga k jab mummy papa me se koi daante to bache bohat bura mnate hen,kuch bache khamoshi se daant seh jate hen,kuch jawab zarur dete hen.ap bataen k ager apko daant pare to ap kia karte hen?
    ager apka kasoor ho tab?na ho tab?
    or jis waja se daant pari ho kia ap wo kaam ya bat next time nahi karte?:think:
    or kosni baat he jis par hamesha hi daant parti he lekin phir bhi ap wo chor nahi pate?

    Walaikum Asalam :d1:

    parents ki dant aik achi cheez he kyu ke is se bachon ki islah hoti he :d1: likin ye dant bandh kamre me parni chahye :fight: sab ke samne parne se bache complex ka shikar hojate hein :tasali:

    Leave a comment:

  • RulzZ
    replied
    Re: parents ki daantt..

    Originally posted by unity View Post
    :hairdrayer:

    Leave a comment:

  • Mr. Sialkoty

Working...
X