Originally posted by kutkutariyaan
View Post
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
parents ki daantt..
Collapse
X
-
Re: parents ki daantt..
Originally posted by Z. View Post
pehley mujhey cheezein na sambhalney pe daant perhti thi...
ab wo sambhal ker k rakhti hun
tau
ab nashta na kerney pe perhti hai ...
aur mey nashta kerna shuru ker dun aik din :-D
tau mujhey yaqeen hai kisi aur cheez pe daant perhna shuru ho jaye gi :nah: 372-shock[/COLOR][/SIZE]
Leave a comment:
-
Re: parents ki daantt..
Aslamoalikum:hii:
walaikum salam
ap ne aksar dekha ho ga k jab mummy papa me se koi daante to bache bohat bura mnate hen,kuch bache khamoshi se daant seh jate hen,kuch jawab zarur dete hen.
yeah! :oldie:
ap bataen k ager apko daant pare to ap kia karte hen?ager apka kasoor ho tab?na ho tab?
kuch bhi nahi kerti mukammal khamoshi :-$
or jis waja se daant pari ho kia ap wo kaam ya bat next time nahi karte?:think:
sawal hi nahi paida hota hai :-D
or kosni baat he jis par hamesha hi daant parti he lekin phir bhi ap wo chor nahi pate?
pehley mujhey cheezein na sambhalney pe daant perhti thi...ab wo sambhal ker k rakhti hun tau ab nashta na kerney pe perhti hai ...aur mey nashta kerna shuru ker dun aik din :-D tau mujhey yaqeen hai kisi aur cheez pe daant perhna shuru ho jaye gi :nah: 372-shock
Leave a comment:
-
Re: parents ki daantt..
Originally posted by unity View PostAslamoalikum:hii:
ap ne aksar dekha ho ga k jab mummy papa me se koi daante to bache bohat bura mnate hen,kuch bache khamoshi se daant seh jate hen,kuch jawab zarur dete hen.ap bataen k ager apko daant pare to ap kia karte hen?
Yeah kia pooch lia
Me to sir jhuka ker ache bacho ki terha sunta rehta hoon :shyy:
Originally posted by unity View Postager apka kasoor ho tab?na ho tab?
Originally posted by unity View Postjis waja se daant pari ho kia ap wo kaam ya bat next time nahi karte?:think:
Originally posted by unity View Postkosni baat he jis par hamesha hi daant parti he lekin phir bhi ap wo chor nahi pate?
Chips, khane per chiips
Zyada coffee pene per :otay:
Jogging peh na jane per :embarasse
Leave a comment:
-
parents ki daantt..
Aslamoalikum:hii:
ap ne aksar dekha ho ga k jab mummy papa me se koi daante to bache bohat bura mnate hen,kuch bache khamoshi se daant seh jate hen,kuch jawab zarur dete hen.ap bataen k ager apko daant pare to ap kia karte hen?
ager apka kasoor ho tab?na ho tab?
or jis waja se daant pari ho kia ap wo kaam ya bat next time nahi karte?:think:
or kosni baat he jis par hamesha hi daant parti he lekin phir bhi ap wo chor nahi pate?Tags: None
Leave a comment: