Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Rooh ko dua'oon ki zaroorat hai

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Rooh ko dua'oon ki zaroorat hai

    Originally posted by Tanha Hassan View Post
    yar mein really mein buth prechan hua hun she is not like my sis she is my sister
    yaar Hassan ab mai kya kahooN siwaye is k, k Rano is really lucky 2 have a brother like u,
    khair ab tu pareshaan na ho zyada wo Ok hogayiii hai almost , so will b back soon :)

    Comment


    • #47
      Re: Rooh ko dua'oon ki zaroorat hai

      Originally posted by Mrs.Sami_4ever View Post
      JazakAllahu khairan kaseera fid-dunya wal akhira :rose
      Allah hamarii Rano ko ap k or hum sub k liye sehat'yaab kar dey ..Ameen..
      Wa iyakii ukhaya..

      Suma Ameen

      Originally posted by Mrs.Sami_4ever View Post
      seedhey seedhey ye kaho na k ab saari maar mujhey paRey gii :embarasse
      is mai koi shak hai..372-haha

      Comment


      • #48
        Re: Rooh ko dua'oon ki zaroorat hai

        Originally posted by Kashii View Post
        bro check out post no.12
        I read it thoroughly. very shocking :garmi:

        Mujay bhi dard-e-shakeeka raha kai saal tak, but I never became out of my senses, mein ser maarta tha dewaar pe because I felt a lot of pain, lekin apnay sense mein to rehta tha.

        Khair aap us ki halat update kerte rahiye ga yahan pe. God bless you all
        :thmbup:

        Comment


        • #49
          Re: Rooh ko dua'oon ki zaroorat hai

          :rose
          That's Enough...!!

          Comment


          • #50
            Re: Rooh ko dua'oon ki zaroorat hai

            Originally posted by Kashii View Post
            yaar Hassan ab mai kya kahooN siwaye is k, k Rano is really lucky 2 have a brother like u,
            khair ab tu pareshaan na ho zyada wo Ok hogayiii hai almost , so will b back soon :)
            AMEEN
            INSHALLAH TALA:rose
            For New Designers
            وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

            Comment


            • #51
              Re: Rooh ko dua'oon ki zaroorat hai

              Walikumslam

              may Allah bless her with good health :rose

              Comment


              • #52
                Re: Rooh ko dua'oon ki zaroorat hai

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                I read it thoroughly. very shocking :garmi:

                Mujay bhi dard-e-shakeeka raha kai saal tak, but I never became out of my senses, mein ser maarta tha dewaar pe because I felt a lot of pain, lekin apnay sense mein to rehta tha.

                Khair aap us ki halat update kerte rahiye ga yahan pe. God bless you all
                kya dard e shaqeeqa aur sinosites ek bimari hai ?
                agr nae tou yeh shyd sinosites hai dard e shaqeqa nae
                شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                Comment


                • #53
                  Re: Rooh ko dua'oon ki zaroorat hai

                  Originally posted by saraah View Post
                  kya dard e shaqeeqa aur sinosites ek bimari hai ?
                  agr nae tou yeh shyd sinosites hai dard e shaqeqa nae
                  sinosites kuch nahi han sinusitis aik bemaari he, lekin yeh dard-e-shakeeka nahi he. Is mein head involve hota he lekin is mein head ke peripharal organs like forehead, jaws, cheeks and even throat bhi derd kerta he. Is mein yeh sub areas sensitive ho jatay hein inflammation ho jati he. Jub ke mein dard-e-shakeeka se guzar chuka hoon yeh niri sir peer he
                  Last edited by Mr. Sialkoty; 8 December 2009, 15:10.
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #54
                    Re: Rooh ko dua'oon ki zaroorat hai

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    I read it thoroughly. very shocking :garmi:

                    Mujay bhi dard-e-shakeeka raha kai saal tak, but I never became out of my senses, mein ser maarta tha dewaar pe because I felt a lot of pain, lekin apnay sense mein to rehta tha.

                    Khair aap us ki halat update kerte rahiye ga yahan pe. God bless you all
                    plz read dis again

                    Originally posted by Mrs.Sami_4ever View Post


                    pehley bataya gaya tha k brain tumor hosakta hai lekin confirm nai howa phir kaha gaya Shaqeeqa hoga wo bhi nai howa confirm abhi mujhe zyada tu nai pata but i guess brain k veins mai blockage hai ya something like dat
                    hope ab thoRa buhut tu clear hogaya hoga :)

                    Comment


                    • #55
                      Re: Rooh ko dua'oon ki zaroorat hai

                      Originally posted by Mrs.Sami_4ever View Post
                      Originally Posted by Mrs.Sami_4ever


                      pehley bataya gaya tha k brain tumor hosakta hai lekin confirm nai howa phir kaha gaya Shaqeeqa hoga wo bhi nai howa confirm abhi mujhe zyada tu nai pata but i guess brain k veins mai blockage hai ya something like dat
                      ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                      Comment


                      • #56
                        Re: Rooh ko dua'oon ki zaroorat hai

                        hope to see her soon - allah usko sehat wali lambi zindagi ata kere amin

                        Comment

                        Working...
                        X