Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

**taleem-e-niswaa'n....!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: **taleem-e-niswaa'n....!

    kyun nahi bana sakte :lpop:[/QUOTE]

    Me sirf Anda Boil ker sakta hooooonnnn...........:tunn:
    sigpic

    Comment


    • #32
      Re: **taleem-e-niswaa'n....!

      Originally posted by sccorpion81 View Post

      Me sirf Anda Boil ker sakta hooooonnnn...........:tunn:
      tu Anda ubaal kar kha liya karein subha shaam

      Comment


      • #33
        Re: **taleem-e-niswaa'n....!

        aik mard ki taleem,............. aik fard ki taleem

        aik aurat ki taleem ............... aik poray khandaan ki taleem..
        Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

        Comment


        • #34
          Re: **taleem-e-niswaa'n....!

          Originally posted by thefire1 View Post
          Walaikum Assalaam

          Wajood-e-Zan Say Hay Qainaat Main Rang~!

          Main nay apnay interview main iss sawaal ka tafseelan jawab dia hay, magar yahan main kuch cheesain paish kar raha hoon.

          Aurat ko taleem haasil karnay ka utna hi haq hay jitna kay mardoon ko hay, humaray mulk main jadeed mardamshumaari ka mutaabiq Aurtoon ki taadad 54% hay jo kay mardoon ki taadad 46% say kayi zaiyda hay.... aur hum iss haqeqat say inkaar nahin karsaktay kay aaj kal aurtain zindagi kay har shoubay main Mardoon kay mada-e-muqaabil hain tou srif aur srif taleem aur dedication ki waja say.

          Main chand shooboon ki misaal aap ko daita hoon:

          FARMING and CULTIVATION: Aurtoon ki madad kay baghair yeh kaam poora hi nahin hosakta aur ab bohat see aurtain iss field main bohat behtreen kaam kia hay jis say farming aur cultivation bohat hi boom kar raha hay.

          Banking and Financial house: Aurtoon ko hisaab main kamzoor kehnay waalay mard aaj khudh ziyda say zaida aurtoon ko hire kar rahay hain unki poori commitment aur dedication ki waja say.

          Marketing and Advertisement: Almost har Advertiesment aur TV commercial main, ussi tarah marketing jo kay phone per hoo aur personal, sab main Aurtoon ki demand mardoon say kayi ziyda hay.

          Medical & Hospital; no birth can be possible without the midwife, nurse or female doctor in Muslim/Pakistani society.

          Engineering & Architecture; TEPA (Traffic Engineering & Planning), civil & city planning and, electrical engineering we are experiencing to see the prominent role of the women.

          Education; Aurtoon ki teaching ko mardoon kay muqaablay main ziyda behtar samjha jaata hay aur yehi waja hay kay aaj aurtoon ki tadaad teaching main mardoon say kayi ziyada hay.

          Home (domestic) Affairs; 99.9% yeh tabqa aurtoon ka hi hay, aik bachay ko achi tarbiyat, aik ghar ko acha ghar banana ya jannat banana aurat ki hi zimaydaari hay.... aur iss haqeqat say koi inkaar nahin karsakta.

          Criminology & Public Security; Aurtoon ki taadaad go kay 54% hay magar jarayim main yeh tadaad mardoon say kayi kam hay aur aaj khwaateen poilce officers mardoon kay muqaablay main ziyda izzat say dekhi jaati hain.

          Media (Print & Electronic);

          Defence and Armed Forces: Now Women's activities in defence and armed forces is been increased considerably in the terms of different field and they have been able to get the rank up to the Brigadier (Naeema Ashraf) and hope we will hear the news soon about the first ever women who is promoted to the highest rank of General ,though there are quite in numbers of Colonels, Lt. Colonels, Majors, Captains, 1st and 2nd Lts. and the number is being increased day by day in different services of all the armed forces i.e. Army, Navy and Air Force.

          Humara mulk taraqqi ki raah per Aurtoon kay contribution kay baghair kabhi bhi nahin chal sakta, yeh waja hay kay aurtoon ka taleem haasil karna aur aala say aala taleemyaafta hona naa kay unkay apnay CONFIDENCE main izzafay ka bayis banta hay balkay uss kay saath saath mashray main taraqqqi ki faza bhi qayim hoti hay.

          May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

          Aap ki duwayoon ka talabgaar, ek khaksaar

          FI Amaan ALLAH
          totaly wrong.
          ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

          Comment


          • #35
            Re: **taleem-e-niswaa'n....!

            unlimited
            ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

            Comment


            • #36
              Re: **taleem-e-niswaa'n....!

              Originally posted by D@y W@lk3r View Post
              unlimited
              ufone ki sms bundle offer
              Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

              Comment


              • #37
                Re: **taleem-e-niswaa'n....!

                Originally posted by _Dard_Aashna_ View Post
                aik mard ki taleem,............. aik fard ki taleem

                aik aurat ki taleem ............... aik poray khandaan ki taleem..
                sahi hai sahi hai :d1:

                Comment


                • #38
                  Re: **taleem-e-niswaa'n....!

                  Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                  totaly wrong.
                  :think:

                  Comment


                  • #39
                    Re: **taleem-e-niswaa'n....!

                    Originally posted by ummid View Post
                    tu Anda ubaal kar kha liya karein subha shaam
                    sigpic

                    Comment


                    • #40
                      Re: **taleem-e-niswaa'n....!

                      Originally posted by sccorpion81 View Post
                      :think:

                      Comment


                      • #41
                        Re: **taleem-e-niswaa'n....!

                        Originally posted by ummid View Post
                        dekhein bhai her cheez ke do pehlo hote hain ek accha or ek bauaht hi accha ... LOl... aap acche waale aspect ki baat kar rahe hain or me bauaht acche waale aspect ki... ::d1:

                        joke apart... agree what you have said.... balance bauaht zaroori hai.... :thmbup:

                        Han sahi har aik ki apni thinking hai. Jo mj lga wo keh dia. Jo aap ney kaha wo sahi kaha. Bas jo bhai kaha wo sahi nahi kaha. hehehehehehehe372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha

                        Comment


                        • #42
                          Re: **taleem-e-niswaa'n....!

                          Originally posted by ummid View Post
                          aap ko kya lagta hai girls ko kitni taleem haasil karni chahiye....:embarasse

                          [[/COLOR][/FONT]
                          Taleem hasil karnay ki koi hud nahi hoti :thmbup:
                          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                          Comment


                          • #43
                            Re: **taleem-e-niswaa'n....!

                            Originally posted by MindFreak View Post
                            Han sahi har aik ki apni thinking hai. Jo mj lga wo keh dia. Jo aap ney kaha wo sahi kaha. Bas jo bhai kaha wo sahi nahi kaha. hehehehehehehe372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha
                            chalein me ab bhai nahi kahongi aap ko mr freak.. :d1:

                            Comment


                            • #44
                              Re: **taleem-e-niswaa'n....!

                              Originally posted by Aanchal View Post
                              Taleem hasil karnay ki koi hud nahi hoti :thmbup:
                              otay :d1:

                              Comment

                              Working...
                              X