Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

**taleem-e-niswaa'n....!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: **taleem-e-niswaa'n....!

    Originally posted by ummid View Post
    bus me ne is ke illawah kuch parha hi nahi aabi bhai .... :d1:
    u ka thred kharab anheen karna chata wagarna haqeeqat ye hi k is ki bhi aur is k ilawa ki bhi tumheen khuch samjh hi naheen aai :salam:
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

    Comment


    • #17
      Re: **taleem-e-niswaa'n....!

      Originally posted by aabi2cool View Post
      u ka thred kharab anheen karna chata wagarna haqeeqat ye hi k is ki bhi aur is k ilawa ki bhi tumheen khuch samjh hi naheen aai :salam:

      aap se ummid bhi koi khas nahi waise ... :lpop:

      Comment


      • #18
        Re: **taleem-e-niswaa'n....!

        Originally posted by ummid View Post
        aap se ummid bhi koi khas nahi waise ... :lpop:
        tumhara ye la yani jumla meri oper wali baat ki shahadat hi :salam:
        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

        Comment


        • #19
          Re: **taleem-e-niswaa'n....!

          Originally posted by ummid View Post
          Asalamaalaikum

          ummid hai sub khairyat se honge :d1:

          aap ko kya lagta hai girls ko kitni taleem haasil karni chahiye....:embarasse

          10th grade
          12th grade
          Garduation
          Masters
          Ph.d (Doctor)

          ya kuch or :think:

          kya zyadah parh lene se ghooror aajaata hai??? :lpop:

          kya zyadah taleem haasil kar lein tu banda kum per itefaaq nahi karta?? :lpop:

          kya zyadah parh lene se "Tarbeeyat" per bhi asar parh jaata hai??? :lpop:

          "Tarbeeyat" ko aap kaise define kareinge...... :think:??

          P.S: baat sirf Girls ki education ki ho rahi hai so reply karte waqt larkiyo ko hi consider ker ke reply kiya jaaye tu mehrbaani hogi.... :hairdrayer:
          Jitnnaa Marzzee aaieyy Parhh laiinn,,,
          Karrnaa Inn Bibiion nayy Gharr kayy kaam kaaj hii hain...

          Any wayzzzz
          Gharoor too nahii albatta change zaroor aa jataa haii......
          kuch issay gharroor kaa naam daittay hain too kuch aorrrr....
          i think taleem hoonni chahieyyyy...

          jahan tak momkinn hooo






          "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

          Comment


          • #20
            Re: **taleem-e-niswaa'n....!

            Originally posted by aabi2cool View Post
            tumhara ye la yani jumla meri oper wali baat ki shahadat hi :salam:

            aap ko sumjh aani bhi nahi waise... la yaani baatein hi tu hain sub.... :lpop:

            Comment


            • #21
              Re: **taleem-e-niswaa'n....!

              walaikum salam,

              Merey nazdeeq taaleem aur tarbiyat dono aik larki k liye itni eham zaroor hein k wo zindagi k kaisey bhi halaat mey apney paoun pe khud kharhi ho sakey.

              Taleem sey insaan mey gharoor tau nahi albata sha'oor aur zimmedari k element zaroor a jatey hein.



              Ummid tum apney bhai sey kehna hai larki ka naam likhna bhi akhir kyun zaroori hai ana :lol
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment


              • #22
                Re: **taleem-e-niswaa'n....!

                Originally posted by sarfraz_qamar View Post
                Jitnnaa Marzzee aaieyy Parhh laiinn,,,
                Karrnaa Inn Bibiion nayy Gharr kayy kaam kaaj hii hain...

                Any wayzzzz
                Gharoor too nahii albatta change zaroor aa jataa haii......
                kuch issay gharroor kaa naam daittay hain too kuch aorrrr....
                i think taleem hoonni chahieyyyy...

                jahan tak momkinn hooo





                thanks .. ghar ke kaam kaaj karne ke liye nukar bhi rakhe jaa sakte hain .. occasionaly khud bhi khana banaya jaa sakta ha :d1:....

                Comment


                • #23
                  Re: **taleem-e-niswaa'n....!

                  Originally posted by Z. View Post
                  walaikum salam,

                  Merey nazdeeq taaleem aur tarbiyat dono aik larki k liye itni eham zaroor hein k wo zindagi k kaisey bhi halaat mey apney paoun pe khud kharhi ho sakey.

                  Taleem sey insaan mey gharoor tau nahi albata sha'oor aur zimmedari k element zaroor a jatey hein.



                  Ummid tum apney bhai sey kehna hai larki ka naam likhna bhi akhir kyun zaroori hai ana :lol
                  thanks bloo... agree :d1:

                  or haan bhai kehta hai ke nikaah naame per dulhaan angotha lagaati tu acchi nahi lagegi na isi liye bus naam likhna aana chahiye usey apna :lol

                  Comment


                  • #24
                    Re: **taleem-e-niswaa'n....!

                    Originally posted by ummid View Post
                    thanks bloo... agree :d1:

                    or haan bhai kehta hai ke nikaah naame per dulhaan angotha lagaati tu acchi nahi lagegi na isi liye bus naam likhna aana chahiye usey apna :lol
                    :lol

                    theek thaak valid point hai tumharey bhai ka :-D
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment


                    • #25
                      Re: **taleem-e-niswaa'n....!

                      Walaikum Assalaam

                      Wajood-e-Zan Say Hay Qainaat Main Rang~!

                      Main nay apnay interview main iss sawaal ka tafseelan jawab dia hay, magar yahan main kuch cheesain paish kar raha hoon.

                      Aurat ko taleem haasil karnay ka utna hi haq hay jitna kay mardoon ko hay, humaray mulk main jadeed mardamshumaari ka mutaabiq Aurtoon ki taadad 54% hay jo kay mardoon ki taadad 46% say kayi zaiyda hay.... aur hum iss haqeqat say inkaar nahin karsaktay kay aaj kal aurtain zindagi kay har shoubay main Mardoon kay mada-e-muqaabil hain tou srif aur srif taleem aur dedication ki waja say.

                      Main chand shooboon ki misaal aap ko daita hoon:

                      FARMING and CULTIVATION: Aurtoon ki madad kay baghair yeh kaam poora hi nahin hosakta aur ab bohat see aurtain iss field main bohat behtreen kaam kia hay jis say farming aur cultivation bohat hi boom kar raha hay.

                      Banking and Financial house: Aurtoon ko hisaab main kamzoor kehnay waalay mard aaj khudh ziyda say zaida aurtoon ko hire kar rahay hain unki poori commitment aur dedication ki waja say.

                      Marketing and Advertisement: Almost har Advertiesment aur TV commercial main, ussi tarah marketing jo kay phone per hoo aur personal, sab main Aurtoon ki demand mardoon say kayi ziyda hay.

                      Medical & Hospital; no birth can be possible without the midwife, nurse or female doctor in Muslim/Pakistani society.

                      Engineering & Architecture; TEPA (Traffic Engineering & Planning), civil & city planning and, electrical engineering we are experiencing to see the prominent role of the women.

                      Education; Aurtoon ki teaching ko mardoon kay muqaablay main ziyda behtar samjha jaata hay aur yehi waja hay kay aaj aurtoon ki tadaad teaching main mardoon say kayi ziyada hay.

                      Home (domestic) Affairs; 99.9% yeh tabqa aurtoon ka hi hay, aik bachay ko achi tarbiyat, aik ghar ko acha ghar banana ya jannat banana aurat ki hi zimaydaari hay.... aur iss haqeqat say koi inkaar nahin karsakta.

                      Criminology & Public Security; Aurtoon ki taadaad go kay 54% hay magar jarayim main yeh tadaad mardoon say kayi kam hay aur aaj khwaateen poilce officers mardoon kay muqaablay main ziyda izzat say dekhi jaati hain.

                      Media (Print & Electronic);

                      Defence and Armed Forces: Now Women's activities in defence and armed forces is been increased considerably in the terms of different field and they have been able to get the rank up to the Brigadier (Naeema Ashraf) and hope we will hear the news soon about the first ever women who is promoted to the highest rank of General ,though there are quite in numbers of Colonels, Lt. Colonels, Majors, Captains, 1st and 2nd Lts. and the number is being increased day by day in different services of all the armed forces i.e. Army, Navy and Air Force.

                      Humara mulk taraqqi ki raah per Aurtoon kay contribution kay baghair kabhi bhi nahin chal sakta, yeh waja hay kay aurtoon ka taleem haasil karna aur aala say aala taleemyaafta hona naa kay unkay apnay CONFIDENCE main izzafay ka bayis banta hay balkay uss kay saath saath mashray main taraqqqi ki faza bhi qayim hoti hay.

                      May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

                      Aap ki duwayoon ka talabgaar, ek khaksaar

                      FI Amaan ALLAH

                      Originally posted by ummid View Post
                      Asalamaalaikum

                      ummid hai sub khairyat se honge :d1:

                      aap ko kya lagta hai girls ko kitni taleem haasil karni chahiye....:embarasse

                      10th grade
                      12th grade
                      Garduation
                      Masters
                      Ph.d (Doctor)

                      ya kuch or :think:

                      kya zyadah parh lene se ghooror aajaata hai??? :lpop:

                      kya zyadah taleem haasil kar lein tu banda kum per itefaaq nahi karta?? :lpop:

                      kya zyadah parh lene se "Tarbeeyat" per bhi asar parh jaata hai??? :lpop:

                      "Tarbeeyat" ko aap kaise define kareinge...... :think:??

                      P.S: baat sirf Girls ki education ki ho rahi hai so reply karte waqt larkiyo ko hi consider ker ke reply kiya jaaye tu mehrbaani hogi.... :hairdrayer:
                      sigpic

                      Comment


                      • #26
                        Re: **taleem-e-niswaa'n....!

                        mr. fire.... :think:

                        agree.... :d1: (bina parhe hi :lol)

                        Comment


                        • #27
                          Re: **taleem-e-niswaa'n....!

                          Thank you for the agreement :)

                          isi liye zaroori headings and words main nay BLACK main likh diye hain kay kamazkam itna bhi paRh lain tou kaafi hay :lol

                          Originally posted by ummid View Post
                          mr. fire.... :think:

                          agree.... :d1: (bina parhe hi :lol)
                          sigpic

                          Comment


                          • #28
                            Re: **taleem-e-niswaa'n....!

                            Originally posted by ummid View Post

                            ager aap ko kuch bura lage tu aap chup rahein kyun... or aap kuch kahein tu log yeh kahein ke bei aap ne tu bauaht parh likh liya hai... 372-shock... yaani samaj or us ke log bus "bhair chaal" chahta hai.... .. sirf
                            Yeh Generation Gap bhi buhat buri cheez he:garmi:

                            Comment


                            • #29
                              Re: **taleem-e-niswaa'n....!

                              Originally posted by ummid View Post
                              thanks .. ghar ke kaam kaaj karne ke liye nukar bhi rakhe jaa sakte hain .. occasionaly khud bhi khana banaya jaa sakta ha :d1:....
                              oh ja oey wadi aaaieee.... ham kiun bnaien khana :lpop:
                              sigpic

                              Comment


                              • #30
                                Re: **taleem-e-niswaa'n....!

                                Originally posted by MSA View Post
                                Yeh Generation Gap bhi buhat buri cheez he:garmi:
                                kis sense mein keh rahe ho...
                                kahein Non sense mein tu nahi... :lol

                                Originally posted by sccorpion81 View Post
                                oh ja oey wadi aaaieee.... ham kiun bnaien khana :lpop:
                                kyun nahi bana sakte :lpop:

                                Comment

                                Working...
                                X