Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
selection
Collapse
X
-
Re: selection
Originally posted by Z. View Postzindagi mey sab sey eham cheez in sab sey barh ker Sakoon hai. Aap k pass daulat ho, izzat ho, shohrat ho, muhabbat ho lekin sakoon na ho tau phir kaam nahi banta hai
Iss liye mey ney vote nahi cast kiya :rose
Originally posted by _Dard_Aashna_ View Postteddy its ok sisso aap k apnay views hain its ok
Comment
-
Re: selection
Originally posted by _Dard_Aashna_ View Postteddy its ok sisso aap k apnay views hain its ok
Originally posted by Mr.Khan View PostBut kuch aise log b hen jin ke paas izzat nahi hai phir bhi sukoon se hen like Hamaray President sahab :lpop:" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
Re: selection
Originally posted by _Dard_Aashna_ View Postab ye poll band honay wala hay
Originally posted by _Dard_Aashna_ View Postbhabhi bhi rohani bachi hain
Originally posted by Z. View Post
Mr. khan bhai mera hi reply perh ker Zardari ki yaad ani athi ...
Comment
-
Re: selection
MOhabbat aur Izzat main bohat hi tough competition chal raha hay... main baat bohat hi asaani say samjha daita hoon aur saath ScorpioN_RullZ ka dialogue bhi maar daita hoon " Bak raha hoon junoon main kia kia.... koi na samjhay Khuda karay koi" :lol
_Dard_Ashna_ aap nay jo 3 choices dee hain woh KAMAYI jaati hain, yaani Doulat Kamayi jaati hay, Izzat kamayi jaati hay aur Shourat bhi kamayi jaati hay... magar MOHABBAT aur srif MOHABBAT aisa jazba hay jo har dil main PAYEE jaati hay... yaani MOHABBAT ka wajood nahin hota tou na hi Daulat hoti, na izzat aur na hi shouhrat....
MUHABBAT insaan ko ikhlaaq uss aala muqaam per lay jaati hay jahan say insaan ko ounchay qad kay log bhi bonay nazar aatay hain..... phir ussay yeh fikar nahin hoti kay mera wajood kia hay.... ya yeh shourat kia hay, yeh izzat aur daulat kia hay....
Aik Ghareeb Kumhaar ka baita jo daulat ka maalik nahin tha, itna chota kaam karta tha tou izzat ka tasawurr bhi nahin, taleem bhi nahin aur shourat tou bohat door ki baat hay.... magar aik jazba tha uss main MOHABBAT aur woh Nabi-e-Karim SAW say..... Gushtakh-e-Rasool SAW ko qatal kia... aaj hum unhain Ghazi Alamdeen Shaheed kay naam say jaantay hain... shouhrat aisi kay aaj bhi jab Gushtakh-e-Rasool SAW ki baat aati hay tou Ghazi Alamdeen ka qanoon yaad kia jaata hay....
Yeh hay asar MOHABBAT ka.....!!!! Mohabbat nahin tou main nahin, yeh duniya nahin, yeh shourat, yeh izzat aur yeh daulat sab kuch bay-mayenay sab kuch baikaar!!!sigpic
Comment
-
Re: selection
Originally posted by thefire1 View PostMOhabbat aur Izzat main bohat hi tough competition chal raha hay... main baat bohat hi asaani say samjha daita hoon aur saath ScorpioN_RullZ ka dialogue bhi maar daita hoon " Bak raha hoon junoon main kia kia.... koi na samjhay Khuda karay koi" :lol
_Dard_Ashna_ aap nay jo 3 choices dee hain woh KAMAYI jaati hain, yaani Doulat Kamayi jaati hay, Izzat kamayi jaati hay aur Shourat bhi kamayi jaati hay... magar MOHABBAT aur srif MOHABBAT aisa jazba hay jo har dil main PAYEE jaati hay... yaani MOHABBAT ka wajood nahin hota tou na hi Daulat hoti, na izzat aur na hi shouhrat....
MUHABBAT insaan ko ikhlaaq uss aala muqaam per lay jaati hay jahan say insaan ko ounchay qad kay log bhi bonay nazar aatay hain..... phir ussay yeh fikar nahin hoti kay mera wajood kia hay.... ya yeh shourat kia hay, yeh izzat aur daulat kia hay....
Aik Ghareeb Kumhaar ka baita jo daulat ka maalik nahin tha, itna chota kaam karta tha tou izzat ka tasawurr bhi nahin, taleem bhi nahin aur shourat tou bohat door ki baat hay.... magar aik jazba tha uss main MOHABBAT aur woh Nabi-e-Karim SAW say..... Gushtakh-e-Rasool SAW ko qatal kia... aaj hum unhain Ghazi Alamdeen Shaheed kay naam say jaantay hain... shouhrat aisi kay aaj bhi jab Gushtakh-e-Rasool SAW ki baat aati hay tou Ghazi Alamdeen ka qanoon yaad kia jaata hay....
Yeh hay asar MOHABBAT ka.....!!!! Mohabbat nahin tou main nahin, yeh duniya nahin, yeh shourat, yeh izzat aur yeh daulat sab kuch bay-mayenay sab kuch baikaar!!!
bohat aala bohat khoob superb:clap:
bohat behtreen misaal di aap nay meray dill ki baat ko alfaaz day diye :clap:
izat aur muhabbat k tough muqablay main yahaan agr 1 vot ka farq aa he gia hay to wo sirf is liye keh ham sab apni apni zaat k hawalay say baat kar rahay thay shayed , shayed ziadaaagay ki baat sochi nahi
aur agar koi bura na manay to ye bhi kahon k shayed muhabbat ko vote detay hoye sab k mind main apni apni he muhabbat thi, muhabbat ka ye zaviya bhi shayed kisi kisi nay socha shayed kisi nay na socha . koi mind na karay bhiiAao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!
Comment
-
Re: selection
Originally posted by Mr.Khan View PostStory to u ko sunaani hi hogi, shayad u ki story ki waja se kuch bhatakti aatmaaon ko shanti mil jaye 372-haha
khabar'daar me ko dobara bad'naam karney ki koshish ki tu...story khud sun'nii hai naam me ka laga rahhey hain...........................!!!!!
Comment
Comment