Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

selection

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #91
    Re: selection

    Originally posted by _Dard_Aashna_ View Post
    to bhabhi main aatma nai hay :fight:
    nahi un k under to rooh hai teddy

    Comment

    • #92
      Re: selection

      Originally posted by Z. View Post
      zindagi mey sab sey eham cheez in sab sey barh ker Sakoon hai. Aap k pass daulat ho, izzat ho, shohrat ho, muhabbat ho lekin sakoon na ho tau phir kaam nahi banta hai

      Iss liye mey ney vote nahi cast kiya :rose
      But kuch aise log b hen jin ke paas izzat nahi hai phir bhi sukoon se hen like Hamaray President sahab :lpop:
      Originally posted by _Dard_Aashna_ View Post
      teddy its ok sisso aap k apnay views hain its ok
      ab u apne poll me ek or option daalo shabash :tasali:

      Comment

      • #93
        Re: selection

        Originally posted by Mr.Khan View Post
        But kuch aise log b hen jin ke paas izzat nahi hai phir bhi sukoon se hen like Hamaray President sahab :lpop:

        ab u apne poll me ek or option daalo shabash :tasali:
        ab ye poll band honay wala hay
        Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

        Comment

        • #94
          Re: selection

          Originally posted by Mr.Khan View Post
          nahi un k under to rooh hai teddy
          bhabhi bhi rohani bachi hain
          Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

          Comment

          • #95
            Re: selection

            Originally posted by _Dard_Aashna_ View Post
            teddy its ok sisso aap k apnay views hain its ok
            :-D

            Originally posted by Mr.Khan View Post
            But kuch aise log b hen jin ke paas izzat nahi hai phir bhi sukoon se hen like Hamaray President sahab :lpop:
            Mr. khan bhai mera hi reply perh ker Zardari ki yaad ani athi ...
            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment

            • #96
              Re: selection

              Originally posted by _Dard_Aashna_ View Post
              ab ye poll band honay wala hay
              Kub Kub :hairdrayer:
              Originally posted by _Dard_Aashna_ View Post
              bhabhi bhi rohani bachi hain
              nahi to woh to maharani hen :lol
              Originally posted by Z. View Post

              Mr. khan bhai mera hi reply perh ker Zardari ki yaad ani athi ...
              yaaad to kabhi b kahin b aa sakti hai na :hii:

              Comment

              • #97
                Re: selection

                Originally posted by Mr.Khan View Post
                yaaad to kabhi b kahin b aa sakti hai na :hii:
                wo bhi Zardari ki ... :lol

                good for you! :oldie:
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment

                • #98
                  Re: selection

                  Originally posted by Z. View Post
                  wo bhi Zardari ki ... :lol

                  good for you! :oldie:
                  Zarday k naam se zardari yaad aa jata hai na :lol

                  Comment

                  • #99
                    Re: selection

                    MOhabbat aur Izzat main bohat hi tough competition chal raha hay... main baat bohat hi asaani say samjha daita hoon aur saath ScorpioN_RullZ ka dialogue bhi maar daita hoon " Bak raha hoon junoon main kia kia.... koi na samjhay Khuda karay koi" :lol

                    _Dard_Ashna_ aap nay jo 3 choices dee hain woh KAMAYI jaati hain, yaani Doulat Kamayi jaati hay, Izzat kamayi jaati hay aur Shourat bhi kamayi jaati hay... magar MOHABBAT aur srif MOHABBAT aisa jazba hay jo har dil main PAYEE jaati hay... yaani MOHABBAT ka wajood nahin hota tou na hi Daulat hoti, na izzat aur na hi shouhrat....

                    MUHABBAT insaan ko ikhlaaq uss aala muqaam per lay jaati hay jahan say insaan ko ounchay qad kay log bhi bonay nazar aatay hain..... phir ussay yeh fikar nahin hoti kay mera wajood kia hay.... ya yeh shourat kia hay, yeh izzat aur daulat kia hay....

                    Aik Ghareeb Kumhaar ka baita jo daulat ka maalik nahin tha, itna chota kaam karta tha tou izzat ka tasawurr bhi nahin, taleem bhi nahin aur shourat tou bohat door ki baat hay.... magar aik jazba tha uss main MOHABBAT aur woh Nabi-e-Karim SAW say..... Gushtakh-e-Rasool SAW ko qatal kia... aaj hum unhain Ghazi Alamdeen Shaheed kay naam say jaantay hain... shouhrat aisi kay aaj bhi jab Gushtakh-e-Rasool SAW ki baat aati hay tou Ghazi Alamdeen ka qanoon yaad kia jaata hay....

                    Yeh hay asar MOHABBAT ka.....!!!! Mohabbat nahin tou main nahin, yeh duniya nahin, yeh shourat, yeh izzat aur yeh daulat sab kuch bay-mayenay sab kuch baikaar!!!
                    sigpic

                    Comment

                    • Re: selection

                      Originally posted by thefire1 View Post

                      bohat aala bohat khoob superb:clap:
                      bohat behtreen misaal di aap nay meray dill ki baat ko alfaaz day diye :clap:
                      izat aur muhabbat k tough muqablay main yahaan agr 1 vot ka farq aa he gia hay to wo sirf is liye keh ham sab apni apni zaat k hawalay say baat kar rahay thay shayed , shayed ziadaaagay ki baat sochi nahi
                      aur agar koi bura na manay to ye bhi kahon k shayed muhabbat ko vote detay hoye sab k mind main apni apni he muhabbat thi, muhabbat ka ye zaviya bhi shayed kisi kisi nay socha shayed kisi nay na socha . koi mind na karay bhii
                      Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                      Comment

                      • Re: selection

                        Originally posted by Mr.Khan View Post
                        Kub Kub :hairdrayer:

                        nahi to woh to maharani hen :lol
                        :garmi:
                        Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                        Comment

                        • Re: selection

                          Izzat
                          Mohabat.......Allah ki

                          Comment

                          • Re: selection

                            Originally posted by Mr.Khan View Post
                            Story to u ko sunaani hi hogi, shayad u ki story ki waja se kuch bhatakti aatmaaon ko shanti mil jaye 372-haha
                            u ko bhi ban'na hai bhataktii aatma....372-shed

                            khabar'daar me ko dobara bad'naam karney ki koshish ki tu...story khud sun'nii hai naam me ka laga rahhey hain....
                            .......................!!!!!

                            Comment

                            Working...
                            X