Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Vote N Reply...(Haqooq)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Vote N Reply...(Haqooq)

    asslamoalikum respected members
    :ANYWORDnice

    vote plz
    :rose

    sawaal:

    آپ کو حقوق اللہ پورے کرنا مشکل لگتا ہے
    یا حقوق العباد
    یا دونوں
    یا کوئی نہیں
    --------
    اور دونوں کا کیا تناسب ہے
    100%
    50/50
    60/40

    other?
    13
    حقوق اللہ
    15.38%
    2
    حقوق العباد
    53.85%
    7
    دونوں
    23.08%
    3
    کوئی نہیں
    7.69%
    1
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

  • #2
    Re: Vote N Reply...(Haqooq)

    Haqooq ul ebad porey kerna mushkil hai ku k banda kabi razi he nahi hota............

    yeh insaan key fitrat hai k wo kam per khush nahi hota
    I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

    Comment

    • #3
      Re: Vote N Reply...(Haqooq)

      voted
      I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

      Comment

      • #4
        Re: Vote N Reply...(Haqooq)

        Originally posted by saraah View Post
        asslamoalikum respected members
        :ANYWORDnice

        vote plz
        :rose

        sawaal:

        آپ کو حقوق اللہ پورے کرنا مشکل لگتا ہے
        یا حقوق العباد
        یا دونوں
        یا کوئی نہیں
        --------
        اور دونوں کا کیا تناسب ہے
        100%
        50/50
        60/40

        other?
        Walikum Salam Respected Member :hansi

        Voted to Haqooq-ul-Ebaad

        Comment

        • #5
          Re: Vote N Reply...(Haqooq)

          Mein namaz mein regular nahi hoon, is liye 1st option :)
          :thmbup:

          Comment

          • #6
            Re: Vote N Reply...(Haqooq)

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            Mein namaz mein regular nahi hoon, is liye 1st option :)

            :think::think:

            baqi sab kaamoo min regular hai???:think::think:
            I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

            Comment

            • #7
              Re: Vote N Reply...(Haqooq)

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              Mein namaz mein regular nahi hoon, is liye 1st option :)
              to kia mehez 5 namaz regular ada kar dene se Allah ka haq ada ho jata he?:think:

              Comment

              • #8
                Re: Vote N Reply...(Haqooq)

                Originally posted by unity View Post
                to kia mehez 5 namaz regular ada kar dene se Allah ka haq ada ho jata he?:think:

                lekin aghaaz e haqaq u Allah to ho jata hai na

                aur namaz khud ba khud aap ko burey kamm sey bacha ker naik kaam key tarf laey ati hai:)
                I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

                Comment

                • #9
                  Re: Vote N Reply...(Haqooq)

                  جہاں تک معاملہ حقوق پورے کرنے کا ہے تو میرا ووٹ میری اپنی لائف کو مد نطر رکھتے ہوئے دونوں پر ہے کیونکہ حقوق پورے کرنا اور کسی کو بھی راضی کرنا دو مختلف چیزیں ہیں ۔ لہزا اللہ او ربندے دونوں کے حقوق پورے کرنا مجھے مشکل لگتا ہے جب کہ حقوق کی عدم ادائگی کے باوجود اللہ کو منانا یعنی راضی کرنا آسان اور بندے کو مشکل ہے ۔۔
                  ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                  Comment

                  • #10
                    Re: Vote N Reply...(Haqooq)

                    Waaliakum Assalaam respected Saraah

                    mera vote bhi DONO hi ka hay aik baar phir!

                    Khush rahyeh

                    Originally posted by saraah View Post
                    asslamoalikum respected members

                    :ANYWORDnice

                    vote plz
                    :rose

                    sawaal:

                    آپ کو حقوق اللہ پورے کرنا مشکل لگتا ہے
                    یا حقوق العباد
                    یا دونوں
                    یا کوئی نہیں
                    --------
                    اور دونوں کا کیا تناسب ہے
                    100%
                    50/50
                    60/40

                    other?
                    sigpic

                    Comment

                    • #11
                      Re: Vote N Reply...(Haqooq)

                      Originally posted by Tanha Hassan View Post
                      :think::think:

                      baqi sab kaamoo min regular hai???:think::think:
                      Originally posted by unity View Post
                      to kia mehez 5 namaz regular ada kar dene se Allah ka haq ada ho jata he?:think:
                      Islam ke paanch satoonon ko mad'e'nazar rakhtay huay mein ne yeh answer diya. Namaz mein kootahi ho jati he. Jub ke mein Rooza kabi nahi choora :alhamd:zakaat mein bhi kootahi nahi kerta, aur inshallah next year Hajj ki bhi puri kooshish karon ga.

                      Aur baki rahay bandoon ke hakook yani Hakook-ul-abaad, to mein in hakook ko bakhoobi pura kerne ki kooshish kerta hoon. Baki ghaltiyoon ko moaaf kerne wala "Allah" he
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #12
                        Re: Vote N Reply...(Haqooq)

                        Walaikum Assalam....

                        Hukook'ul'ibad...:shyy:
                        bundo k to mein 70-80% kur hi deta ho...per Allah k itne bhi nahi ho pate:shyy:

                        Comment

                        • #13
                          Re: Vote N Reply...(Haqooq)

                          Originally posted by saraah View Post
                          asslamoalikum respected members

                          :ANYWORDnice

                          vote plz
                          :rose

                          sawaal:

                          آپ کو حقوق اللہ پورے کرنا مشکل لگتا ہے
                          یا حقوق العباد
                          یا دونوں
                          یا کوئی نہیں
                          --------
                          اور دونوں کا کیا تناسب ہے
                          100%
                          50/50
                          60/40

                          other?

                          walekumasslam

                          first of all sarah aap k sawal bohat achay hotay hain

                          @topic

                          haqooq poray karna mushkil to hota he hay
                          mgr mushkil tareen us waqt hota hay jab ye insano'n k liye ho

                          haqoq Allah ham main sya shayed koi koi he ho jo ye dawa karay k wo poray karta hay
                          mera kehna ye hay
                          keh chahaye main haqooq Allah poray kar paon na kar paaon mujhe yaqeen hay k aik toba ka aanso aik shukar ka sajda mujhe Allah pak k qareb kar day ga aur Allah pak to RAHMAN O RAHEM AUR KAREM HAIN
                          Allah ki rehmaten to khud banday ko dhondti hain Allah paak maafi k mawaqay khud ata kartay hain ... to Allah ki khufgi aur narazgi ka khouf apni jagah ... mgr ye yaqeen bhi sath hay ....haqooqAllah ki kotaahiyan Allah pak maaf farma den gay , yahan pay main kahon gi 50% ka tanasub hay.

                          haan haqooq ul ibaad main jo kotahiyan hoti hain, wo maaf nahi hoten, na to Allah pak unhen maaf kartay hain na Allah k banday

                          i think Haqooq ulibad ada karna bohat mushkil hay
                          aik ko khush karo to dosra khafa , dosray ko khush karo to pehla khafa

                          ab sab ko to khush rakha ja nahi sakta na
                          yahan pay tanasub ka kia kahon kia kehna chahye

                          inshort

                          dono haqooq ki adaaigi mushkil hay
                          mgr aik taraf say kotahiyon k ba wajod karam ka aasra hay

                          dosri taraf say ......:donno:
                          Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                          Comment

                          • #14
                            Re: Vote N Reply...(Haqooq)

                            Originally posted by _Dard_Aashna_ View Post

                            • #15
                              Re: Vote N Reply...(Haqooq)

                              Huqooq ul Ibaad

                              Allah'tala kay faraiz ada karna aur usay manana mery nazdeek aasan hai ba'nisbat bandoN kay huqooq poray karnay kay, kioN kay Allah'tala ko hum Rab-e-Kainat tasleem kartay howay us kay saamnay sar'ba'sajood ho saktay haiN magar apnay he jesay aik insaan ka Haq ada karna thora mushkil lagta hai kioN kay us maiN phir bohot sari chezaiN aajati haiN, nafs, jhoTi izzat, sharam, jhoTi ana etc. aur banday maantay bhi thoRa mushkil say haiN + Allah'tala bhi apnay Huqooq muaf kar sakta hai laikin bandoN kay ghasab karda Huqooq woh khud bhi muaf nahe karta.
                              That's Enough...!!

                              Comment

                              Working...
                              X