Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Vote N Reply...(Haqooq)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Vote N Reply...(Haqooq)

    Haqooqal Ibaad:
    Filhaal mujh pe itni responsibilities nahi hein, jo thori bohot hein wo mey bakhoobi poori ker deti hun...iss liye filhaal ye mushkil nahi lagta hai :-D

    Haqooq Allah:

    Mera khayal hai k mey bohot saari kotahiyaN kerti hun.
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment


    • #17
      Re: Vote N Reply...(Haqooq)

      Originally posted by saraah View Post
      asslamoalikum respected members
      :ANYWORDnice

      vote plz
      :rose

      sawaal:

      آپ کو حقوق اللہ پورے کرنا مشکل لگتا ہے
      یا حقوق العباد
      یا دونوں
      یا کوئی نہیں
      --------
      اور دونوں کا کیا تناسب ہے
      100%
      50/50
      60/40

      other?
      Walekum Salam:hii:
      ye kehna bohat mushkil he k me Allah k haqooq pure kar pati hun,koshish karna aik alag baat he or haq ada ho gya kehna bohat hi mushkil he,kahan hamari bisaat or kahan Us ki shaan:)
      or insano k haqooq...wo bhi koshish,k insano k haqooq bhi Allah ne hi muratab keay hen,to raazi to bahar Allah ko hi karna he or me Allah se dua karti hun k Allah mujhe wesa hi bana de jese me tujh ko achi lagun or Too mujh se razi ho jaey:dua

      Comment


      • #18
        Re: Vote N Reply...(Haqooq)

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        Islam ke paanch satoonon ko mad'e'nazar rakhtay huay mein ne yeh answer diya. Namaz mein kootahi ho jati he. Jub ke mein Rooza kabi nahi choora :alhamd:zakaat mein bhi kootahi nahi kerta, aur inshallah next year Hajj ki bhi puri kooshish karon ga.

        Aur baki rahay bandoon ke hakook yani Hakook-ul-abaad, to mein in hakook ko bakhoobi pura kerne ki kooshish kerta hoon. Baki ghaltiyoon ko moaaf kerne wala "Allah" he
        beshak:)

        Comment


        • #19
          Re: Vote N Reply...(Haqooq)

          Hooqol Ibad or hooqol Allah pehle dono ki definition de dein... :think:

          kin hooqo ko Allah ke or kin hooqo ko bandu ke consider kiya jata hai....?

          Comment


          • #20
            Re: Vote N Reply...(Haqooq)

            Originally posted by ummid View Post
            Hooqol Ibad or hooqol Allah pehle dono ki definition de dein... :think:

            kin hooqo ko Allah ke or kin hooqo ko bandu ke consider kiya jata hai....?
            Aabi bhai aa ke is nadaan kaneya ko samjaein :hairdrayer:
            :thmbup:

            Comment


            • #21
              Re: Vote N Reply...(Haqooq)

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              Aabi bhai aa ke is nadaan kaneya ko samjaein :hairdrayer:
              me ko chand lines mein sumjh aa jaati hai baat ki... :shyy:
              aabi bhai puri kitab hi chaap dete hain..... isi liye me ko un ki baatein sumjh nahi aati...:lpop:

              Comment


              • #22
                Re: Vote N Reply...(Haqooq)

                Originally posted by ummid View Post
                me ko chand lines mein sumjh aa jaati hai baat ki... :shyy:
                aabi bhai puri kitab hi chaap dete hain..... isi liye me ko un ki baatein sumjh nahi aati...:lpop:
                Hakook'Allah = Yani Allah ke haqook
                Hakook'al'ibaad = Allah ke bandoon ke haqook

                Ummid he ub ummid ko samaj aa gai ho gi :garmi:
                :thmbup:

                Comment


                • #23
                  Re: Vote N Reply...(Haqooq)

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  Hakook'Allah = Yani Allah ke haqook
                  Hakook'al'ibaad = Allah ke bandoon ke haqook

                  Ummid he ub ummid ko samaj aa gai ho gi :garmi:
                  chand lines kahein hai.. chand lafaz nahi... misaalein bhi do.... :hairdrayer:

                  Comment


                  • #24
                    Re: Vote N Reply...(Haqooq)

                    Originally posted by ummid View Post
                    chand lines kahein hai.. chand lafaz nahi... misaalein bhi do.... :hairdrayer:
                    Misaalein bhi de doon, lekin us ke baad tum ne ager keh dia ke diagrams bana ker apnay jawaab ki wazahat karo to phir mein kis ki phuphi ko chachi aakhon ga :garmi:
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #25
                      Re: Vote N Reply...(Haqooq)

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      Misaalein bhi de doon, lekin us ke baad tum ne ager keh dia ke diagrams bana ker apnay jawaab ki wazahat karo to phir mein kis ki phuphi ko chachi aakhon ga :garmi:
                      rehne dein phir... khaw m khaw beech mein bolne ke pehle yeh sub soch lete tu kisi ki bhi phuphi ko chachi na kehna parta... :lpop:

                      Comment


                      • #26
                        Re: Vote N Reply...(Haqooq)

                        Originally posted by ummid View Post
                        rehne dein phir... khaw m khaw beech mein bolne ke pehle yeh sub soch lete tu kisi ki bhi phuphi ko chachi na kehna parta... :lpop:
                        Theek he Phuphi, I mean Chachi, I mean Ummid Jee :garmi:
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #27
                          Re: Vote N Reply...(Haqooq)

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          Theek he Phuphi, I mean Chachi, I mean Ummid Jee :garmi:
                          shukriya uncle, I mean chacha, I mean mr aamir.... :hairdrayer:

                          Comment


                          • #28
                            Re: Vote N Reply...(Haqooq)

                            Originally posted by ummid View Post
                            shukriya uncle, I mean chacha, I mean mr aamir.... :hairdrayer:
                            Copy Cat :fight:
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #29
                              Re: Vote N Reply...(Haqooq)

                              Originally posted by munda_sialkoty View Post
                              Copy Cat :fight:
                              sarah aamir ne aap ka thread kharab kar diya 372-shock

                              Comment


                              • #30
                                Re: Vote N Reply...(Haqooq)

                                Originally posted by ummid View Post
                                sarah aamir ne aap ka thread kharab kar diya 372-shock
                                saraah mein ne kuch nahi kia
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X