Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

**Improvement...!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: **Improvement...!!

    most ppl say that i am very moody.... i dont know if I am

    Comment

    • #17
      Re: **Improvement...!!

      Originally posted by Strawberry View Post
      most ppl say that i am very moody.... i dont know if I am
      bache aksar moody hi hote hen,bare ho kar apne mood par qaboo pana seekhta he insan:tasali:

      Comment

      • #18
        Re: **Improvement...!!

        Originally posted by unity View Post
        bache aksar moody hi hote hen,bare ho kar apne mood par qaboo pana seekhta he insan:tasali:
        :shyy:

        Comment

        • #19
          Re: **Improvement...!!

          Originally posted by ummid View Post
          Asalamaalaikum

          ummid hai sub khairyat se honge....:hairdrayer:

          aap ki life ke woh areas jin mein aap behavioral vise improvement lana chahte hain kaun se hain?? or kyun?? :lpop:

          ya aap nahi.. per aap ke parents ya frndz ya aap se related log chahte hain ke aap life ke us aspect ya area mein kuch change in the sense of improvement lao.... aap ko kya lagta hai woh sahi kehte hain ya nahi?
          if yes... why?
          if No.. why??372-shock

          Walaikum Assalam....

          waise koi mane ga nahi...lekin me ghar me aur uni me buhat kam bolta....mere pass jub tuk bolne k lie koi topic nahi hota me nahi bolta...han aik dafa bolna shru kuro to phir bolta rehta ho...to aik to yeh change lana he...:think:...zyada aur acha bolne wala...

          phir me relatives se itne nahi milta...infact milta hi nahi....
          ya to ghar ya uni...yeh me k ghar wale bhi kehte he k issae change kuro:think:..Eid k din aik hot topic yehi hote he k kahi jao kisi se mil k aao.

          filhal to yahi he...:think:

          Comment

          • #20
            Re: **Improvement...!!

            Originally posted by MSA View Post

            LOL

            - Aur aik apni tamatar maarney wali adat mey bhi improvement laaney ki zaroorat hai :oldie:
            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment

            • #21
              Re: **Improvement...!!

              Originally posted by Z. View Post
              LOL

              - Aur aik apni tamatar maarney wali adat mey bhi improvement laaney ki zaroorat hai :oldie:
              :think:...

              Comment

              • #22
                Re: **Improvement...!!

                Originally posted by MSA View Post
                :think:...
                yani k tamatar marney k liye nahi hotey hein... :-D
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment

                • #23
                  Re: **Improvement...!!

                  Originally posted by Z. View Post
                  yani k tamatar marney k liye nahi hotey hein... :-D
                  to abb andae wala emo hi nahi e:think:

                  Comment

                  • #24
                    Re: **Improvement...!!

                    Originally posted by ummid View Post
                    Asalamaalaikum

                    ummid hai sub khairyat se honge....:hairdrayer:

                    aap ki life ke woh areas jin mein aap behavioral vise improvement lana chahte hain kaun se hain?? or kyun?? :lpop:

                    ya aap nahi.. per aap ke parents ya frndz ya aap se related log chahte hain ke aap life ke us aspect ya area mein kuch change in the sense of improvement lao.... aap ko kya lagta hai woh sahi kehte hain ya nahi?
                    if yes... why?
                    if No.. why??372-shock

                    no yes no no 50 50:D

                    Comment

                    • #25
                      Re: **Improvement...!!

                      Originally posted by ummid View Post
                      awww....

                      kisi ko aap ki baat sumjh na aaye tu zaroori nahi ke aap mein problem hai problem samne waale mein bhi hosakti hai.... :D

                      or time mangment.... hmmm... yeh tu me ko bhi seekhna hai...
                      cool Ummid bari zabardast baat kehi hai...:super:

                      mmm... time management mein zyada tar loagoon ko prblem kiun rehti hai..:think:
                      For New Designers
                      وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                      Comment

                      • #26
                        Re: **Improvement...!!

                        W/Salam. Mera Gussa. Mj mein unbelievably tor pay boht ghussa hai boht koshish ki mgr khtm nahi hota. Jb mein Ghussay mein hun or koi mj smjhay to mera gussa kam hony ki bjay barhta jata hai.

                        Or meri jugto ki aadat. Har wakt non-serious rehta hun. jb bhi moka milay jugten shuru kar deta hun

                        Comment

                        • #27
                          Re: **Improvement...!!

                          Originally posted by ummid View Post
                          Asalamaalaikum

                          ya aap nahi.. per aap ke parents ya frndz ya aap se related log chahte hain ke aap life ke us aspect ya area mein kuch change in the sense of improvement lao.... aap ko kya lagta hai woh sahi kehte hain ya nahi?
                          if yes... why?
                          if No.. why??372-shock

                          waalikum asslam

                          ummid aur yeh topic ......hmmmmmmmmmmmmm/shade

                          well thorra bohat badal leti hoon khud ko ,wo kya hai k nokeelay konay hamwaar krnay me koi burai nae hoti :)

                          baqi itna badlnay ki zaroorat nae k aap....... .''aap'' hi na rahain

                          (haan agr mehboob ki zaat me samana hai tou koi muzaiqa nae/huh)
                          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                          Comment

                          • #28
                            Re: **Improvement...!!

                            Originally posted by Masood View Post
                            Wa allaikum salaam

                            Hmmmmmmm bohat achha aur qabil-e-tareef thread lagaya hai - agar yeh bakbak sey paak raha to :)

                            Improvement insaani zindagi ka aik aham hissah hai. Jo waqt key saath saath apni shakhsiyat mein improvement nahin lata, woh kabhi kuchh nahin seekh sakta.

                            There are some areas in my life which needs improvement. Har kisi per to baat nahin ho sakti. Magar aik yeh hai keh mujh mein la'parwaii hai. La'parwaii is sense mein keh merey dil har rishtey ka apna apna ehtram hai - magar meri fitrat mein yeh kabhi nahin raha keh main logon ko phone per phone karoon, aaey roz unkey paas jaoun, mail'mulaqat ka silsala chalta rahey waghera waghera - jabkeh yeh baat ham sab jantey hain keh rishtey waqt mangtey hain aur waqt aisa zaalim hai keh haath hi nahin aata... so I wanna improve on that aspect...
                            yeh tou meray wali he baat ho gayi masood bhai ..isi wajha se log mujhay kehte hai k yaar tum jab miltay ho tou aisa lagta hai jaise pata nhi k tumko hamari kitni chahat hai lakin jab door jatay ho tou aik min ki call ker k yeh poochna be gawara nhi karte k hum jee be rahay hain yah mar gaye

                            Comment

                            Working...
                            X