Assalam o Alaikum...
aik dafa hajj k mouqe pe hajjio ne kisi buzurg se daryaft kia k hum me se yaha kis ka hajj qabool hua...unho ne jis shaks ka naam lia wo waha mojood hi na tha...us shaks ko jub dhonda gaya to pata chala k us ne Hajj ada hi nahi kia...phir us ne bataya k us ne hajj k lie paise jama kie thay..aur abhi bhi kur raha tha...k aik din us ki bivi ko hamsaio k ghar se gosht ki khushboo aae...us ki bv ne kaha k ajj hum bhi gosht bana lete he...lekin chun k wo hajj k lie paise jama kur rraha tha is lie wo afford na kur saka...aur paro'sion k ghar pohanch gaya gosht mangne...jis per us k hamsai ne kaha k...yeh gosht un pe to halal he lekn app per nahi...kyun k wo haram janwar ka gosht tha....yeh dekhte hue us aadmi ne appne hajj ki jama ki hui rakam us aadmi ko de di...aur yahi aamul us k lie qabooliat'e'hajj ka bais bana....
to is sorut'e'haal ko dekhte hue...app logo ki kia raae he??
Pakistani awam pe hajj farz hota he???..jaha itni gurbut ho...??
Pakistani awam pe hajj farz hota he???..jaha itni gurbut ho...??
Comment