Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Hajj-Farz....???

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Hajj-Farz....???

    Assalam o Alaikum...

    aik dafa hajj k mouqe pe hajjio ne kisi buzurg se daryaft kia k hum me se yaha kis ka hajj qabool hua...unho ne jis shaks ka naam lia wo waha mojood hi na tha...us shaks ko jub dhonda gaya to pata chala k us ne Hajj ada hi nahi kia...phir us ne bataya k us ne hajj k lie paise jama kie thay..aur abhi bhi kur raha tha...k aik din us ki bivi ko hamsaio k ghar se gosht ki khushboo aae...us ki bv ne kaha k ajj hum bhi gosht bana lete he...lekin chun k wo hajj k lie paise jama kur rraha tha is lie wo afford na kur saka...aur paro'sion k ghar pohanch gaya gosht mangne...jis per us k hamsai ne kaha k...yeh gosht un pe to halal he lekn app per nahi...kyun k wo haram janwar ka gosht tha....yeh dekhte hue us aadmi ne appne hajj ki jama ki hui rakam us aadmi ko de di...aur yahi aamul us k lie qabooliat'e'hajj ka bais bana....

    to is sorut'e'haal ko dekhte hue...app logo ki kia raae he??
    Pakistani awam pe hajj farz hota he???..jaha itni gurbut ho...??

  • #2
    Re: Hajj-Farz....???

    Originally posted by MSA View Post

    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment

    • #3
      Re: Hajj-Farz....???

      wasalam:rose

      sirf gurbat hi tu nahi hai na?? bauaht ameer log bhi honge hi??

      jo Ameer hain woh kaafi ameer hai.... or ghareeb kaafi ghareeb

      khair... haj faraz hai.. 5 pillers of Islam mein se 1... or ek hi haj faraz hai.... baaki saare nifl haj kehlaate hain... jahan tak hume ilm hai...:rose

      recently ek shakhs se mulaqat hoi... pata chala ke unho ne kai haj kiye hain balke her saal jaate hain Taqreeban.... us se accha ek haj jo farz hai woh khud karlete or us ke baad her saal woh kisi or ko paiso se madad kar ke haj jaise farz ki adaygi mein un ki madad karate tu kya hojata?? I said the same thing to him only.... per.... badtameezi mein shumar hoi yeh baatein...:D

      khair... I think ghareeb awam is liye bhi ghareeb hai ke Ameer ameer se ameer tar hai... jo cheez ek baar hi faraz hai aap usey 10 baar kyun kar rahe hain.... dosro ke farz ki adaygi mein wahi Raqam dein tu kya hojaaye? and I think is ka yahi better solution hai is baat ka....

      Comment

      • #4

        Walekum Salam:hii:
        haan ye wakia aj me ne bhi akhbar me parha tha or haj to farz he ab is bare me koi sahib-e-ilm hi bata sakta he:think:

        Comment

        • #5
          Re: Hajj-Farz....???

          Originally posted by msa View Post
          assalam o alaikum...

          aik dafa hajj k mouqe pe hajjio ne kisi buzurg se daryaft kia k hum me se yaha kis ka hajj qabool hua...unho ne jis shaks ka naam lia wo waha mojood hi na tha...us shaks ko jub dhonda gaya to pata chala k us ne hajj ada hi nahi kia...phir us ne bataya k us ne hajj k lie paise jama kie thay..aur abhi bhi kur raha tha...k aik din us ki bivi ko hamsaio k ghar se gosht ki khushboo aae...us ki bv ne kaha k ajj hum bhi gosht bana lete he...lekin chun k wo hajj k lie paise jama kur rraha tha is lie wo afford na kur saka...aur paro'sion k ghar pohanch gaya gosht mangne...jis per us k hamsai ne kaha k...yeh gosht un pe to halal he lekn app per nahi...kyun k wo haram janwar ka gosht tha....yeh dekhte hue us aadmi ne appne hajj ki jama ki hui rakam us aadmi ko de di...aur yahi aamul us k lie qabooliat'e'hajj ka bais bana....

          to is sorut'e'haal ko dekhte hue...app logo ki kia raae he??
          pakistani awam pe hajj farz hota he???..jaha itni gurbut ho...??

          وعلیکم سلام۔۔۔۔
          مختصر یہ کہ۔۔۔۔حج صرف صاحب استطاعت لوگو پر فرض کیا گیا ہے۔۔۔۔اُدھار لے کر حج قبول نہیں ہوتا۔۔۔۔
          اور
          یہی معاملہ عید الاضحی کی قربانی کا بھی ہے۔۔۔
          ولسّلام
          [/quote]
          Last edited by kutkutariyaan; 21 November 2009, 15:28. Reason: Eid typing mistake

          Comment

          • #6
            Re: Hajj-Farz....???

            Originally posted by kutkutariyaan View Post

            وعلیکم سلام۔۔۔۔
            مختصر یہ کہ۔۔۔۔حج صرف صاحب استطاعت لوگو پر فرض کیا گیا ہے۔۔۔۔اُدھار لے کر حج قبول نہیں ہوتا۔۔۔۔
            اور
            یہی معاملہ عید الفطر کی قربانی کا بھی ہے۔۔۔
            ولسّلام
            [/QUOTE]

            or ye jo govt persons jahaz k jahaz bhar kar jate hen sarkari kharchon par haj karne wo?:think:

            Comment

            • #7
              Re: Hajj-Farz....???

              Originally posted by unity View Post

              Simple na.... Un ka Haj Qabool nahi hota....

              eg. Nawaz Shereef, Zoordari :) etc yeah sab Haj k leye jate hain to.... 1 or 2 day me wapis aa jate hain....just Medaan-e-Erfaat me therte hain.... 40 Namazen poori nahi kerte.......

              Yeah koi Haj na hua....Islam sab k leye Equal hai.... :thmbup

              Comment

              • #8
                Re: Hajj-Farz....???

                Originally posted by kutkutariyaan View Post
                اور
                یہی معاملہ عید الفطر کی قربانی کا بھی ہے۔۔۔
                ولسّلام
                [/QUOTE]

                Originally posted by kutkutariyaan View Post
                Simple na.... Un ka Haj Qabool nahi hota....
                یہ عید الفطر پر قربانی کب سے ہونے لگی 372-haha اور ساتھ میں یہ بھی بتلاؤ میاں کہ حج کی قبولیت اور عدم قبولیت کا ٹھیکہ یو کے پاس کب سے آگیا ؟؟؟؟؟؟؟؟؟
                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                Comment

                • #9
                  Re: Hajj-Farz....???

                  Originally posted by kutkutariyaan View Post

                  وعلیکم سلام۔۔۔۔
                  مختصر یہ کہ۔۔۔۔حج صرف صاحب استطاعت لوگو پر فرض کیا گیا ہے۔۔۔۔اُدھار لے کر حج قبول نہیں ہوتا۔۔۔۔
                  اور
                  یہی معاملہ عید الفطر کی قربانی کا بھی ہے۔۔۔
                  ولسّلام
                  [/QUOTE]

                  Yani Ub eid-ul-fitar mein ghareeb loog murghiyaan kurbaan na karein 372-haha372-haha372-haha372-haha
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #10
                    Re: Hajj-Farz....???

                    Originally posted by MSA View Post
                    Assalam o Alaikum...

                    aik dafa hajj k mouqe pe hajjio ne kisi buzurg se daryaft kia k hum me se yaha kis ka hajj qabool hua...unho ne jis shaks ka naam lia wo waha mojood hi na tha...us shaks ko jub dhonda gaya to pata chala k us ne Hajj ada hi nahi kia...phir us ne bataya k us ne hajj k lie paise jama kie thay..aur abhi bhi kur raha tha...k aik din us ki bivi ko hamsaio k ghar se gosht ki khushboo aae...us ki bv ne kaha k ajj hum bhi gosht bana lete he...lekin chun k wo hajj k lie paise jama kur rraha tha is lie wo afford na kur saka...aur paro'sion k ghar pohanch gaya gosht mangne...jis per us k hamsai ne kaha k...yeh gosht un pe to halal he lekn app per nahi...kyun k wo haram janwar ka gosht tha....yeh dekhte hue us aadmi ne appne hajj ki jama ki hui rakam us aadmi ko de di...aur yahi aamul us k lie qabooliat'e'hajj ka bais bana....

                    to is sorut'e'haal ko dekhte hue...app logo ki kia raae he??
                    Pakistani awam pe hajj farz hota he???..jaha itni gurbut ho...??

                    Wa Alaikum Aslam,

                    Kahan se sun lete ho is tarah ki kahaniyaan 372-haha Ager aisi kahani likhni ho to us ka source bhi saath mein post kia karo.

                    Pakistani awam ho ya kahin ki bhi awam Hajj sahib-e-istataat per farz he zindagi mein kum az kum aik baar.
                    :thmbup:

                    Comment

                    • #11
                      Re: Hajj-Farz....???

                      Ameen...:dua

                      Originally posted by ummid View Post
                      wasalam:rose

                      sirf gurbat hi tu nahi hai na?? bauaht ameer log bhi honge hi??

                      jo Ameer hain woh kaafi ameer hai.... or ghareeb kaafi ghareeb

                      khair... haj faraz hai.. 5 pillers of Islam mein se 1... or ek hi haj faraz hai.... baaki saare nifl haj kehlaate hain... jahan tak hume ilm hai...:rose

                      recently ek shakhs se mulaqat hoi... pata chala ke unho ne kai haj kiye hain balke her saal jaate hain Taqreeban.... us se accha ek haj jo farz hai woh khud karlete or us ke baad her saal woh kisi or ko paiso se madad kar ke haj jaise farz ki adaygi mein un ki madad karate tu kya hojata?? I said the same thing to him only.... per.... badtameezi mein shumar hoi yeh baatein...:D

                      khair... I think ghareeb awam is liye bhi ghareeb hai ke Ameer ameer se ameer tar hai... jo cheez ek baar hi faraz hai aap usey 10 baar kyun kar rahe hain.... dosro ke farz ki adaygi mein wahi Raqam dein tu kya hojaaye? and I think is ka yahi better solution hai is baat ka....
                      waise kehte he bulawa bhi ata he

                      Originally posted by unity View Post
                      Walekum Salam:hii:
                      haan ye wakia aj me ne bhi akhbar me parha tha or haj to farz he ab is bare me koi sahib-e-ilm hi bata sakta he:think:
                      sahib'e'ilm:think:
                      me ko bhi aik sahib'e'ilm chaie life time gurantee k sath

                      Comment

                      • #12
                        Re: Hajj-Farz....???

                        Walaikum Assalaam MSA

                        Jaisa kay saathi members nay kaha kay HAJJ srif sahib-e-istitayat per farz hay zindagi main kamazkam aik dafa.... aur iss ki qubooliyat ka andaaza koi nahin laga sakta, bas hum sab dua kartay hain kay jitnay bhi Hijaj karaam hay ALLAH SWT unkay safar ko, unki niyat ko aur unkay amaal ko apni bargah main qubool-o-manzoor farmayay, kiyonki ALLAH SWT sab ki niyatoon aur amaal say bakhoobi waaqif hay.

                        May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

                        Fi Amaan ALLAH
                        sigpic

                        Comment

                        • #13
                          Re: Hajj-Farz....???

                          Originally posted by kutkutariyaan View Post
                          وعلیکم سلام۔۔۔۔
                          مختصر یہ کہ۔۔۔۔حج صرف صاحب استطاعت لوگو پر فرض کیا گیا ہے۔۔۔۔اُدھار لے کر حج قبول نہیں ہوتا۔۔۔۔
                          اور
                          یہی معاملہ عید الفطر کی قربانی کا بھی ہے۔۔۔
                          ولسّلام
                          [/QUOTE]
                          waise mein ne suna he k agur app udhar le kur qurbani kur sakte he...is shur pe k app udhar luta dein ge to qurbani aada kur deni chahie...

                          Baki Allah Behter janta he...

                          Originally posted by kutkutariyaan View Post
                          Simple na.... Un ka Haj Qabool nahi hota....

                          eg. Nawaz Shereef, Zoordari :) etc yeah sab Haj k leye jate hain to.... 1 or 2 day me wapis aa jate hain....just Medaan-e-Erfaat me therte hain.... 40 Namazen poori nahi kerte.......

                          Yeah koi Haj na hua....Islam sab k leye Equal hai.... :thmbup
                          waise yaar yeh kia waja he k hum log dosro ko kaafir, munafiq aur gunhegar kehne me itni jaldi dikhate he:think:

                          kisi ka hajj qabool hota he nahi hota...koi kafir he kon musalman...kon shaheed he kon jan'bahaq is ka faisla hum khud kyun kurne beth jate he...

                          waise mere khayal me islam sub k lie equal nahi he...
                          agur sheshe k bartan me zyada bojh dalein gein to wo toot bhi sakta he...

                          depend kurta he taqat kitni he...absorption power kitni he...

                          Baki Allah behter janne wala he...

                          Comment

                          • #14
                            Re: Hajj-Farz....???

                            یہ عید الفطر پر قربانی کب سے ہونے لگی 372-haha اور ساتھ میں یہ بھی بتلاؤ میاں کہ حج کی قبولیت اور عدم قبولیت کا ٹھیکہ یو کے پاس کب سے آگیا ؟؟؟؟؟؟؟؟؟

                            mein ne aik serious thread lagadia he...jo betuka bhi nahi...abb to reply kur dein
                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            Wa Alaikum Aslam,

                            Kahan se sun lete ho is tarah ki kahaniyaan 372-haha Ager aisi kahani likhni ho to us ka source bhi saath mein post kia karo.

                            Pakistani awam ho ya kahin ki bhi awam Hajj sahib-e-istataat per farz he zindagi mein kum az kum aik baar.
                            yeh shayd javed chaudhru ka article tha lekin me ne kafi arsa pehle parhi thi aur abhi mujhay wo mil nahi raha...

                            waise 2 gawahi to is thread me bhi aagae...jo aadhi aadhi count ho k 1 bun jati he
                            Last edited by MeemSheenAlif; 20 November 2009, 22:20.

                            Comment

                            • #15
                              Re: Hajj-Farz....???

                              Originally posted by thefire1 View Post

                              Working...
                              X