Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

**Ghayab-Dimaghi...!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: **Ghayab-Dimaghi...!!

    buhat kam bhulti houn batian or cheezian ..zaidatar yaad rehta hai sub
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

    Comment

    • #17
      Re: **Ghayab-Dimaghi...!!

      Originally posted by Aanchal View Post
      buhat kam bhulti houn batian or cheezian ..zaidatar yaad rehta hai sub
      bara tez he tumhara dimag, badam khati ho kia :think:
      :thmbup:

      Comment

      • #18
        Re: **Ghayab-Dimaghi...!!

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        bara tez he tumhara dimag, badam khati ho kia :think:

        janab ap bhi badaaam khaya karoo 372-scare kionke ap hum ko bhoolte jaa rahe ho

        Comment

        • #19
          Re: **Ghayab-Dimaghi...!!

          Originally posted by ummid View Post
          Asalamaalaikum

          ummid hai aap sub khairyat se honge...:hairdrayer:

          woh poochna yeh tha keh aap sub kitne ghayab dimagh hai??372-shock

          jaise kisi kaam ko shoro kar ke bhool jana... kuch parh rahe ho or yeh bhool jana ke start mein kya parha tha... rasta chalte chalte yeh bhool jana ke jaa kahan rahe the.... etc etc:shyy:

          in short... aap aisi "bhool" kitni karte hain ek din mein?? or is ki wajah se kabhi family ya ird gird ke logo se dant pari??

          P.S: masood bhai ke case mein yeh umar ka taQaza hoga Yaqeenan... :D
          waalikum assalm

          bohat zayada bhoolti hoon aur bohat daant parrti hai ammi abuu bhai se
          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

          Comment

          • #20
            Re: **Ghayab-Dimaghi...!!

            Good abhi bhoolay say bhi nahin bhooliyay ga :)

            Originally posted by ummid View Post
            otayz.... :D

            mobile: its ok ager aap bhool jaayen tu... per kabhi koi emergency par jaaye tu masalah hojaata hai

            26th july ko me cell fone ghar bhool gai or phir baarish mein phans gai... saare fonez bhi thup... sub kuch band.... tub me ko bauaht rona aaya tha... or mobile ki wajah se me ko kisi ka number bhi yaad nahi rehta :garmi:.. tu bus.. ghar aai tu amma ne tu nahi bhaiyo ne khoob khabar li thi...
            sigpic

            Comment

            • #21
              Re: **Ghayab-Dimaghi...!!

              Originally posted by ummid View Post
              Asalamaalaikum

              P.S: masood bhai ke case mein yeh umar ka taQaza hoga Yaqeenan... :D
              Wa salaam beti - main kabhi kuchh nahin bhoola.... :think::think::think:

              Topic kya tha? 372-haha372-haha372-haha
              Last edited by Masood; 16 November 2009, 12:33.
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment

              • #22
                Re: **Ghayab-Dimaghi...!!

                walikum salam ummid
                Main bohat bhulakkar insaan hon, bohat kuch bhool jata hon :)
                Allah

                Comment

                • #23
                  Re: **Ghayab-Dimaghi...!!

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  U apna gutna ragroo, tumhara dimaagh hazir ho jaye ga 372-shock
                  dimagh na hua jin ho gya372-scare

                  Comment

                  • #24
                    Re: **Ghayab-Dimaghi...!!

                    Originally posted by ummid View Post
                    Asalamaalaikum

                    ummid hai aap sub khairyat se honge...:hairdrayer:

                    woh poochna yeh tha keh aap sub kitne ghayab dimagh hai??372-shock

                    jaise kisi kaam ko shoro kar ke bhool jana... kuch parh rahe ho or yeh bhool jana ke start mein kya parha tha... rasta chalte chalte yeh bhool jana ke jaa kahan rahe the.... etc etc:shyy:

                    in short... aap aisi "bhool" kitni karte hain ek din mein?? or is ki wajah se kabhi family ya ird gird ke logo se dant pari??

                    P.S: masood bhai ke case mein yeh umar ka taQaza hoga Yaqeenan... :D
                    Walaikum Assalam....

                    reading kurte waqt hota he....mujhay yaad hi nahi rehta k abhi uper kia perha he...infact baaz aukat to aisa bhi hota he....k class me physically present hota ho but mentally nahi...mujhay bus awaz arahi hoti he per aik lafz bhi identify nahi ho raha hota....

                    aur market, saaman lene jao to koi na koi cheez me bhool hi jata ho...

                    lekin yeh sub gayb'demaghi ki waha se nahi hota...bulkae...extra hazir demaghi keh sakte he...kyun k me us waqt koi thoought process chal raha hota he....

                    u know multi'tasking:embarasse

                    Comment

                    • #25
                      Re: **Ghayab-Dimaghi...!!

                      Originally posted by MSA View Post

                      isi ko ghaeb dimaghi kehte hen na...mere sath bhi esa hi hota he:think:

                      Comment

                      • #26
                        Re: **Ghayab-Dimaghi...!!

                        Originally posted by unity View Post
                        isi ko ghaeb dimaghi kehte hen na...mere sath bhi esa hi hota he:think:
                        per dimagh to hazir hota he....lekin kisi aur kaam me

                        Comment

                        • #27
                          Re: **Ghayab-Dimaghi...!!

                          mai ziada ni juz 90%:shyy:
                          aur dant to buhat hi parti hai

                          Comment

                          • #28
                            Re: **Ghayab-Dimaghi...!!

                            Originally posted by MSA View Post
                            per dimagh to hazir hota he....lekin kisi aur kaam me
                            jab kisi or kaam me bzy ho to us ko dimagh ka gaeb hona he kahen ge na

                            Originally posted by Sky angel View Post
                            mai ziada ni juz 90%:shyy:
                            aur dant to buhat hi parti hai
                            serf 90%:think:

                            :tasali:

                            Comment

                            • #29
                              Re: **Ghayab-Dimaghi...!!

                              Originally posted by unity View Post
                              jab kisi or kaam me bzy ho to us ko dimagh ka gaeb hona he kahen ge na
                              acha
                              waise yeh aik tareeqa bhi he meditation ka....sari awazo ko block kur k aik khas awaz ko sunna

                              Comment

                              • #30
                                Re: **Ghayab-Dimaghi...!!

                                Originally posted by BadMan View Post
                                janab ap bhi badaaam khaya karoo 372-scare kionke ap hum ko bhoolte jaa rahe ho
                                Hein :think:

                                Koon ho tum :think:
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X