Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

**Ghayab-Dimaghi...!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • **Ghayab-Dimaghi...!!

    Asalamaalaikum

    ummid hai aap sub khairyat se honge...:hairdrayer:

    woh poochna yeh tha keh aap sub kitne ghayab dimagh hai??372-shock

    jaise kisi kaam ko shoro kar ke bhool jana... kuch parh rahe ho or yeh bhool jana ke start mein kya parha tha... rasta chalte chalte yeh bhool jana ke jaa kahan rahe the.... etc etc:shyy:

    in short... aap aisi "bhool" kitni karte hain ek din mein?? or is ki wajah se kabhi family ya ird gird ke logo se dant pari??

    P.S: masood bhai ke case mein yeh umar ka taQaza hoga Yaqeenan... :D

  • #2
    Re: **Ghayab-Dimaghi...!!

    mein kafi hoon
    :thmbup:

    Comment


    • #3
      Re: **Ghayab-Dimaghi...!!

      me bohat hun:shyy:

      Comment


      • #4
        Re: **Ghayab-Dimaghi...!!

        mere saath kabhi khabar aisa ho jata hai ke kuch parh raha hoon tu ye yaad nei rehta ke last page pe kia parha hai fer dobara se parhta hoon aur sometimes koi kaam shuru karke bhool jata hoon aur jab yaad aata hai tu buhat sharmindah hona parta hai

        Comment


        • #5
          Re: **Ghayab-Dimaghi...!!

          main bilkul bhi naheen hon aik hafizay hi per to naz tha go ab pehly jaysa naheen raha magar bhulakkar ya gayeb demagh hargiz naheen hon
          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

          Comment


          • #6
            Re: **Ghayab-Dimaghi...!!

            Originally posted by unity View Post
            me bohat hun:shyy:
            hamaray khyalaat phir mil gaye 372-haha
            :thmbup:

            Comment


            • #7
              Re: **Ghayab-Dimaghi...!!

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              mein kafi hoon
              Originally posted by unity View Post
              me bohat hun:shyy:
              :D

              Originally posted by BadMan View Post
              mere saath kabhi khabar aisa ho jata hai ke kuch parh raha hoon tu ye yaad nei rehta ke last page pe kia parha hai fer dobara se parhta hoon aur sometimes koi kaam shuru karke bhool jata hoon aur jab yaad aata hai tu buhat sharmindah hona parta hai
              :lol...
              koi waqya yaad hai??

              Originally posted by aabi2cool View Post
              main bilkul bhi naheen hon aik hafizay hi per to naz tha go ab pehly jaysa naheen raha magar bhulakkar ya gayeb demagh hargiz naheen hon
              MashAllah.... :rose

              Comment


              • #8
                Re: **Ghayab-Dimaghi...!!

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                hamaray khyalaat phir mil gaye 372-haha
                pehle kab mile the?:think:

                Comment


                • #9
                  Re: **Ghayab-Dimaghi...!!

                  Originally posted by unity View Post
                  pehle kab mile the?:think:
                  doosray thread mein :embarasse
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #10
                    Re: **Ghayab-Dimaghi...!!

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    doosray thread mein :embarasse
                    konsa doosra thread?

                    Comment


                    • #11
                      Re: **Ghayab-Dimaghi...!!

                      Originally posted by unity View Post
                      konsa doosra thread?
                      wohi wala :shyy:
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #12
                        Re: **Ghayab-Dimaghi...!!

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        wohi wala :shyy:
                        konse wale?mera dimagh ghaib he is waqtau:

                        Comment


                        • #13
                          Re: **Ghayab-Dimaghi...!!

                          Originally posted by unity View Post
                          konse wale?mera dimagh ghaib he is waqtau:
                          U apna gutna ragroo, tumhara dimaagh hazir ho jaye ga 372-shock
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #14
                            Re: **Ghayab-Dimaghi...!!

                            Walaikum Assalaam

                            ALHAMDULLILAH koshish tou bohat rakhta hoon kay humesha hazir dimaghi say kaam loon magar aksar aisa hojaata hay kay ghar say niklay tou purse laina, ya kabhi keys waghaira, ya kabhi tou mobile laina bhool gayay, magar aisa kabhi nahi hua kay kisi say daant paRe ho iss baat per, khair mujhay waisay bhi kisi baat per daant nahin paRtii, laadla jo hoon sab ka :lol

                            Originally posted by ummid View Post
                            Asalamaalaikum

                            ummid hai aap sub khairyat se honge...:hairdrayer:

                            woh poochna yeh tha keh aap sub kitne ghayab dimagh hai??372-shock

                            jaise kisi kaam ko shoro kar ke bhool jana... kuch parh rahe ho or yeh bhool jana ke start mein kya parha tha... rasta chalte chalte yeh bhool jana ke jaa kahan rahe the.... etc etc:shyy:

                            in short... aap aisi "bhool" kitni karte hain ek din mein?? or is ki wajah se kabhi family ya ird gird ke logo se dant pari??

                            P.S: masood bhai ke case mein yeh umar ka taQaza hoga Yaqeenan... :D
                            sigpic

                            Comment


                            • #15
                              Re: **Ghayab-Dimaghi...!!

                              Originally posted by thefire1 View Post
                              Walaikum Assalaam

                              ALHAMDULLILAH koshish tou bohat rakhta hoon kay humesha hazir dimaghi say kaam loon magar aksar aisa hojaata hay kay ghar say niklay tou purse laina, ya kabhi keys waghaira, ya kabhi tou mobile laina bhool gayay, magar aisa kabhi nahi hua kay kisi say daant paRe ho iss baat per, khair mujhay waisay bhi kisi baat per daant nahin paRtii, laadla jo hoon sab ka :lol
                              otayz.... :D

                              mobile: its ok ager aap bhool jaayen tu... per kabhi koi emergency par jaaye tu masalah hojaata hai

                              26th july ko me cell fone ghar bhool gai or phir baarish mein phans gai... saare fonez bhi thup... sub kuch band.... tub me ko bauaht rona aaya tha... or mobile ki wajah se me ko kisi ka number bhi yaad nahi rehta :garmi:.. tu bus.. ghar aai tu amma ne tu nahi bhaiyo ne khoob khabar li thi...

                              Comment

                              Working...
                              X