Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aik aeysa waqiya

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Aik aeysa waqiya

    Walekum Salam:hii:
    wakiya to nahi lekin kuch logon ki waja se meri soch me bohat changes aein,wo log jin ko me ne kabhi aamne samne nahi dekha,Qudratullah Shahab se chal kar me Mumtaz Mufti tak pohanchi,Mumtaz Mufti se Prof Rafiq Akhtar.or prof sahab ko parha to laga aik spell hua or dunya hi badal gai.mere zehen me jo sawal hamesha se machla karte the un k jawab mile,ankhen khuli,bas ye k apni har soch ko ham lafzom me muqeed nahi kar sakte to yahan bhi kuch esa hi he:)

    Comment


    • #32
      Re: Aik aeysa waqiya

      Originally posted by Z. View Post
      Asalam alaikum,

      Aik aeysa waqiya jiss ney aap ki zindagi badal di ho? agar hai tau aap hamarey sath zaroor share kijiye ga

      :think::think:
      well i think bohat ay ayse wakiyaat hoty hain jo insan ko aur us ki life ko change ker daytain hain jayse aj kal main bohat kuch seekh rahi hon learning process sy gozer rahi muje pata lgta ja rha k dunya kia hain loog kia hain . aur masood bhai humsha sahe kehty k saber aur tahmul sy kam lena chaye aur un ki yeh baat mery dimgk ek hisy main agai hain baki reh gai hain372-hahawell ek wakiya jis sy muje yeh sabeq mila k insan ko kamzor nhe hona chaye na he jazbati 372-scare372-scare
      ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

      sigpic

      Comment


      • #33
        Re: Aik aeysa waqiya

        Waalimum Assalam.Waqia To Ho choka Zindagi kab badlti Hay Iss ka intizar hay????
        :star1:

        Comment


        • #34
          Re: Aik aeysa waqiya

          [B]Waalikum Assalam.Waqia To Ho choka Zindagi kab badlti Hay Iss ka intizar hay????[/B]
          :star1:

          Comment


          • #35
            Re: Aik aeysa waqiya

            Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
            haan to phir batao kia kaha tha dost nay :mm:
            mujay sharam aati he 372-shed
            :thmbup:

            Comment


            • #36
              Re: Aik aeysa waqiya

              wasalam Z.

              well chote mote changes tu bauaht aaye hain....:hairdrayer: per all over life per imact... not yet... I am still the same with (may be) no chance of improvment...:lol

              Comment


              • #37
                Re: Aik aeysa waqiya

                Originally posted by Z. View Post
                Asalam alaikum,

                Aik aeysa waqiya jiss ney aap ki zindagi badal di ho? agar hai tau aap hamarey sath zaroor share kijiye ga
                Walakum Assalam...

                nahi abhi tuk to aisa kuch nahi hua:think:...lekin hona chaie...kuch naya hona chaie...adventurous...thrilling sa ....

                boriat hone lagi he abb to

                Comment


                • #38
                  Re: Aik aeysa waqiya

                  Originally posted by Z. View Post
                  Asalam alaikum,

                  Aik aeysa waqiya jiss ney aap ki zindagi badal di ho? agar hai tau aap hamarey sath zaroor share kijiye ga
                  :hairdrayer:..abhi tak o life asi ki tesi ha :p
                  koi nahi badli..:p

                  Comment


                  • #39
                    Re: Aik aeysa waqiya

                    Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
                    :hairdrayer:..abhi tak o life asi ki tesi ha :p
                    koi nahi badli..:p
                    yaani you or hum same same :hug:

                    Comment


                    • #40
                      Re: Aik aeysa waqiya

                      Originally posted by ummid View Post
                      yaani you or hum same same :hug:
                      yupppppppppp :shyy:

                      Comment


                      • #41
                        Re: Aik aeysa waqiya

                        Meri zindagi main tagyrat aaty rehte hain, aur agar main inhi tagyrat ko kisi waqye se mansoob kar don to yeh ghalat ho ga. Main jo kal tha aaj nahi hon. aur jo aaj hon kal nahi hon ga inshALLAH :)
                        Allah

                        Comment


                        • #42
                          Re: Aik aeysa waqiya

                          Originally posted by Z. View Post
                          Asalam alaikum,

                          Aik aeysa waqiya jiss ney aap ki zindagi badal di ho? agar hai tau aap hamarey sath zaroor share kijiye ga
                          Walikum Salam.... chiips

                          Wese to Life me bohut se Experience hue hain.... But Recently jo hua wo yea hai k.... Kisi per Trust nahi kerna chaheye..... Allah Pak kehte hain k Me uss shakhs se bohut khush hota ho jo shakhs without referance kisi ki Help kere.

                          Or jo Sab se without expectation Sincere hota hai Allah Pak us se khush rehte hain.....

                          Well aaj sara din bohut upset raha.... Kisi per Trust nahi kerna chaheye nahii nahii nahii nahii nahii

                          Comment


                          • #43
                            Re: Aik aeysa waqiya

                            Originally posted by Z. View Post
                            Asalam alaikum,

                            Aik aeysa waqiya jiss ney aap ki zindagi badal di ho? agar hai tau aap hamarey sath zaroor share kijiye ga
                            Wa Alaikum Assalam

                            ji me ki zindagi mein bhi almost dhaey saal pehlay aissa aik aissa incident huaa jis ki waja se zindagi ka rukh , soch ka andaz sab hee aik dumm badal gaya ........
                            sigpic

                            Comment


                            • #44
                              Re: Aik aeysa waqiya

                              Originally posted by Z. View Post
                              Asalam alaikum,

                              Aik aeysa waqiya jiss ney aap ki zindagi badal di ho? agar hai tau aap hamarey sath zaroor share kijiye ga
                              و عليكم السلام و رحمة الله و بركاته

                              WAQIYA
                              .........:think:
                              .......................!!!!!

                              Comment


                              • #45
                                Re: Aik aeysa waqiya

                                Originally posted by bhataktii rooh View Post
                                و عليكم السلام و رحمة الله و بركاته

                                WAQIYA
                                .........:think:
                                suntay aaiy thay qissa-e-majnooN,
                                ab jo daikha to waqeya nikla, :think:

                                woh wala waqeya bachay

                                kaisi ho
                                That's Enough...!!

                                Comment

                                Working...
                                X