Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aik aeysa waqiya

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Aik aeysa waqiya

    Asalam alaikum,

    Aik aeysa waqiya jiss ney aap ki zindagi badal di ho? agar hai tau aap hamarey sath zaroor share kijiye ga
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

  • #2
    Re: Aik aeysa waqiya

    Wa allaikum salaam

    Bohat. Balkeh badaltey huwey halaat key peechhey waqeyat hi to hotey hain jo zindagi mein taghayyuraat latey hain.....
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #3
      Re: Aik aeysa waqiya

      Originally posted by Masood View Post
      Wa allaikum salaam

      Bohat. Balkeh badaltey huwey halaat key peechhey waqeyat hi to hotey hain jo zindagi mein taghayyuraat latey hain.....
      Aap share nahi karein gey'?
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment


      • #4
        Re: Aik aeysa waqiya

        Originally posted by Z. View Post
        Aap share nahi karein gey'?
        Karoon ga - kyun nahin - magar zara ikatha to kar leney do - tum bhi patah nahin kahan sey batein nikaal lati ho - ab hamari umer to nahin na keh chat pat likh dein :p
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #5
          Re: Aik aeysa waqiya

          Originally posted by Masood View Post
          Karoon ga - kyun nahin - magar zara ikatha to kar leney do - tum bhi patah nahin kahan sey batein nikaal lati ho - ab hamari umer to nahin na keh chat pat likh dein :p
          Okay! :tock:
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment


          • #6
            Re: Aik aeysa waqiya

            Originally posted by Z. View Post
            Asalam alaikum,

            Aik aeysa waqiya jiss ney aap ki zindagi badal di ho? agar hai tau aap hamarey sath zaroor share kijiye ga
            :think:
            That's Enough...!!

            Comment


            • #7
              Re: Aik aeysa waqiya

              Originally posted by Masood View Post
              ab hamari umer to nahin na keh chat pat likh dein :p
              je uncle aap nay bilkul saheh kaha :lpop:
              That's Enough...!!

              Comment


              • #8
                Re: Aik aeysa waqiya

                Originally posted by Z. View Post
                Asalam alaikum,

                Aik aeysa waqiya jiss ney aap ki zindagi badal di ho? agar hai tau aap hamarey sath zaroor share kijiye ga
                wa alaikum aslam,

                Ji hay aik waqeya, bulke mere doost ne muj se aik baat share ki thi, mujay us se bohat inspiration mili. Aur wohi baat meri life mein turning point sabit hui and eventually I became a successful man. Aur mera doost bhi nahi jaanta ke meri kaamyaabi ke peechay us ki aik baat ka kitna haath he.
                :thmbup:

                Comment


                • #9
                  Re: Aik aeysa waqiya

                  Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                  je uncle aap nay bilkul saheh kaha :lpop:


                  @topic:

                  Zinia aik waqiyat share karta hoon. Is mein meri ana (meri khudi) involve thi. Main abhi collgue mein tha keh musalsal operations ki wajah sey mera taleemi silsila kaafi munqatah raha, aur uskey saath hi mujhey physically problems ki wajah sey apni course chhorrna parra. Mujhey economic problems huin to main ney aik sarkari idarey sey rabta kiya. Wahan per mujhey bohat toheen'amez jumla suneney ko mila. Us ney mujhey kaha keh tum ney course chhorr diya hai kaam kartey to yeh halat na hoti - per tumhein ley ga kaun?

                  Is baat ney meri ana per bohat sakht chot lagaii - aur main ney wahan kharrey kharrey apney ander key insaan sey wadah kiya keh main apna mustaqbil khud bnaoun ga...

                  Zinia uskey baad 5 saal key ander ander amli zindagi mein woh muqaam haasil kiya keh duniya ki barri barri companies jin mein IBM, L'Oreal, Ementor, Maersk McKenzie line mein kharrey they keh hamarey paas aa ker kaam karo.... IBM main ney 2 baar sign ki aur 2 baar chhorri...

                  To kehna yeh keh us ki aik baat ney meri zindagi ka rukh badal diya :)
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • #10
                    Re: Aik aeysa waqiya

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    wa alaikum aslam,

                    Ji hay aik waqeya, bulke mere doost ne muj se aik baat share ki thi, mujay us se bohat inspiration mili. Aur wohi baat meri life mein turning point sabit hui and eventually I became a successful man. Aur mera doost bhi nahi jaanta ke meri kaamyaabi ke peechay us ki aik baat ka kitna haath he.
                    :think:

                    Comment


                    • #11
                      Re: Aik aeysa waqiya

                      Originally posted by Z. View Post
                      Asalam alaikum,

                      Aik aeysa waqiya jiss ney aap ki zindagi badal di ho? agar hai tau aap hamarey sath zaroor share kijiye ga
                      Walaikum Salaam

                      :think:

                      Comment


                      • #12
                        Re: Aik aeysa waqiya

                        Originally posted by Mr.Khan View Post
                        :think:
                        Originally posted by Mr.Khan View Post
                        Walaikum Salaam

                        :think:
                        u kay sir maiN kuch nahe, ghuTna khujao
                        That's Enough...!!

                        Comment


                        • #13
                          Re: Aik aeysa waqiya

                          Originally posted by Mr.Khan View Post
                          :think:
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #14
                            Re: Aik aeysa waqiya

                            Originally posted by Z. View Post
                            Asalam alaikum,

                            Aik aeysa waqiya jiss ney aap ki zindagi badal di ho? agar hai tau aap hamarey sath zaroor share kijiye ga
                            haan tha to aik waqea jis nay me ko faisla karna sikhaya warna maiN aam tour par aiveen choR dia karta tha sub muamlay ko jo hona hai ho jaiy ga
                            That's Enough...!!

                            Comment


                            • #15
                              Re: Aik aeysa waqiya

                              Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                              u kay sir maiN kuch nahe, ghuTna khujao
                              or u apna takhna khujao , shayad kuch nikal aaye :lol

                              Comment

                              Working...
                              X