Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

mera piyara sa kitchen garden

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: mera piyara sa kitchen garden

    Originally posted by Z. View Post
    paudeena itna payyara lag raha hai aur dhanya bhi.... baki k naam mujhey nahi atey hein :-D
    baki palak he,methi he,mooli he

    Comment


    • #17
      Re: mera piyara sa kitchen garden

      Originally posted by unity View Post
      thanxx...mujhe plants behad ache lagte hen or phir jab taza sabzi usi waqt tor kar pakaen to khane me behad khushi milti heteddy
      yeah... jub hum gaon jaate hain tu wahan ke khaiton se jo taazi taazi bhaji sabzi aati hai or jub phopho-amma woh pakati hai tu us ke khaane ka apna hi maza hota hai.... MashAllah

      but your garden is simply superb... MashAllah...

      Comment


      • #18
        Re: mera piyara sa kitchen garden

        Originally posted by Z. View Post
        wow !! poori sabzi mandi :-D
        haan esa hi samjh lo:khi:

        Comment


        • #19
          Re: mera piyara sa kitchen garden

          Originally posted by Masood View Post
          Yani mano_billi 372-haha

          Yani Eshaa 372-haha

          Yani Aamir 372-haha 372-haha

          Yani Fari pari :dance2:

          Yani Aabid :lol


          aap ney to poora PG ghar mein boya huwa hai 372-haha
          ab me kia kahun:shyy:



          Originally posted by Masood View Post
          Bheej lagatey nahin Rita BOTEY hain
          achaa...lekin ham to lagate hi keh dete hen tab bhi beej lag hi jate hen:khi:

          Comment


          • #20
            Re: mera piyara sa kitchen garden

            Originally posted by ummid View Post
            yeah... jub hum gaon jaate hain tu wahan ke khaiton se jo taazi taazi bhaji sabzi aati hai or jub phopho-amma woh pakati hai tu us ke khaane ka apna hi maza hota hai.... MashAllah

            but your garden is simply superb... MashAllah...
            thanxxteddy

            Comment


            • #21
              Re: mera piyara sa kitchen garden

              Originally posted by unity View Post
              achaa...lekin ham to lagate hi keh dete hen tab bhi beej lag hi jate hen:khi:
              :khi::khi:zahir hai jo bheej zameen mein jaey ga woh to phal phool dey ga :p

              Waisey merey ghar mein bhi bohat barra garden hain aur dil bohat karta hai in kamo ko magar yeh time mangtey hain jo keh merey paas nahin. Ham ney abhi sirf aik apple tree aur aik doosra lagaya hai jis per inshaAllah agley saal phal aaey ga. Last year ham ney dhaniya lagaya tha aur chhotey size ki moliyaan bhi - bohat achha lagta hai - magar again it take a lot of time and effort to keep a garden...
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • #22
                Re: mera piyara sa kitchen garden

                Originally posted by Masood View Post
                :khi::khi:zahir hai jo bheej zameen mein jaey ga woh to phal phool dey ga :p

                Waisey merey ghar mein bhi bohat barra garden hain aur dil bohat karta hai in kamo ko magar yeh time mangtey hain jo keh merey paas nahin. Ham ney abhi sirf aik apple tree aur aik doosra lagaya hai jis per inshaAllah agley saal phal aaey ga. Last year ham ney dhaniya lagaya tha aur chhotey size ki moliyaan bhi - bohat achha lagta hai - magar again it take a lot of time and effort to keep a garden...
                kisi weekend par time laga den,zeada time to aik hi dafa lagta he phir to sath sath careteddy
                hamare haan Allah ka shuker he mali mil jate hen or un ki waja se bohat help ho jati he lekin me ab khud bhi seekhne ki koshish kar rahi hun plants k bare me...in future inshAllah aik achi mali ban sakun

                Comment


                • #23
                  Re: mera piyara sa kitchen garden

                  Originally posted by unity View Post
                  kisi weekend par time laga den,zeada time to aik hi dafa lagta he phir to sath sath careteddy
                  hamare haan Allah ka shuker he mali mil jate hen or un ki waja se bohat help ho jati he lekin me ab khud bhi seekhne ki koshish kar rahi hun plants k bare me...in future inshAllah aik achi mali ban sakun
                  masla yeh nahin na keh aik baar laga diyey jaein - masla us time ka hai jo sath sath dena parrta hai - wohi time nahin milta na

                  chalein aap achhi si malan banein phir hamarey paas aana aur hamara garden set karna :dance2:
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • #24
                    Re: mera piyara sa kitchen garden

                    Originally posted by Masood View Post
                    masla yeh nahin na keh aik baar laga diyey jaein - masla us time ka hai jo sath sath dena parrta hai - wohi time nahin milta na

                    chalein aap achhi si malan banein phir hamarey paas aana aur hamara garden set karna :dance2:
                    itna sa time bhi nahi milta apko:think:
                    haan theek me seekh loon sab..phir zarur laga doon gi...mera dil chahta he har taraf plants hi plants hon...indoor outdoor

                    Comment


                    • #25
                      Re: mera piyara sa kitchen garden

                      Originally posted by unity View Post
                      itna sa time bhi nahi milta apko:think:
                      haan theek me seekh loon sab..phir zarur laga doon gi...mera dil chahta he har taraf plants hi plants hon...indoor outdoor
                      haaaaa -kya btaoun yahan per zindagi aisey hain jaisey aik machine ho - time ka patah hi nahin chalta :(

                      chalein theek aap foran seekhein phir main aap ko job deta hoon keh aap ney hamarey garden ko sohna sohna karna hai :p
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • #26
                        Re: mera piyara sa kitchen garden

                        chalo ab tum mujhay yah sabziya export kiya karo.Fresh fresh
                        ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                        Comment


                        • #27
                          Re: mera piyara sa kitchen garden

                          waalikum asslam

                          MASHALLAH zbrdst Rita :ff: :ff:

                          kya baat hai tumharay garden ki hamesha harra bhara rahay aameen :rose
                          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                          Comment


                          • #28
                            Re: mera piyara sa kitchen garden

                            Awwww.... really cool...
                            gardening is hobby of calm ppl... u must b calm
                            :haey:

                            Comment


                            • #29
                              Re: mera piyara sa kitchen garden

                              Originally posted by Masood View Post
                              haaaaa -kya btaoun yahan per zindagi aisey hain jaisey aik machine ho - time ka patah hi nahin chalta :(

                              chalein theek aap foran seekhein phir main aap ko job deta hoon keh aap ney hamarey garden ko sohna sohna karna hai :p
                              :fly:
                              Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                              chalo ab tum mujhay yah sabziya export kiya karo.Fresh fresh
                              ap yahan akar kha lia karen...me paka bhi bara acha leti hun
                              Originally posted by saraah View Post
                              waalikum asslam

                              MASHALLAH zbrdst Rita :ff: :ff:

                              kya baat hai tumharay garden ki hamesha harra bhara rahay aameen :rose
                              ameen....thanxx saraahteddy

                              Originally posted by Strawberry View Post
                              Awwww.... really cool...
                              gardening is hobby of calm ppl... u must b calm
                              :haey:
                              thankooteddy

                              Comment


                              • #30
                                Re: mera piyara sa kitchen garden

                                Originally posted by unity View Post
                                Aslamoalikum:hii:

                                aj me apko apni sabzeyon se milwane ja rahi hunjin ko dekh dekh kar mujhe itni khushi milti hesubho subho jab me in ko dekhti hun to mera dil jhoomne lagta he,hara bhara sab kuch behad khubsurat lagta he,mera piyara sa khubsurat sa kitchen garden:rose
                                Wa Alaikum Assalam

                                MashaAllah bht bht khobsurat , mann khush ho gaya

                                n u knw pakistan yaad aagaya , kiun k wahan me nay aur me k baba jaani nay bhi kitchen garden bana rakha hay , jis ki daikh bhal ab baba jani kartay hain kiun k me to yahan hoti hun........................
                                us mein bhi isee terha chhota chhota sa Hara dhaniyateddy baby palak teddy green waali onion :shyy: aur bhi mazay mazay ki cheezein lagaey huey hain :tunn:
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X