Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
mera piyara sa kitchen garden
Collapse
X
-
Re: mera piyara sa kitchen garden
Originally posted by unity View Postthanxx...mujhe plants behad ache lagte hen or phir jab taza sabzi usi waqt tor kar pakaen to khane me behad khushi milti heteddy
but your garden is simply superb... MashAllah...
Comment
-
Re: mera piyara sa kitchen garden
Originally posted by Masood View PostYani mano_billi 372-haha
Yani Eshaa 372-haha
Yani Aamir 372-haha 372-haha
Yani Fari pari :dance2:
Yani Aabid :lol
aap ney to poora PG ghar mein boya huwa hai 372-haha
Originally posted by Masood View PostBheej lagatey nahin Rita BOTEY hain
Comment
-
Re: mera piyara sa kitchen garden
Originally posted by ummid View Postyeah... jub hum gaon jaate hain tu wahan ke khaiton se jo taazi taazi bhaji sabzi aati hai or jub phopho-amma woh pakati hai tu us ke khaane ka apna hi maza hota hai.... MashAllah
but your garden is simply superb... MashAllah...
Comment
-
Re: mera piyara sa kitchen garden
Originally posted by unity View Postachaa...lekin ham to lagate hi keh dete hen tab bhi beej lag hi jate hen:khi:
Waisey merey ghar mein bhi bohat barra garden hain aur dil bohat karta hai in kamo ko magar yeh time mangtey hain jo keh merey paas nahin. Ham ney abhi sirf aik apple tree aur aik doosra lagaya hai jis per inshaAllah agley saal phal aaey ga. Last year ham ney dhaniya lagaya tha aur chhotey size ki moliyaan bhi - bohat achha lagta hai - magar again it take a lot of time and effort to keep a garden...tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: mera piyara sa kitchen garden
Originally posted by Masood View Post:khi::khi:zahir hai jo bheej zameen mein jaey ga woh to phal phool dey ga :p
Waisey merey ghar mein bhi bohat barra garden hain aur dil bohat karta hai in kamo ko magar yeh time mangtey hain jo keh merey paas nahin. Ham ney abhi sirf aik apple tree aur aik doosra lagaya hai jis per inshaAllah agley saal phal aaey ga. Last year ham ney dhaniya lagaya tha aur chhotey size ki moliyaan bhi - bohat achha lagta hai - magar again it take a lot of time and effort to keep a garden...
hamare haan Allah ka shuker he mali mil jate hen or un ki waja se bohat help ho jati he lekin me ab khud bhi seekhne ki koshish kar rahi hun plants k bare me...in future inshAllah aik achi mali ban sakun
Comment
-
Re: mera piyara sa kitchen garden
Originally posted by unity View Postkisi weekend par time laga den,zeada time to aik hi dafa lagta he phir to sath sath careteddy
hamare haan Allah ka shuker he mali mil jate hen or un ki waja se bohat help ho jati he lekin me ab khud bhi seekhne ki koshish kar rahi hun plants k bare me...in future inshAllah aik achi mali ban sakun
chalein aap achhi si malan banein phir hamarey paas aana aur hamara garden set karna :dance2:tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: mera piyara sa kitchen garden
Originally posted by Masood View Postmasla yeh nahin na keh aik baar laga diyey jaein - masla us time ka hai jo sath sath dena parrta hai - wohi time nahin milta na
chalein aap achhi si malan banein phir hamarey paas aana aur hamara garden set karna :dance2:
haan theek me seekh loon sab..phir zarur laga doon gi...mera dil chahta he har taraf plants hi plants hon...indoor outdoor
Comment
-
Re: mera piyara sa kitchen garden
Originally posted by unity View Postitna sa time bhi nahi milta apko:think:
haan theek me seekh loon sab..phir zarur laga doon gi...mera dil chahta he har taraf plants hi plants hon...indoor outdoor
chalein theek aap foran seekhein phir main aap ko job deta hoon keh aap ney hamarey garden ko sohna sohna karna hai :ptumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: mera piyara sa kitchen garden
Originally posted by Masood View Posthaaaaa -kya btaoun yahan per zindagi aisey hain jaisey aik machine ho - time ka patah hi nahin chalta :(
chalein theek aap foran seekhein phir main aap ko job deta hoon keh aap ney hamarey garden ko sohna sohna karna hai :p
Originally posted by D@y W@lk3r View Postchalo ab tum mujhay yah sabziya export kiya karo.Fresh fresh
Originally posted by saraah View Postwaalikum asslam
MASHALLAH zbrdst Rita :ff: :ff:
kya baat hai tumharay garden ki hamesha harra bhara rahay aameen :rose
Originally posted by Strawberry View PostAwwww.... really cool...
gardening is hobby of calm ppl... u must b calm:haey:
Comment
-
Re: mera piyara sa kitchen garden
Originally posted by unity View PostAslamoalikum:hii:
aj me apko apni sabzeyon se milwane ja rahi hunjin ko dekh dekh kar mujhe itni khushi milti hesubho subho jab me in ko dekhti hun to mera dil jhoomne lagta he,hara bhara sab kuch behad khubsurat lagta he,mera piyara sa khubsurat sa kitchen garden:rose
MashaAllah bht bht khobsurat , mann khush ho gaya
n u knw pakistan yaad aagaya , kiun k wahan me nay aur me k baba jaani nay bhi kitchen garden bana rakha hay , jis ki daikh bhal ab baba jani kartay hain kiun k me to yahan hoti hun........................
us mein bhi isee terha chhota chhota sa Hara dhaniyateddy baby palak teddy green waali onion :shyy: aur bhi mazay mazay ki cheezein lagaey huey hain :tunn:sigpic
Comment
Comment