Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Narazgi

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Narazgi

    Originally posted by kutkutariyaan View Post
    Walikum Salam... chiips

    Han jab koi apna rooth jaee tab :shyy:
    us ko mananay ki bajaiy u khud duniya say roTh jao gaiy

    Originally posted by mano_billi View Post
    Walaikum Asalam :hug:

    roz hi chahta he
    to hum kia karaiN :honh:
    That's Enough...!!

    Comment


    • #32
      Re: Narazgi

      Originally posted by Z. View Post
      Asalam u alaikum again,

      Kabhi aap logon ka dil chaha hai k saari dunya sey naraz ho jayein?
      Walaikum Assaam Again...

      Mera to buchpan se hi chahta he k naraz ho k....paharo pe chala jao
      per shair kehta he...

      Zeher milta raha Zeher pitay rahe
      Rooz Martey rahe rooz jeetey rahe
      hum bhi goya kisi taar k saaz he
      choot khatey rahey gungunate rahe

      Comment


      • #33
        Re: Narazgi

        hain kiu ji:think:

        Comment


        • #34
          Re: Narazgi

          dunia sy naraz ho kr jaien gy kahan? chand par

          Comment


          • #35
            Re: Narazgi

            aik aur bat yad aae

            Tujh se naraz nahi zindagi heraan ho mein
            tere masoom sawalo se pareshan ho mein
            Jiine ke liye sochaa hii nahi, dard sambhaalane ho'nge
            Muskuraauu'n to, muskuraane ke karz uthaane ho'nge
            Muskuraauu'n kabhii to lagataa hai
            Jaise ho'nthon pe karz rakhaa hai



            Comment


            • #36
              Re: Narazgi

              Originally posted by MSA View Post
              aik aur bat yad aae

              Tujh se naraz nahi zindagi heraan ho mein
              tere masoom sawalo se pareshan ho mein
              Jiine ke liye sochaa hii nahi, dard sambhaalane ho'nge
              Muskuraauu'n to, muskuraane ke karz uthaane ho'nge
              Muskuraauu'n kabhii to lagataa hai
              Jaise ho'nthon pe karz rakhaa hai

              ahan acha song hai:lpop:

              Comment


              • #37
                Re: Narazgi

                Walaikum Assalaam

                Jahan tak meri baat hay, mera aisa dil kabhi nahin kia...

                magar aap kay sawaal main chuppay uss possheeda sawaal ko talash karnay ki koshish kar raha hoon jo aap dabby lafzoon poochna cha rahi hain..

                jo sawal aap nay poocha nahi main nay mehsoos kia main uss ka jawaab kuch iss tareeqay say doon ga!!

                Zindagi ups and downs ka naam hay, humain har baar humari tawaquaat kay mutaabiq sila milay mumkin nahin... baaz auqaat aisa hota hay kay hum din raat mehnat kartay hain kisi cheese ko paanay kay liye magar finally woh cheese humaray haath say nikal jaati hay aur humaray paas siwayay afsoos kay aur koi chara nahin rehta, uss waqt kisi say baat karna, kisi ko apnay dukh main share karna kuch bhi acha nahin lagta aur dil chata hay kay sab say naraaz hojayoo aur kisi say kuch baat na karoon... magar zindagi tou jeeni paRti hi hay, koi bhi cheese ya koi bhi shakhs dunia main itna aham ho hi nahin sakta jiss kay baghair zindagi na jee jayay!!!! isi liye THINK POSITIVE and BE OPTIMISTIC .. apni baat ka ikhtitaam sahyeri kay chand alfaaz say karna chahoon ga kay

                Wo apnay ghar chala gaya afsos mat karo
                Itna hi us ka saath tha afsos mat karo
                Insan apnay aap mein majboor hay bohat
                Koi nahi hay bewafa afsos mat karo
                Ye dekho phir se aagaein phoolon pay titliyan
                Ek roz woh bhi ayay ga afsos mat karo
                Bekar G pay bojh liye phir rahay ho tum
                dil hay tumhara phool sa afsos mat karo


                Khush rahyeh

                may ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

                Fi Amaan ALLAH

                Originally posted by Z. View Post
                Asalam u alaikum again,

                Kabhi aap logon ka dil chaha hai k saari dunya sey naraz ho jayein?
                sigpic

                Comment


                • #38
                  Re: Narazgi

                  Originally posted by Z. View Post
                  Asalam u alaikum again,

                  Kabhi aap logon ka dil chaha hai k saari dunya sey naraz ho jayein?
                  Allah mujay lambi zindagi de aur wo bhi sehat tandrusti ke saath :dua aisi baatein to na kia karo :embarasse
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #39
                    Re: Narazgi

                    Originally posted by aabi2cool View Post
                    Originally posted by aabi2cool View Post
                    Zulmun'shadeedun 372-scare
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #40
                      Re: Narazgi

                      Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                      to hum kia karaiN
                      PG ki safayi kar dein :lpop:

                      Comment


                      • #41
                        Re: Narazgi

                        yeah... jb mama baba shopping p janay ka plan bana k khud chaley jatey hen.. mjhy chor k
                        thats really heart breaking...

                        Comment


                        • #42
                          Re: Narazgi

                          Originally posted by Strawberry View Post
                          yeah... jb mama baba shopping p janay ka plan bana k khud chaley jatey hen.. mjhy chor k
                          thats really heart breaking...
                          :tasali:

                          Comment


                          • #43
                            Re: Narazgi

                            Originally posted by Strawberry View Post
                            yeah... jb mama baba shopping p janay ka plan bana k khud chaley jatey hen.. mjhy chor k
                            thats really heart breaking...

                            u humare sath chalna kisi din teddy

                            Comment

                            Working...
                            X