Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Closure of Educational Institutes:

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Closure of Educational Institutes:

    Salam,

    Pak. k sabhi schools,uniz,colleges 25th tak band hein. Aap k khayal mey ye aik acha step hai? Kya hakumat 100% sure hai k mondays sey halat 101% in control hon gey? Iss sarey faisley ka aur schools band honey ka tulba per kya asar rahey ga/hai aur aap iss sari situation ko kaisey dekhtey hein?
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

  • #2
    Re: Closure of Educational Institutes:

    Hum teachers ghar beth ker Aaram ker rahe hain

    bache galiyon mein khel rahe hain

    ab aagay kiya hoga Allah behtar jante hain

    lekin jo kuch hua aur ho raha hai acha nahi hua ........ taleemi idare ek to wese bhi saal mein 6 maah band rehte hain ooper se ye sab kuch ..........
    sigpic

    Comment

    • #3
      Re: Closure of Educational Institutes:

      Originally posted by Z. View Post
      Salam,

      Pak. k sabhi schools,uniz,colleges 25th tak band hein. Aap k khayal mey ye aik acha step hai? Kya hakumat 100% sure hai k mondays sey halat 101% in control hon gey? Iss sarey faisley ka aur schools band honey ka tulba per kya asar rahey ga/hai aur aap iss sari situation ko kaisey dekhtey hein?
      w/salam,

      pehlay kabhi kaheeN koi dhamak waghaira hota tha to banda baat bhi karlia karta tha, ab to kisi ki kuch samajh he nahe aa raha kay aakhir ho kia raha hai?

      mery khayal maiN taleemi idaray band karna munasib iqdam nahe tha, jo kuch fil'waqt ho raha hai woh khuli jang hai, is leay ab yeh ziadah munasib hai kay jo koi bhi is sari karwai kay pechay hai us ka hatmi taiyon aur ailan kardia jaiy, india, america, israel, taliban, alqaida jo koi bhi hai jis par bhi yaqeen hai kay yeh kar raha hai us say jang ki jaiy!! roz roz aur khoof say marnay ki bajaiy yeh behtar hai kay banda laR kar he maray, agencies full n final bataiN kay kaun hai in sub kay pechay, phir jo koi bhi us kay khilaaf khula ailan-e-jang kia jaiy.
      That's Enough...!!

      Comment

      • #4

        meri to uni khuli hai or Mr.Khan mujhe jane bhi nahi de rahe :fly:
        sigpic

        Comment

        • #5
          Re: Closure of Educational Institutes:

          Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
          w/salam,

          pehlay kabhi kaheeN koi dhamak waghaira hota tha to banda baat bhi karlia karta tha, ab to kisi ki kuch samajh he nahe aa raha kay aakhir ho kia raha hai?

          mery khayal maiN taleemi idaray band karna munasib iqdam nahe tha, jo kuch fil'waqt ho raha hai woh khuli jang hai, is leay ab yeh ziadah munasib hai kay jo koi bhi is sari karwai kay pechay hai us ka hatmi taiyon aur ailan kardia jaiy, india, america, israel, taliban, alqaida jo koi bhi hai jis par bhi yaqeen hai kay yeh kar raha hai us say jang ki jaiy!! roz roz aur khoof say marnay ki bajaiy yeh behtar hai kay banda laR kar he maray, agencies full n final bataiN kay kaun hai in sub kay pechay, phir jo koi bhi us kay khilaaf khula ailan-e-jang kia jaiy.
          agreed....:thmbup:

          Comment

          • #6
            Re: Closure of Educational Institutes:

            hakumat apni kotahiyon aur nakamiyon pay parda dalnay k liye aisay iqdamaat kar rahi hay aur is ka natija bhi nahi soch rahi k is say tulba k future ya result pay kia aar paray ga . ab koi in say pochay k doubl sawari pay pabndi laga k tum nay kia teer maar lia bhala , jo intitutes band kar k kamaal kar lo gay ,

            farq is say koi nahi parnay wala , jo ho raha hay wohi hota rahay ga
            dehshatgardon ka daaira barhtaja raha hay , hakumat logon ko makhsos area tak mehdood kartay kartay gharon tak lay aai hay , ab is k baad kia kia band kia jaye ga patta nai
            Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

            Comment

            • #7
              Re: Closure of Educational Institutes:

              Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
              w/salam,

              pehlay kabhi kaheeN koi dhamak waghaira hota tha to banda baat bhi karlia karta tha, ab to kisi ki kuch samajh he nahe aa raha kay aakhir ho kia raha hai?

              mery khayal maiN taleemi idaray band karna munasib iqdam nahe tha, jo kuch fil'waqt ho raha hai woh khuli jang hai, is leay ab yeh ziadah munasib hai kay jo koi bhi is sari karwai kay pechay hai us ka hatmi taiyon aur ailan kardia jaiy, india, america, israel, taliban, alqaida jo koi bhi hai jis par bhi yaqeen hai kay yeh kar raha hai us say jang ki jaiy!! roz roz aur khoof say marnay ki bajaiy yeh behtar hai kay banda laR kar he maray, agencies full n final bataiN kay kaun hai in sub kay pechay, phir jo koi bhi us kay khilaaf khula ailan-e-jang kia jaiy.
              :khi: paai hamari hakumat hamaray ath khail khail rahi hy aur aap keh rahay hain k un ko kaho khail khtam kar do 372-haha
              itnay achay hukmraan nahi milay hamen jo khuddari ka matlab samjhtay hoon
              ye wo log hain jo pakistaan ko baich k kha gaye hain
              to in ko mulk ki salaamti ki ya awam k mustaqbil ki kia fikar
              aisay maren yawesay maren marnay do bhiii
              Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

              Comment

              • #8
                Re: Closure of Educational Institutes:

                Sarhad mey schools mazeed aik haftey tak k liye band ker diye gaye hein. Mujhey dar iss baat ka hai k agar nafsiyati taur pe ham logon ko khauf mey mubtala ker dein tau phir ye jang ham kaisey jeet saktey hein? Hakoomat ko iss baarey mey bhi sochna chahiye aur ye bhi k media pe 24/7 inhi khabron ki bombardement na kiya karein. balkey kuch aeysey programmes hon jo logon ko ye batayein k iss saari situation mey wo aik normal zindagi kaisey guzar saktey hein... khudanakhasta koi hadsa ho jaye tau uss ko wo kaisey handle karein, apney ird gird k logon ki kaisey help karein, gharz ye k logon ko ready karein bajaye un ko dara ker gharon tak mehdood kerney k.... likewise print media ko bhi aik zimedirana kaam kerna chahiye.
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment

                • #9
                  Re: Closure of Educational Institutes:

                  Kisi hadh tak hum policy ko effective bhi le saktey hain, jesa ke pakistan se above 500 terrorists pakrey gaye hain isi haftay main, kuch to fark parrey ga ALLAH karey, aur jahan tak tulba par fark ki baat hay, to us ki kher hay. :abb:
                  Allah

                  Comment

                  • #10
                    Re: Closure of Educational Institutes:

                    Originally posted by Yaaram View Post

                    500 pakray janay saykia hota hay

                    un 500 k pechay 1500 mazeed tyaar ho jatay hain

                    terrorists ki kami nahi galib:hairdrayer:
                    aik dhondho hazaaarr miltay hain
                    Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                    Comment

                    • #11
                      Re: Closure of Educational Institutes:

                      Originally posted by _Dard_Aashna_ View Post
                      terrorists ki kami nahi galib
                      aik dhondho hazaaarr miltay hain
                      Lekan yeh dehshat ki fiza ko kabhi to khatam hona hay,
                      Allah

                      Comment

                      • #12
                        Re: Closure of Educational Institutes:

                        Originally posted by Z. View Post
                        Sarhad mey schools mazeed aik haftey tak k liye band ker diye gaye hein. Mujhey dar iss baat ka hai k agar nafsiyati taur pe ham logon ko khauf mey mubtala ker dein tau phir ye jang ham kaisey jeet saktey hein? Hakoomat ko iss baarey mey bhi sochna chahiye aur ye bhi k media pe 24/7 inhi khabron ki bombardement na kiya karein. balkey kuch aeysey programmes hon jo logon ko ye batayein k iss saari situation mey wo aik normal zindagi kaisey guzar saktey hein... khudanakhasta koi hadsa ho jaye tau uss ko wo kaisey handle karein, apney ird gird k logon ki kaisey help karein, gharz ye k logon ko ready karein bajaye un ko dara ker gharon tak mehdood kerney k.... likewise print media ko bhi aik zimedirana kaam kerna chahiye.

                        Z ... ye baten ya iqdaamaat to uss waqt kiye jatay hain na jab k kisi ko kisi ki parwa bhi ho aur wo insaani jaan ko qeemti bhi samjhtay hoon apni zimaaydari bhi nibhana chahtay hoon.

                        ye baten ham aur aap kar saktay hain kiun k ham aam log hain, jin ka ye kaam hay wo nahi karen gay ye baten
                        haan apni madad aap k tehat aisay programz kiye ja saktay hain . good idea
                        Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                        Comment

                        • #13
                          Re: Closure of Educational Institutes:

                          Originally posted by Yaaram View Post
                          Lekan yeh dehshat ki fiza ko kabhi to khatam hona hay,
                          sorry to say , pakistan main ye sabkhtam hota nahi nazar aata

                          khudhe dekh len

                          naam badal badal kar operations kiye ja rahay hain usi ilaqay main

                          terrorist hain k khtam honay ka naam nahi lay rahay

                          zameen ugal rahi hay ya aasmaan ?

                          sab topi darama he lagta hay.
                          Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                          Comment

                          • #14
                            Re: Closure of Educational Institutes:

                            Originally posted by _Dard_Aashna_ View Post
                            sorry to say , pakistan main ye sabkhtam hota nahi nazar aata

                            khudhe dekh len

                            naam badal badal kar operations kiye ja rahay hain usi ilaqay main

                            terrorist hain k khtam honay ka naam nahi lay rahay

                            zameen ugal rahi hay ya aasmaan ?

                            sab topi darama he lagta hay.

                            Nahi inshALLAH acha waqt zaroor aaye ga :) waqt aik sa nahi rehta.. Pur ummid rahein :)
                            Allah

                            Comment

                            • #15
                              Re: Closure of Educational Institutes:

                              Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                              w/salam,

                              pehlay kabhi kaheeN koi dhamak waghaira hota tha to banda baat bhi karlia karta tha, ab to kisi ki kuch samajh he nahe aa raha kay aakhir ho kia raha hai?

                              mery khayal maiN taleemi idaray band karna munasib iqdam nahe tha, jo kuch fil'waqt ho raha hai woh khuli jang hai, is leay ab yeh ziadah munasib hai kay jo koi bhi is sari karwai kay pechay hai us ka hatmi taiyon aur ailan kardia jaiy, india, america, israel, taliban, alqaida jo koi bhi hai jis par bhi yaqeen hai kay yeh kar raha hai us say jang ki jaiy!! roz roz aur khoof say marnay ki bajaiy yeh behtar hai kay banda laR kar he maray, agencies full n final bataiN kay kaun hai in sub kay pechay, phir jo koi bhi us kay khilaaf khula ailan-e-jang kia jaiy.
                              egg'jakt'lee

                              Comment

                              Working...
                              X