Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

qaberon per mizaar*

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: qaberon per mizaar*

    [quote=aabi2cool;1144917]
    اسلام علیکم مسعود بھائی !

    میں پیغام ہر اسلام سیکشن کا موڈ رہ چکا ہوں اور دین اسلام کا ادنٰی سا طالب علم بھی ہوں تو اسی لیے کہہ رہا ہوں نہ کہ یہ اختلافی تھریڈ ہے اس قسم کے تھریڈ نہیں لگنے چاہیں . . . یہ پیغام کی پالیسی کے خلاف ہیں آپ نے پیغام کے اسلام سیکشن کے اصولوں کو مرتب کرتے ہوئے خود یہ لکھا ہے کہ..... اسلام آج بہتر فرقوں میں بٹ چکا اور ہم نے دین کو انتہائی مشکل بنادیا ہے اور جس طرح سے ہماری سوچیں ایک دوسرے سے دور ہوتی جارہی ہیں اس طریقے سے ہم میں مزید فرقے بننے میں دیر نہیں لگے گی اور ہرفرقہ خود کو حق بجانب سمجھتا ہے اور سب کو بیک وقت لکھنے کی اجازت بھی نہیں دی

    yeh he baat to main ny b ki hain bhai k aj islam bohat sy firkon main bet chuka hain aur ye kahan sy beta hain kiyon bet gaya hain main ny kuda na kuwasta yeh nhe kaha k yahan firkay bana liye jain main ny koi asyi baat nhe ki jo khilaaf ho ya jis sy muhabat main kami aye kayse aye g kami jeb her ik ki apni soouch hain mger mazhab ek hain islam to ek he hain na to phe r bilkol muahabt main kami nhe aye g
    ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

    sigpic

    Comment

    • #17
      Re: qaberon per mizaar*

      Originally posted by ashi View Post
      372-shocksalam aabi bhai yeh ap ko kia ho gaya hain kis bat per itna cheekh rahin hain ap aur kiyon main nay na to kisi firkay ko bura kaaha hain na he main ny mazhab k khilaaf koi baat ki hain ager ki hain to u should explain k kia baat ki hain main ny ager islam main qaberon per mizar bana un ko sajda kerna un k agay menat manga jaiz hain to ap gusa kiyo ker rahy ap muje ayaat batain quran k bare main baatin kahan likha hain ? main rehnomai chahti hon may b muje he pata na laga ho k konsi hadees main kosni aayaat main yeh seb ap bata dain na gusa kiyon mery bhai na to mera swal kisi aur firkay ki taaf lay jata hain na he mazhab k khilaaf hum ayse mozaat per baat kerty howay gusa kiyon ho jaty jo humri apni pada kerda bid adet hain ? ap ko ilkhtalaf kis baat ho rah ahain ap ko to chaye k age rmain galt hon to piyar samjhain missal hain example dain muje b pata lagy k jeb ALLAH aur us k rasool PBUM ny humain mizaaron per qaberian bana manetain manga sajda kerna asyi koi taleem nhe di to yeh seb kaahn sy seklh lia hum ny bohat aaram sy ans dijye ga plz :shyy:

      [quote=ashi;1144929]
      Originally posted by aabi2cool View Post
      اسلام علیکم مسعود بھائی !

      میں پیغام ہر اسلام سیکشن کا موڈ رہ چکا ہوں اور دین اسلام کا ادنٰی سا طالب علم بھی ہوں تو اسی لیے کہہ رہا ہوں نہ کہ یہ اختلافی تھریڈ ہے اس قسم کے تھریڈ نہیں لگنے چاہیں . . . یہ پیغام کی پالیسی کے خلاف ہیں آپ نے پیغام کے اسلام سیکشن کے اصولوں کو مرتب کرتے ہوئے خود یہ لکھا ہے کہ..... اسلام آج بہتر فرقوں میں بٹ چکا اور ہم نے دین کو انتہائی مشکل بنادیا ہے اور جس طرح سے ہماری سوچیں ایک دوسرے سے دور ہوتی جارہی ہیں اس طریقے سے ہم میں مزید فرقے بننے میں دیر نہیں لگے گی اور ہرفرقہ خود کو حق بجانب سمجھتا ہے اور سب کو بیک وقت لکھنے کی اجازت بھی نہیں دی

      yeh he baat to main ny b ki hain bhai k aj islam bohat sy firkon main bet chuka hain aur ye kahan sy beta hain kiyon bet gaya hain main ny kuda na kuwasta yeh nhe kaha k yahan firkay bana liye jain main ny koi asyi baat nhe ki jo khilaaf ho ya jis sy muhabat main kami aye kayse aye g kami jeb her ik ki apni soouch hain mger mazhab ek hain islam to ek he hain na to phe r bilkol muahabt main kami nhe aye g
      اسلام علیکم ڈئر سسٹر
      آپ ایک طرف تو چند سوالات اٹھاتی ہیں پھر ان پر خود ہی حکم لگاتی ہیں کہ یہ افعال ناجائز و حرام ہیں اورجب آپکے اٹھائے گئے سوالات سے شئے پاکر بعض دیگر افراد بھی شرک و بدعت کے فتوے جڑنے شروع کردیتے ہیں تو تب ہم آکر عرض کرتے ہیں کہ یہ موضوعات یعنی نذرو نیاز یا استمداد اولیاء یا استغاثہ بالغیر یو توسل بالغیر اور ندائے غیراللہ وغیرہ وغیرہ یہ سب معاملات اہل سنت اور وہابیہ کے درمیان مختلف فیہ ہیں لہزا ان کا اوپن فورم پر پوسٹ ہونا

      ٹھیک نہیں تو اب آپ کہتی ہیں کہ آپکو تو محض ان سوالات کے جوابات درکار ہیں اور آپ نے کسی فرقے کی بات نہیں کی لہذا بڑے پیار کے ساتھ آپکو ان سوالات کے جواب عرض کردیئے جائیں تو میری بہن عرض ہے پہلے اپنے مطالعہ کو وسیع کریں تاکہ آپ کو معلوم ہوسکے کے کون کونسے معاملات مختلف مسالک میں مختلف فیہ ہیں تاکہ آپ کو صحیح سے اندازہ ہوسکے کے اس قسم کے معاملات کو کسی اوپن فورم پر ڈسکس کرنا آیا فرقہ واریت کی زد میں آتا ہے کہ نہیں ؟؟؟؟؟؟؟؟؟
      باقی اگر آپکو ان سوالات کے جوابات اگر واقعی حقیقت میں مطلوب ہوتے تو اس کا طریقہ کار یہ تھا کہ آپ کسی صاحب علم سے رجوع کرتیں یا پھر خود مطالعہ کرتیں نہ کے پہلے خود سے حکم لگادیا کہ یہ یہ کام تو ناجائز ہیں پھر لوگوں کی رائے لینے کے اسے اوپن فورم پر پوچھ لیا اور حالت یہ کہ یہاں لوگوں کے کو استنجہ کے آداب نہیں معلوم ہوتے اور چلے آتے ہیں شرک وبدعت کے فتوے جڑنے دین کو ہم لوگوں مزاق بنا کر رکھ دیا ہے جس کا جو جی میں آتا کہتا چلا جاتا ہے مجھے سمجھ نہیں آتی جب بیمار ہوں ڈاکٹر کے پاس جائیں عدالتی چکر ہو تو وکیل کے پاس جائیں تو کیا دین ہی ایسا سستا رہ گیا ہے کہ جب اس کا کوئی اہم مسئلہ پوچھنا ہوتو جس سے مرضی آئے پوچھ لیں اور خود ہماری حالت یہ ہے کہ ہم جو جو بھی منہ میں آئے کہتے چلے جائیں بغیر شرعی اصطلاحات کا علم رکھتے ہوئے کہ بھئی فلاں اصطلاح سے کیا مراد ہے اور وہ کیوں اور کس لیے دین میں وضع کی گئی وغیرہ جسے دیکھو قرآن کی آیت پڑھ دیتا اور اس سے حکم کا استنباط کرکے پوری امت کو گمراہ مشرک و بدعتی ثابت کردیتا ہے بغیر یہ جانے کے قرآنی آیات سے استدلال کرنے کے لیے کتنے علوم کی ضرورت ہے ؟ناسخ و منسوخ کیا ہیں عموم و خصوص کیا ہیں مطلق و مقید اور ان کے احکامات کیا ہیں نصوص کی کتنی قسمیں اور وہ سب کس کس طرح سے ثابت ہوتی ہیں وغیرہ وغیرہ لیکن ہمیں کیا کہ ہم یہ سب جانیں ہمیں تو بس شوق ہے کہ جھٹ سے کوئی دین کی بات ہو اور پٹ سے فتوٰی صادر فرمائیں ۔ ۔ ۔ ۔ ۔انا للہ وانا الیہ راجعون
      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

      Comment

      • #18
        Re: qaberon per mizaar*

        http://www.pegham.com/hamara-pegham/...ml#post1145327
        That's Enough...!!

        Comment

        • #19
          Re: qaberon per mizaar*

          aabi bhai ap baat ki itna ghuma phera ker kiyon kerty main ny to just yeh he pouch ak kia islam main qaberon per mizaar banan jaiz hain
          kia islam main mizaron per ja ker manatain mangna aur sajda kerna jaiz hain

          yeh wo swalat han ithink jis main shia suni wahabi sy zayda is baat ki fiker kerni chaye k kia wakai hum usi rsty per chal rahy hain jo AALH AUR US K NABI PAK PBUM NY HUMAIN SEEKHYA AHIN ager ap is der sy k yeh whabi ya suni ka mesla hain is ko cherna nhe chaye to kia ap apna mu bandh rekhain gy bhaly koi sajda kery koi kuch pojaye ap chup rahy hain why hum kiyon nhe bolty aur jahan tak baat hain ialm ki main pehly b keh chuki hon kafi dafa k mery ilam per aap ya koi aur unglie nhe utha skta kiyon k main ap ya kisi aur k ilam per ungli nhe utatati mind it dobra apna lehja aur ilfaz sahe use kerain ap ko ager sahe ilam hain kis baat sy der rahain hain babaty kiyon nhe k in seb baaton k bare main islam kia kehta hain ????? yeh suni wahabi baad main ben gaye firkay islam ko hum ny he baant baant ker firkon ki shakl jsut is liya day di k koi rokany wala nhe jo jis ka dil kert ahain wo ways ahe islam ko bana deta hain aj hum aj ki nasel is baat per baat kerti hain to koi kufer neh ho jata koi jangain nehe shoro ho jain g main na kisi k firkay ko bura keh rahi na he kiisi k mazhab ko main ny ek baat ki jis ka ans ager ap ko paata to dain werna chup rahain thats it na bhai koi zarrori nhe hain k ap itna gusa kerain
          ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

          sigpic

          Comment

          • #20
            Re: qaberon per mizaar*

            na to main ny quran pak ki koi aayt peri hain na he koi fetwa diya hainmain simple q kiye hain abi un ka seedha sa jawab chaye bus
            ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

            sigpic

            Comment

            • #21
              Re: qaberon per mizaar*

              Originally posted by aabi2cool View Post
              اسلام علیکم مسعود بھائی !

              میں پیغام ہر اسلام سیکشن کا موڈ رہ چکا ہوں اور دین اسلام کا ادنٰی سا طالب علم بھی ہوں تو اسی لیے کہہ رہا ہوں نہ کہ یہ اختلافی تھریڈ ہے اس قسم کے تھریڈ نہیں لگنے چاہیں . . . یہ پیغام کی پالیسی کے خلاف ہیں آپ نے پیغام کے اسلام سیکشن کے اصولوں کو مرتب کرتے ہوئے خود یہ لکھا ہے کہ..... اسلام آج بہتر فرقوں میں بٹ چکا اور ہم نے دین کو انتہائی مشکل بنادیا ہے اور جس طرح سے ہماری سوچیں ایک دوسرے سے دور ہوتی جارہی ہیں اس طریقے سے ہم میں مزید فرقے بننے میں دیر نہیں لگے گی اور ہرفرقہ خود کو حق بجانب سمجھتا ہے اور سب کو بیک وقت لکھنے کی اجازت بھی نہیں دی جاسکتی وغیرہ وغیرہ . . . . تو ایسے میں آپ ہی مجھے بتائیے کہ کیا اس قسم کے تھریڈ آپس میں دوری کا باعث بنیں گے یا محبت کا ؟؟؟؟؟؟؟؟ اور یہی اعتراض میں نے کیا ہے کہ اس قسم کے تھریڈ پیغام پالیسی کے خلاف ہیں لہزا یا پالیسی چینج کی جائے یا پھر اس قسم کے مواد کو تلف کیا جائے ۔۔ ۔ اور باقی میں نے یہ کہیں نہیں کہا کہ آپ سب لوگوں کا میرے مسلک یا میرے نظرئیے سے متفق ہونا لازمی ہے میں نے تو یہ کہا ہے کہ اگر اس قسم کے تھریڈ لگانے ہی ہیں تو پھر عام اجازت دے دیں تاکہ یہ فورم بھی دیگر بہت سے فورمز کی طرح فرقہ واریت کا اکھارہ بن سکے ۔۔۔
              Mohtram Aabid bhai

              aap ka mujhey Pegham ki policies ko yaad dilaney per shukriyah...

              Meri soch hai keh doori us waqt aati hai jab har firqey key pairo'kaar apni apni hat'dharmi per qayim rahein aur apney ander soch mein lachak pedah na karein, har firqa drust nahin ho sakta - that's fact! To jaisey Dr. Zakir Nayik ka kehna hai keh "come to the common turm" - to common trums ki janib to aaiyey aur woh kaisey aaein gey agar aap nau'jawanon key zehno mein aaney waley sawalon per pardah daaltey rahein gey??? Islam ko ham ney mushkil bnaa liya hai, yeh bhi fact hai!! Nau'jawano key zehno ki tammeer karney ki zaroorat hai, unhein unkey sawalaat per chup rakhney ki nahin!
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment

              • #22
                Re: qaberon per mizaar*

                Originally posted by Masood View Post
                Mohtram Aabid bhai

                aap ka mujhey Pegham ki policies ko yaad dilaney per shukriyah...

                Meri soch hai keh doori us waqt aati hai jab har firqey key pairo'kaar apni apni hat'dharmi per qayim rahein aur apney ander soch mein lachak pedah na karein, har firqa drust nahin ho sakta - that's fact! To jaisey Dr. Zakir Nayik ka kehna hai keh "come to the common turm" - to common trums ki janib to aaiyey aur woh kaisey aaein gey agar aap nau'jawanon key zehno mein aaney waley sawalon per pardah daaltey rahein gey??? Islam ko ham ney mushkil bnaa liya hai, yeh bhi fact hai!! Nau'jawano key zehno ki tammeer karney ki zaroorat hai, unhein unkey sawalaat per chup rakhney ki nahin!
                kaya keh sakta hon main aap ko bhai aap khud hi apni batoon ki taweel kar daytay hain to phir main kaya karoon aur kahoon magar kaya aap waqe hi chahtay hain k pegham per ye sab khuch ho aur main in sawalon k jawabat don?????????????
                agar aap chahtay hain to phir aik tareeka kar waza karleen koi aik ya do afraad chun lain jo in tamam masail per mery sath baat karleen aur hum intihai mohazab tareekay se dalail ka takrar kar lautay hain jaysay aap ki marzi??????'
                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                Comment

                • #23
                  Re: qaberon per mizaar*

                  Originally posted by ashi View Post
                  aabi bhai ap baat ki itna ghuma phera ker kiyon kerty main ny to just yeh he pouch ak kia islam main qaberon per mizaar banan jaiz hain
                  kia islam main mizaron per ja ker manatain mangna aur sajda kerna jaiz hain

                  yeh wo swalat han ithink jis main shia suni wahabi sy zayda is baat ki fiker kerni chaye k kia wakai hum usi rsty per chal rahy hain jo AALH AUR US K NABI PAK PBUM NY HUMAIN SEEKHYA AHIN ager ap is der sy k yeh whabi ya suni ka mesla hain is ko cherna nhe chaye to kia ap apna mu bandh rekhain gy bhaly koi sajda kery koi kuch pojaye ap chup rahy hain why hum kiyon nhe bolty aur jahan tak baat hain ialm ki main pehly b keh chuki hon kafi dafa k mery ilam per aap ya koi aur unglie nhe utha skta kiyon k main ap ya kisi aur k ilam per ungli nhe utatati mind it dobra apna lehja aur ilfaz sahe use kerain ap ko ager sahe ilam hain kis baat sy der rahain hain babaty kiyon nhe k in seb baaton k bare main islam kia kehta hain ????? yeh suni wahabi baad main ben gaye firkay islam ko hum ny he baant baant ker firkon ki shakl jsut is liya day di k koi rokany wala nhe jo jis ka dil kert ahain wo ways ahe islam ko bana deta hain aj hum aj ki nasel is baat per baat kerti hain to koi kufer neh ho jata koi jangain nehe shoro ho jain g main na kisi k firkay ko bura keh rahi na he kiisi k mazhab ko main ny ek baat ki jis ka ans ager ap ko paata to dain werna chup rahain thats it na bhai koi zarrori nhe hain k ap itna gusa kerain
                  Originally posted by ashi View Post
                  na to main ny quran pak ki koi aayt peri hain na he koi fetwa diya hainmain simple q kiye hain abi un ka seedha sa jawab chaye bus
                  dear sister aap abhi bachi ho aur aap ka zehan uljha hua hi is liye aap mery aytraazat ko naheen samjh par raheen . . . . main khuch aytraaz karta hon aap khuch jawab dayti ho agar aap ko in masail per waqe hi baat karna hi to phir jaysay aap k aur mery darmain teh hochuka k MSN per baat hogi to so waheen ye moamlaat hal kartay hain waheen per main k tamam sawalaat ka jawab dayna munasab samjhon ga na k open forum per . . . .
                  ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                  Comment

                  • #24
                    Re: qaberon per mizaar*

                    Assalamualaikum
                    aabid bhai ...........sab sey pehley tu chill n cool down.......or phir promise ghusa ap ne nai karna n mai promise kartii hoo ghussa dilaon gii nai
                    den mai sab sey maafi mangna chahtii hoo k agar kisi ko merii baatoon ka bura laga hai tu........or jaisey SR bhai ne kaha is qisam k topics gupshup mai nai honey chaye .......now i agree TOTALLY......kyunki yahan insaan ek khaas mood le k ata hai .......tu once again sorry ap ka mood spoil karney k liye.........
                    or haan pegham jitna ap ko pyara hai utna shayad mujhe na ho lekin ab ye meri zindagii ka hissa bun chuka hai or mai kabhi nai chaahoon gii k is ka haal dosrey forums jaisa ho jaye.....
                    ab i acknowledge aap hum sey barey hain ofcourse zyada knowledge hai ap k paas ......so no doubt ap in maamalaat mai zyada jantey hain........ap ne kaha k mai ne (halanke ap ne mera naam nai liya ) but u pointed k mai ne fatwa gharr diye hain poorii ummat par shirk k .........bhaijaan ye merey fatawa thorii hain ......or ye masla bhi koi aj ka nahii hai ....or hum hii wo pehley log nahii jo is ko discuss kar rahey hain .......is liye mai wohi kaha jo bachpan se parhti ayi samajthii ayii ulama k aqwaal se ulamma k fatawa se.......
                    ab jo merey ilm mai tha i said it ....n mai mantii hoo ghaltii ho gayii is tarah se openly discuss kartey howe ....widout caring 4 anybody......so us k liye mai maafi maang chukii hoo or phir sey maang rahii hoo.....
                    chalye maan liya sahii hai ....mujhe quraan k uloom ka kuch pata nahii hai ....lekin jin ulamma ko pata hai ....mai ne sirf un k aqwaal ko simply yahan rewrite kar diya........
                    aashii bajii ne poocha k Islam mai ye sahii hai ya nahii tu mujhe ahadees or ayaat jis tarha parrhai or samjhai gayii thein mai ne waisey hii jawab de diya..........ghalat kiya??????
                    lekin yahan ap ne ek baat kahii jo waqee buhut khataktii hai.....ap ne kaha AHL-US-SUNNA or wahabiya .........bhaijaan hum yahan bhi jab kisi topic par baat kartey hai 4 example isi topic par tu logoon se especially pakistanii iraanii or iraaqiiyoon se ye laqab foran mil jata hai WAHABII YA SALAFII....wahabii mai hoo nai or salfi kehlaye janey par mujhe koi sharm mehsoos nahii hoti.....
                    n jitna mai jantii hoo wahabii shawafea hain or shawafea Ahl-us-sunna ....
                    mera yahan ye baat karne ka maqsud koi firqawaariyat bilkul nahii hai ...or na kabhi mai apney ummat ki is kamzoorii ka baes banna chahtii hoon........

                    aakhir mai ek baar phir ....ramazaan ka maheena hai agr mai ne kisi ka dil dhukaya ho tu i am really sorry....zindagii ka koi bharoosa nahii aj hai kul nahii....or is mai is tarha kisi ko bhi takleef pohoncha kar marna nai chahtii....
                    Aabid bhai ap ki or meri shayd sirf ek do baar hi baat howii ho magar ap merey barey bhai hain or mai ap ki bhut izzat kartii hoon or ap ko hurt nai karna chahtii.....
                    so apnii choti behen samajh kar maaf kar dejiye ga .......or baqii sub log bhi.........baqiii jaisa ap munasib samjhein
                    wassalam........
                    Last edited by BhaTaktii RooH; 12 September 2009, 10:02.
                    .......................!!!!!

                    Comment

                    • #25
                      Re: qaberon per mizaar*

                      Originally posted by ashi View Post
                      salam again zayda bat na kerty howay topic ki taraf ati hon k yeh topic ays ahain jis main shayed bohat sy logon ko mery sy ikhtilaaf ho her ek ka apna apna aeeda aur souch hoti hain
                      qaberon per yeh jo mizaar bana diye jaty hain kia yeh islam main jaiz hain

                      aur in mizaaron per ja ker manetain mangna aur hath pehlana kia yeh jaiz hain ager ye jaiz hain to nabi pak PBUM k bare main seb ys pehly yeh baat ani chaye the k un ki qaber p mubarak per mizaar banay jata aur manetain mangi jati mger aysa kuch nhe jahan tak me ki zaati rahye hain k bohat sy aysi herkatain hum ny hinduon sy le hain manet mangna mizaron per ja ker qaberon ko chomna jeb k ALLAH SY DUA MANGNY K LIYA HUMAIN DIRECT DUA KERNI CHAYE HAAN NAIK LOGO KA WASEELA HOTA HAIN MGER KIA HUM NY KABI SOUCHA HAIN K NABI pak PBUM ny humain jo duain seekhain wo dircet mangi gai .to pher aysa kiyon k hum apni duan k liya un logo ko kehty hain jo is dunya main nhe hain jeb k humainkud he apni duaon per yakeen nhe why aur qaberon per mizaar banana k main bohat he khilaaf hon

                      ashi aapne bilkul thik kaha. I AGREE !
                      Last edited by *Samra*; 12 September 2009, 13:44.

                      Comment

                      • #26
                        Re: qaberon per mizaar*

                        Assalamualaikum
                        aabid bhai ...........sab sey pehley tu chill n cool down.......or phir promise ghusa ap ne nai karna n mai promise kartii hoo ghussa dilaon gii nai
                        den mai sab sey maafi mangna chahtii hoo k agar kisi ko merii baatoon ka bura laga hai tu........or jaisey SR bhai ne kaha is qisam k topics gupshup mai nai honey chaye .......now i agree TOTALLY......kyunki yahan insaan ek khaas mood le k ata hai .......tu once again sorry ap ka mood spoil karney k liye.........
                        or haan pegham jitna ap ko pyara hai utna shayad mujhe na ho lekin ab ye meri zindagii ka hissa bun chuka hai or mai kabhi nai chaahoon gii k is ka haal dosrey forums jaisa ho jaye.....
                        w/salaam dear sister sab se pehly to aap ko moazrat ki koi zaroorat naheen aur aap bar bar moazrat ka izhar kar k mujhy sharminda mut kareen . .. .
                        aur jahan tuk baat hi mery ghusa ki to bayshuk main gussay main tha aur hon bhi aur mea ye ghusa specific kisi shakhsiat per naheen hi balk bahasiat majmooai hamra jo rawaiya ban chuka hi us per hi . . . .aur wo rawaiya hi bagair tehqeeq k baat karna . . . .
                        aur itna to aap janti hongi k kisi shy ka faqat mutalia karna aur kisi baat ki tehqeeq karna do mukhtlif amooo hain . .. aur meri adaat hi k main kabhi bhi bila tehqeeq baat anheen kiya karta khas tour per deeni moamlaat main . . . parh main nay bhi bohat khuch rakha hi magar jin mozoaat per tehqeeq naheen baat anheen karta hon aur yehi ilmi rawaiya hi jo k hum main se koi bhi naheen apna raha bus issi ka afsoos aur issi ka dukh hi mujhy aur issi per ghussa bhi hi baqi aap ki khuch batoon ko nazar andaaz kar raha hon kion k wo faqat aap k mutalia ka nateeja hian is liye un main naqs hain . . . . . .w salaam
                        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                        Comment

                        • #27

                          JazakAllahu kula khairen akhil kareem
                          Bhaijaan chalye baat ko zyada lamba na kheenchtey howe topic yahiin khatam kiye detey hain ........leaving everything behind starting a new page .......ek dua' k saath........
                          اللهم انا عبيدك بنو عبيدك بنو امائك في حاجة ماسة الى رحماتك
                          اللهم ارحمنا بالهداية الى سواء السبيل
                          اللهم ارزقنا حسن العمل على كتابك و سنة نبيك
                          اللهم لا هادي لنا الاك فاهدنا يا الله فاهدنا يا الله فاهدنا يا الله
                          اللهم انك ان لم ترحمنا ولم تغفر لنا و لم تهدنا فانا قد ضعنا يا الله
                          اللهم لا تضعنا و لا تضلنا بل اهدنا وثبت قلبنا على دينك ثباتا لا يزيغ
                          اللهم يا هادي المضلين اليك رجونا و دعونا فاسمع رجائنا و استجب دعائنا
                          اللهم اّمين اللهم اّمين
                          اللهم اّمييييييييييين
                          .......................!!!!!

                          Comment

                          • #28
                            Re: qaberon per mizaar*

                            Originally posted by ashi View Post
                            salam again zayda bat na kerty howay topic ki taraf ati hon k yeh topic ays ahain jis main shayed bohat sy logon ko mery sy ikhtilaaf ho her ek ka apna apna aeeda aur souch hoti hain
                            qaberon per yeh jo mizaar bana diye jaty hain kia yeh islam main jaiz hain

                            aur in mizaaron per ja ker manetain mangna aur hath pehlana kia yeh jaiz hain ager ye jaiz hain to nabi pak PBUM k bare main seb ys pehly yeh baat ani chaye the k un ki qaber p mubarak per mizaar banay jata aur manetain mangi jati mger aysa kuch nhe jahan tak me ki zaati rahye hain k bohat sy aysi herkatain hum ny hinduon sy le hain manet mangna mizaron per ja ker qaberon ko chomna jeb k ALLAH SY DUA MANGNY K LIYA HUMAIN DIRECT DUA KERNI CHAYE HAAN NAIK LOGO KA WASEELA HOTA HAIN MGER KIA HUM NY KABI SOUCHA HAIN K NABI pak PBUM ny humain jo duain seekhain wo dircet mangi gai .to pher aysa kiyon k hum apni duan k liya un logo ko kehty hain jo is dunya main nhe hain jeb k humainkud he apni duaon per yakeen nhe why aur qaberon per mizaar banana k main bohat he khilaaf hon
                            :thmbup:

                            Comment

                            • #29
                              Re: qaberon per mizaar*

                              Originally posted by Masood View Post
                              Mohtram Aabid bhai

                              aap ka mujhey Pegham ki policies ko yaad dilaney per shukriyah...

                              Meri soch hai keh doori us waqt aati hai jab har firqey key pairo'kaar apni apni hat'dharmi per qayim rahein aur apney ander soch mein lachak pedah na karein, har firqa drust nahin ho sakta - that's fact! To jaisey Dr. Zakir Nayik ka kehna hai keh "come to the common turm" - to common trums ki janib to aaiyey aur woh kaisey aaein gey agar aap nau'jawanon key zehno mein aaney waley sawalon per pardah daaltey rahein gey??? Islam ko ham ney mushkil bnaa liya hai, yeh bhi fact hai!! Nau'jawano key zehno ki tammeer karney ki zaroorat hai, unhein unkey sawalaat per chup rakhney ki nahin!
                              Masood ki is baat se agree kerta hoon.

                              Aur jahan tak aabid ki baat he, to us ke liye itni choot honi chahiye ke wo jungle ka badshah he wo chahay anday de ya buchay :lol
                              :thmbup:

                              Comment

                              • #30
                                Re: qaberon per mizaar*

                                Originally posted by Masood View Post
                                Mohtram Aabid bhai

                                aap ka mujhey Pegham ki policies ko yaad dilaney per shukriyah...

                                Meri soch hai keh doori us waqt aati hai jab har firqey key pairo'kaar apni apni hat'dharmi per qayim rahein aur apney ander soch mein lachak pedah na karein, har firqa drust nahin ho sakta - that's fact! To jaisey Dr. Zakir Nayik ka kehna hai keh "come to the common turm" - to common trums ki janib to aaiyey aur woh kaisey aaein gey agar aap nau'jawanon key zehno mein aaney waley sawalon per pardah daaltey rahein gey??? Islam ko ham ney mushkil bnaa liya hai, yeh bhi fact hai!! Nau'jawano key zehno ki tammeer karney ki zaroorat hai, unhein unkey sawalaat per chup rakhney ki nahin!

                                Dear All PG members !

                                Wasiy tu sara qauran hauamary liye masha-e-rah hai. Lykin ager hum in 02 ayaet qurani surah-e-nisa ki verse # 59 & 60 per sahi terhan amal ker lain tu hamaray 100% masail hal ho saktay hain.

                                Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                                Comment

                                Working...
                                X